asslamoalikum respected members.......
docter zahid munir aamir kehtay hain......"dostiyaan barri nemat hain...aur Hazrat Ali ne bilashuba imaan k baad ek achay dost ko sarmaya hyaat qarar diya hai....lakin agr ye sarmaya kisi wajah se muyassar na ho....tou dushman b hamaray liye kam mufeed nae hotay...bl k yoon kehna chahiye...k zindagi k manfi rawayyon se gurez k jitnay sabaq insaan apnay dushmano ya bad-khwaahon se seekhta hai....itnay sabaq issay doston ki mohabbatain faraham nae kr saktin....
tu bana le dehar bhar ko apna dushman ae Riaaz
tujh pe jo khul jaye muje ko dushmano ne kiya diya"
tujh pe jo khul jaye muje ko dushmano ne kiya diya"
sawaal kya hai.......aap ne apnay dushman se kiya seekhaa......yeh mat kahiye ga ...hamara koi dushman nae.....ksi na kisi shakal me tou ho ga....AUR HOTA HAI...:)
Comment