Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Gaoon, yani pind, yani village
Collapse
X
-
-
Re: Gaoon, yani pind, yani village
Originally posted by munda_sialkoty View PostSalam meri jaan murgi ke andoo aur meri meri bakriyoo :salam:
sawal yeh he ke aap kabi pind mein rahay? Aap ko pind ki koon koon si cheezein achi lagti hein. Anpay pind ka ya apnay nanyaal, dudyaal ke pind ko yahan discuss keejiye, aur koi bhi interesting waqeyaa aap share kerna chahein :salam:
P.S. Sher Ali, yahan tasveerein mut lagana shuru ho jana:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: Gaoon, yani pind, yani village
Haan me gaown me raha hoon aur ab bhi meri baqi family gaown me hi hai.....Laikin ab hamara gaown wo pehle jesa nahien raha .... wo aik chota sa qasba ban gya hai .... ghar saray baray aur pakay ho gay hain ..... logon k pass pessa aa gya hai ... aur ab kisi k pass waqt hi nahien kisi k liey her koi masroof ho gya hai .... pata nahien kiya ho gya hai ... shayad zmana change ho gya hai ... laikin is k bawajood mujhe apna gaown acha lagta hai ..... Jab gaown se bahir janay wali sarak per shaam ko walk k liey nikla jaey tu wapsi per jo kunwaan (Well) wahan se gaown ki doosri taraf sooraj gharoob honay ka manza dekhne wala hota hai phir zara gaown se mashriq ki side per bahir nikla jaaey tu aik choti see vally aati hai jahan per me aksar paya jata hoon bara maza aata hai wahan per .... khas ker k garmiion main wahan ja ker nahaya jata hai ... gaown k south side per aik chotta sa dam hai jahan per kabhi kabhar machli ka shikar kiya jata hai laikin mujhe aaj tak wahan se koii machli nahien mili ... Lol ... garmion main kunwain (well) per ja k thanday paani se nhana bhot acha lagta hai .... phir sham ko frnds k saath talab k kinaray baith ker gapain marna aur shughal lganasigpic
Comment
-
Re: Gaoon, yani pind, yani village
Originally posted by sccorpion81 View PostHaan me gaown me raha hoon aur ab bhi meri baqi family gaown me hi hai.....Laikin ab hamara gaown wo pehle jesa nahien raha .... wo aik chota sa qasba ban gya hai .... ghar saray baray aur pakay ho gay hain ..... logon k pass pessa aa gya hai ... aur ab kisi k pass waqt hi nahien kisi k liey her koi masroof ho gya hai .... pata nahien kiya ho gya hai ... shayad zmana change ho gya hai ... laikin is k bawajood mujhe apna gaown acha lagta hai ..... Jab gaown se bahir janay wali sarak per shaam ko walk k liey nikla jaey tu wapsi per jo kunwaan (Well) wahan se gaown ki doosri taraf sooraj gharoob honay ka manza dekhne wala hota hai phir zara gaown se mashriq ki side per bahir nikla jaaey tu aik choti see vally aati hai jahan per me aksar paya jata hoon bara maza aata hai wahan per .... khas ker k garmiion main wahan ja ker nahaya jata hai ... gaown k south side per aik chotta sa dam hai jahan per kabhi kabhar machli ka shikar kiya jata hai laikin mujhe aaj tak wahan se koii machli nahien mili ... Lol ... garmion main kunwain (well) per ja k thanday paani se nhana bhot acha lagta hai .... phir sham ko frnds k saath talab k kinaray baith ker gapain marna aur shughal lgana:thmbup:
Comment
Comment