Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

faislay ...loog.......or ham

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • faislay ...loog.......or ham

    Assalamalikum
    aksar auqaat aisa hota hai kay ham jo kaam karna chahtay hain to us waqat koi baat ban nahi rahi hoti or pher koi aap ko sahi mashwara bhi nahi deta .......pher hota youn hai kay aap ko koi apportunity milli or aap nay accept kar li......pher..............yehi loog a jatay hain dil kharab karnay kay yeh nahi karna tha wesay karna tha , blah blahhhhhhhh...

    to sawal mera yehi hai kay aisi situation main aap kia kartay hian ?
    pehlay to koi help nahi karta or aap khud say kuch kar loo to aap ko yeh comments millian kay yeh nahi karwaty wo kar leytay flaan flaan cheez zaida behtar the :D:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: faislay ...loog.......or ham

    Originally posted by Aanchal View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    No doubt I like your vast approach to address a variety of topics :thmbup:

    Tumhari baat se bilkul agree kerta hon, ke aisa he hota he ke in time mashwara koi nahi deta aur jub koi thaan lo to phir aap ko hilanay walay baray aa jatay hein. Mein aisay mein jo faisla ker leta hoon, usi pe he fix rehta hoon :lpop:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: faislay ...loog.......or ham

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      or logoo ko kia jawab deytay hian agar koi bad main kuch kahye to :mm:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: faislay ...loog.......or ham

        Originally posted by Aanchal View Post
        or logoo ko kia jawab deytay hian agar koi bad main kuch kahye to :mm:
        Actually its all about your inner confidence. Ager aap ko apnay aap pe confidence nahi ho ga to aap doosron ki baaton mein aa ke apnay kaam ko bura samajnay lagein ge. Mein loogon ko harshly respond nahi kerta, unhein keh deta hoon ke theek he aap ki baat bhi, per mujay apnay pe jo confidence hota he, is liye mein wohi kerta hoon jo mujay kerna hota he :lpop:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: faislay ...loog.......or ham

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Actually its all about your inner confidence. Ager aap ko apnay aap pe confidence nahi ho ga to aap doosron ki baaton mein aa ke apnay kaam ko bura samajnay lagein ge. Mein loogon ko harshly respond nahi kerta, unhein keh deta hoon ke theek he aap ki baat bhi, per mujay apnay pe jo confidence hota he, is liye mein wohi kerta hoon jo mujay kerna hota he :lpop:
          theek
          lekan baat yeh hai na kay jo kaam aap nay shuru kia hai us ka bhi humye nahi pata hota na kay wo kitna sahi hai ...kabhi kabhi aap bilkul blank hotay hian ....
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: faislay ...loog.......or ham

            Originally posted by Aanchal View Post
            theek
            lekan baat yeh hai na kay jo kaam aap nay shuru kia hai us ka bhi humye nahi pata hota na kay wo kitna sahi hai ...kabhi kabhi aap bilkul blank hotay hian ....
            "There is nothing under the sun which I don't know something about", and this is how I feel like and this is a confidence according to my best of understanding. Mein workout kerta hoon aur mein yeh kabi nahi kehta ke mujay falaan cheez ka nahi pata to mein yeh kaam nahi karon ga.

            Mein ne apnay ghar ki construction start kerwai, mein ne 2, 3 engineer se ghar ka naksha banwaya, per mujay kisi ka pasand nahi aaya, mein ne khud banaya aur phir engineer ne kaha ke aap khud engineer ho, yeh mazak mein nahi kaha, mein ne plan he un se behtar kia.

            Mein ne kabi bhi koi cheez kisi se pooch ke nahi khareedi. Mein ne akser loogon ko dekha he ke koi cheez khareednay se pehlay bohat se loogon se mashwara kerte hein, per mein aisa bilkul bhi nahi hoon. Jub mein ne apni first car khareedi to mujay sahi se driving bhi nahi aati thi, mein ne 5, 10 minute ke ander he us ki assessment ker ke token money de di and next day payment ker di...aur mein aisa he kerta aaya hoon and I never repent on my such decisions.
            :thmbup:

            Comment

            • #7

              aap yeh keh sktay hain kay aisay mamlay main aap ki luck zaida kaam karti hai :D:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: faislay ...loog.......or ham

                Originally posted by Aanchal View Post
                aap yeh keh sktay hain kay aisay mamlay main aap ki luck zaida kaam karti hai :D:
                Its not all about fluke. Actually I have a BIG EYE to observe and appraise :bwink:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: faislay ...loog.......or ham

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Its not all about fluke. Actually I have a BIG EYE to observe and appraise :bwink:
                  ok best of luck :thmbup:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: faislay ...loog.......or ham

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    ok best of luck :thmbup:
                    Ub to hum gupein maar saktay hein na is thread pe :dance2:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: faislay ...loog.......or ham

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Ub to hum gupein maar saktay hein na is thread pe :dance2:
                      agar thread say related hain to :p

                      nahi to dustbin :zuban:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: faislay ...loog.......or ham

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        agar thread say related hain to :p

                        nahi to dustbin :zuban:
                        :(
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: faislay ...loog.......or ham

                          waalaikumsalam
                          ek or maze ka topic..:D

                          Comment

                          • #14
                            Re: faislay ...loog.......or ham

                            don't blame others but blame urself...if this is the phrase then u have to live ur life as u wish and decide things for urself as u deem fit. BUT: do we live all by ourselves? do we NOT ahve to interact with eachother? do we not ahve to worry about other's feelings, especvially our near N dear one's...i GUESS NOT, then, value other's opinion, evaluate and then make a an informed and educated decisin. and at the END, PRAY to Allah for the best results that is GOOD for u in the sight of Allah :)

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment

                            • #15
                              Re: faislay ...loog.......or ham

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Assalamalikum
                              aksar auqaat aisa hota hai kay ham jo kaam karna chahtay hain to us waqat koi baat ban nahi rahi hoti or pher koi aap ko sahi mashwara bhi nahi deta .......pher hota youn hai kay aap ko koi apportunity milli or aap nay accept kar li......pher..............yehi loog a jatay hain dil kharab karnay kay yeh nahi karna tha wesay karna tha , blah blahhhhhhhh...

                              to sawal mera yehi hai kay aisi situation main aap kia kartay hian ?
                              pehlay to koi help nahi karta or aap khud say kuch kar loo to aap ko yeh comments millian kay yeh nahi karwaty wo kar leytay flaan flaan cheez zaida behtar the :D:
                              acha :D:

                              Comment

                              Working...
                              X