Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

    ASSLAMOALIKUM

    ek swaal kayi dinon se mere zehan me gardish kr raha hai....hum bohat brray barray haadson ka suntay hain.....yahan pe yeh hogya...wahan pe wo ho gaya..khuli ankho se...dekhtay b hain....lakin guzar jatay hain...passive observer ban kr....
    .nahi nahi...be-hisi ki waja se nae.....koi wajha hoti hogi....kiyon hum kuch kr nae patay.....?

    roz ki baat ho chuki hai ab tou...iss liye hmen hiarat b nae hoti..yeh meri ya aapki baat nae hai specifically...bal k ek amoomi rawayya ban chuka hai...
    ...kya kahain ge aap.............iski wajah kiya hai.....kya hum uljhay hue log hain.....?:mm:
    Last edited by saraah; 17 November 2008, 18:19.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

    Walaikum asalam,

    aap nay khudhi apni baat ka jawaab de dia, hum behis ho chukay hain, humain koi farq nahi parta keh kon mar raha hay aur kon zinda hay, hum bohat khudgarz bhi ho giay hain, hum sirf apnay baray mein hi sochtay hain, aur aik waja yeh bhi hay keh roz roz kay hadsoon ki khabrein sun kar hum uktaa giay hain

    Comment

    • #3
      Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

      Originally posted by saraah View Post
      ASSLAMOALIKUM

      ek swaal kayi dinon se mere zehan me gardish kr raha hai....hum bohat brray barray haadson ka suntay hain.....yahan pe yeh hogya...wahan pe wo ho gaya..khuli ankho se...dekhtay b hain....lakin guzar jatay hain...passive observer ban kr....
      .nahi nahi...be-hisi ki waja se nae.....koi wajha hoti hogi....kiyon hum kuch kr nae patay.....?

      roz ki baat ho chuki hai ab tou...iss liye hmen hiarat b nae hoti..yeh meri ya aapki baat nae hai specifically...bal k ek amoomi rawayya ban chuka hai...
      ...kya kahain ge aap.............iski wajah kiya hai.....kya hum uljhay hue log hain.....?:mm:
      Wa Alaikum Aslam,

      Hum roozana hadsay dekhtay hein aur hum per un ka aser nahi hota, to is ka yeh matlab nahi ke hum be'hiss ho gaye hein.

      Kudrat ne insaan ko na'masaed halaat se nimatnay ke liye bhi kai salahiyaton se nawaza he ta ke hum aik balanced life guzaar sakein. Misaal ke toor per ager aik sensitive man murgi ko zibah hota dekhay ga to wo shayad isay na khaye, jub wo isay baar baar zibah hota dekhay ga aur yeh us ka mamool ban jaye ga to wo bila soochay samjay ke yeh murgi kabi zinda thi aur ub zibah ho ke mere samnay pari he, khaa le ga.

      Sensitive loog ager koi deadbody dekh lein to wo kai din tak nahi soo paein ge, jub ke goorkan 10 murday dafnanay ke baad bhi chain ki neend soo jaye ga.

      Aisa is liye hua ke kudrat chahti he ke insaan aisa banay. Kudrat nahi chahti ke insaan be'chain aur iztaraab ki zindagi guzaaray. Ager aisa ho jaye to koi bhi kasaab na banay, koi bhi goorkan na banay. Aisay halaat ko nazar andaaz kerne ki salahiyat bhi insaan doost he. Hum isay be'hissi nahi kahein ge.

      Be'hissi aik insaan ke doosray insaanon ke saath na'munasib rawaiye ko kaha ja sakta he, wo aik separate issue he and should be addressed separately. Is ki aik misaal yeh doon ga ke ager koi sadak per mara hua banda mil gaya he to aap ub kuch nahi ker saktay to zabt se kaam lijiye aur normal rahiye. Lekin ager koi insaan zakhmi halat mein he to aap forun koi action lein aur usay tabbi imdaad pohanchanay ka bandobast karein, ager aap usay dekh ker guzar jatay hein to wo be'hissi he. Yani jahan pe aap insaan ki falah ke liye kuch ker saktay hein aur aap nahi ker saktay usay hum be'hissi se relate ker saktay hein.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

        Originally posted by saraah View Post
        ASSLAMOALIKUM

        ek swaal kayi dinon se mere zehan me gardish kr raha hai....hum bohat brray barray haadson ka suntay hain.....yahan pe yeh hogya...wahan pe wo ho gaya..khuli ankho se...dekhtay b hain....lakin guzar jatay hain...passive observer ban kr....
        .nahi nahi...be-hisi ki waja se nae.....koi wajha hoti hogi....kiyon hum kuch kr nae patay.....?

        roz ki baat ho chuki hai ab tou...iss liye hmen hiarat b nae hoti..yeh meri ya aapki baat nae hai specifically...bal k ek amoomi rawayya ban chuka hai...
        ...kya kahain ge aap.............iski wajah kiya hai.....kya hum uljhay hue log hain.....?:mm:

        wasalam...

        Comment

        • #5
          Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

          aye ki keh dita e ummiday
          :thmbup:

          Comment

          • #6

            WAlikum salam
            ajj main yehi baat soch rahi thi ke har new hour main koi naya hadsa ya kisi insaan ke mareny ki new milti hai...aur hum dekh ke bas inna nillah parh detey hain...Allah se dua kar detey hain ke hum ko inn hadson se mehfooz rakhin(AMEEN) aur usske baad channel change aur entartainment shuru
            ummid ne bulkul sahi kaha hai...hum log inn hadson ko dekhney sunney ke aadi hogaey hain...jab tak khud pe nai guzarti hum ko faraq hi nia parta

            Comment

            • #7
              Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              aye ki keh dita e ummiday
              bilkul theek keh ditta so pehli wari mujhy us ki koi baat maqool lagai hy zabar10 ummeed:thmbup:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

                Originally posted by aabi2cool View Post

                LOl.. yeh pehli baar kai baar aa chuka hai aabi bhai...:D

                Comment

                • #9
                  Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

                  Originally posted by ummid View Post
                  LOl.. yeh pehli baar kai baar aa chuka hai aabi bhai...:D
                  mehaz khaam khiali hy aap ki:D:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    mehaz khaam khiali hy aap ki:D:
                    ji bilkul... aap ki khaam khiali hi hai...:lpop:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM

                      ek swaal kayi dinon se mere zehan me gardish kr raha hai....hum bohat brray barray haadson ka suntay hain.....yahan pe yeh hogya...wahan pe wo ho gaya..khuli ankho se...dekhtay b hain....lakin guzar jatay hain...passive observer ban kr....
                      .nahi nahi...be-hisi ki waja se nae.....koi wajha hoti hogi....kiyon hum kuch kr nae patay.....?

                      roz ki baat ho chuki hai ab tou...iss liye hmen hiarat b nae hoti..yeh meri ya aapki baat nae hai specifically...bal k ek amoomi rawayya ban chuka hai...
                      ...kya kahain ge aap.............iski wajah kiya hai.....kya hum uljhay hue log hain.....?:mm:
                      walaikum salam sarah!!

                      shayad ham bohot saari khabrien sunn-ney key itney aadi ho gaye hein key wo sab ab "khabr" hi nahi raha :)
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Hairat Hai K Hairat Nae Hoti

                        Originally posted by saraah View Post
                        ASSLAMOALIKUM

                        ek swaal kayi dinon se mere zehan me gardish kr raha hai....hum bohat brray barray haadson ka suntay hain.....yahan pe yeh hogya...wahan pe wo ho gaya..khuli ankho se...dekhtay b hain....lakin guzar jatay hain...passive observer ban kr....
                        .nahi nahi...be-hisi ki waja se nae.....koi wajha hoti hogi....kiyon hum kuch kr nae patay.....?

                        roz ki baat ho chuki hai ab tou...iss liye hmen hiarat b nae hoti..yeh meri ya aapki baat nae hai specifically...bal k ek amoomi rawayya ban chuka hai...
                        ...kya kahain ge aap.............iski wajah kiya hai.....kya hum uljhay hue log hain.....?:mm:
                        wese sahi kaha aap nay.... eik hadsa share karna chaah raha hoon k eik dafa eik shaks motor cycle se gir para aur vo shadeed zakhmi tha koi bhi shaks uss ko utha nahi raha tha aur her eik us ko dekhta chala ja raha tha tub mein nay us ko uthaya aur hospital mein jis mushkal halaat mein ussay puhnchaya vo mein he janta hoon.....
                        berhaal kabhi kabhi kisi aur ki help karo tu insaan mushklaat mein par jata hai shayid issliye her shaks patli gali se nikalna chahta hai........
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment

                        Working...
                        X