Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**choti choti yaadein...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: **choti choti yaadein...!!

    Originally posted by lucky View Post
    acha:lpop:

    to jo pagal pan k dory aap ko prty thy wo ab theek ho gaye ya nahi?:mm:
    nahi woh pagal pan ka dora sirf aik he dafa parna tha :(
    bcoz ab tou adat ho gayi hai na:D

    Comment

    • #77
      Re: **choti choti yaadein...!!

      Originally posted by BUS U HE View Post
      nahi woh pagal pan ka dora sirf aik he dafa parna tha :(
      bcoz ab tou adat ho gayi hai na:D
      oh i cccccccccccccc

      acha to adat ho ga e hai...phir b din main kitni baar dora prta hai?:mm:
      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

      Comment

      • #78
        Re: **choti choti yaadein...!!

        Originally posted by lucky View Post
        oh i cccccccccccccc

        acha to adat ho ga e hai...phir b din main kitni baar dora prta hai?:mm:
        bola na ab nhi partay..yeh tou oon dinoo ki baat hai jab yaad ooski atti thi chahat k naghmay gatay thay, bechain deewani dharkan ko behlatay thay samjhatay thay......yeh oon dinno ki baat haisamjhi

        Comment

        • #79
          Re: **choti choti yaadein...!!

          Originally posted by BUS U HE View Post
          bola na ab nhi partay..yeh tou oon dinoo ki baat hai jab yaad ooski atti thi chahat k naghmay gatay thay, bechain deewani dharkan ko behlatay thay samjhatay thay......yeh oon dinno ki baat haisamjhi
          acha theek hai nahi prty to na si...lakin ye kin dinon ki baat thi?:mm::hehe:
          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

          Comment

          • #80
            Re: **choti choti yaadein...!!

            Originally posted by lucky View Post
            acha theek hai nahi prty to na si...lakin ye kin dinon ki baat thi?:mm::hehe:
            meray zakhmoo per hans ker namak mat chirko

            Comment

            • #81
              Re: **choti choti yaadein...!!

              Originally posted by BUS U HE View Post
              meray zakhmoo per hans ker namak mat chirko
              chalo has has kr nahi chirkti ro ro kr chirak deti hoon ab chaly ga?:zuban:
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment

              • #82
                Re: **choti choti yaadein...!!

                waleikum assalam
                bachpan mein aik baar meri bhaai se ladai ho gayi thi to ladte ladte choodiyan tooti to mere bhaai ne utha k wohi mere gaal pe kaan k qareeb de maari.uska nishan hai abhi tak chehre pe.yeh baat mujhe yaad nahin thi ammi se poocha tha to unho ne bataya tha:khi:

                aur aik dafa mera bhaai kuch cheez dhoond raha tha usne kaha k light on karo.us tak main pohonch nahin sakti thi to kursi rakh k light on ki aur jab utarne lagi to uski side se keel nikla hua tha woh mere paon pe lag gaya.bohot khoon nikla tha magar main bilkul nahin roi aur chup kar k charpaai pe beth gayi.thodi der baad ammi aaye to mera chehra pata nahin kaisa ho raha tha unho ne poocha kya hua theek to ho to main ne bataya.phir dr k paas gaye aur stitches lagwate main roi thi.4 lage the uska nishan bhi hai paon pe.

                Comment

                • #83
                  Re: **choti choti yaadein...!!

                  Originally posted by lllife View Post

                  tumhari baatein sun ke to meri aankhon mein aansu aa gaye 372-shock
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #84
                    Re: **choti choti yaadein...!!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    tumhari baatein sun ke to meri aankhon mein aansu aa gaye 372-shock
                    :lol woh kyun

                    Comment

                    • #85
                      Re: **choti choti yaadein...!!

                      Originally posted by lllife View Post
                      :lol woh kyun
                      Dard'e'dil
                      Dard'e'jigar
                      Dil mein jagaya aap ne, yeh baat suna ker 372-shock
                      Last edited by Mr. Sialkoty; 12 November 2008, 19:53.
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #86
                        Re: **choti choti yaadein...!!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Dard'e'dil
                        Dard'e'jigar
                        Dil mein uthaya aap ne, yeh baat suna ker 372-shock
                        aisi bhi dard jagane wali baat nahin thi us se zeyada to aapke lagi ho gi sofe se:embarasse

                        Comment

                        • #87
                          Re: **choti choti yaadein...!!

                          Originally posted by ummid View Post
                          Asalaamalikum...

                          ummid hai aap sub khairyat se honge...:rose

                          chaliye ab aap log dasiye...
                          mein jab university mein parhta tha tu eik siyasi party se wabasta tha..... eik mukhalif party se hamari larrai hogayi thi jis mein meray oper chakoo se waar kiya gaya jo mujh right bazo per laga jis ka halka nishaan ab bhi hai......
                          karachi mein jab mein rahta tha tab eik larki se mein pyar karta tha tu uss nay mujhe kaha k agar tum mujh se sacha piyar karte ho tu apnay seena per meray naaam ka pehla haraf likho tu mein uss larki ka pehla haraf bilkul dil kay oper bari "N" likha tha.... vo bhi blade kay saath.... jo seenay per N ka nishan ab bhi hai..... ab mashalla vo larki shaadi shuda hai aur mein teen bachon ka mamoo hoon....
                          eik aur wakiya bhi sunna deta hoon... jese meinay kaha na mein university mein eik siyasi party se wabasta tha.... eik dafa hum kuch dost mil kar eik toyota car cheen rahe thay tu driver car se bahir nahi nikal raha tha tu hum nay ussay ghaseet kar car se bahir jab phanka tu mujhe eik leg per car ka kuch corner se zukhmi howa jis ka nishaan meri taang per ab abhi hai..... jab zakham ko dekhta hoon tu vo toyota car yaad aa jati hai jisay hum nay 20,000/= ruppay mein becha tha......

                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #88
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #89
                              Re: **choti choti yaadein...!!

                              Originally posted by lllife View Post
                              aisi bhi dard jagane wali baat nahin thi us se zeyada to aapke lagi ho gi sofe se:embarasse
                              Wo jub lagi thi to mujay bhi nahi pata laga, wo jub khoon nikla to pata laga aur us waqt ander he ander itni khushi bhi hui ke ammi ne maara, ub pata lagay ga unhein mera khoon dekh ker 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X