Aap key khayal mey waqai "Everything is possible" aik haqeeqat hai?? Ya phir kabhi kabhi aik insaan ka ye tasleem kerna behtar hota hai key " mey nahi ker sakta"....??
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
I M Possible
Collapse
X
-
-
-
Re: I M Possible
Originally posted by Xenja View Post
me ko to bas ek waqt meN ek hii kaam aataa hai...jab paRhtaa huN to likhnaa nahiiN aataa aur jab likhtaa huN to paRhnaa nahiiN aataa...strange na? 372-hahaLast edited by SherAli; 8 November 2008, 18:22.
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by SherAli View Postyeh to Royal Bank of Canada kaa slogan hai..."Yes, we CAN do it!!!"
har cheez ki aik had hey.. Allah ney insan ko jiss qadar taqat di hey uss k andar rehtey howey "every thing is possible".. lekin at the same time "Every thing is not possible"... Insan ney airoplane to bana lya magar aik makhi ka par tak nahi bana saka... to insan choNkeh ashraful-makhloqat hey to issi liye iss k ekhtyaraat kuch zyada haiN.. magar aik had tak....
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by Splash View Post...
har cheez ki aik had hey.. Allah ney insan ko jiss qadar taqat di hey uss k andar rehtey howey "every thing is possible".. lekin at the same time "Every thing is not possible"... Insan ney airoplane to bana lya magar aik makhi ka par tak nahi bana saka... to insan choNkeh ashraful-makhloqat hey to issi liye iss k ekhtyaraat kuch zyada haiN.. magar aik had tak....
cheez= maqsad" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by Splash View PostABN Amro bhi yehi kehta hey " Making more possible..."
har cheez ki aik had hey.. Allah ney insan ko jiss qadar taqat di hey uss k andar rehtey howey "every thing is possible".. lekin at the same time "Every thing is not possible"... Insan ney airoplane to bana lya magar aik makhi ka par tak nahi bana saka... to insan choNkeh ashraful-makhloqat hey to issi liye iss k ekhtyaraat kuch zyada haiN.. magar aik had tak....ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by Xenja View Postyani key aik cheez ko hasil kerney key liye ham apni maximum mehnat ker lien itni key ham apni mehnat sey satisfy hoN leykin phir bhi wo cheez hamein hasil na ho sakey tau iss ka matlab hai key uss cheez key peechey bhagna fazool hai??
cheez= maqsadLast edited by aabi2cool; 8 November 2008, 18:37.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by Xenja View Postyani key aik cheez ko hasil kerney key liye ham apni maximum mehnat ker lien itni key ham apni mehnat sey satisfy hoN leykin phir bhi wo cheez hamein hasil na ho sakey tau iss ka matlab hai key uss cheez key peechey bhagna fazool hai??
cheez= maqsad
wesey maiN aap ki iss baat ko aik or point of view sey explain karta hoN.. aap ney kissi cheez ko haasil karney ki din raat duaa'eN maangi... wazeefey kiye.. minnateiN maangi.. magar wo cheez phir bhi aap ko haasil na howi.. (aap to apni ebaadaat sey satisfy haiN naN???) to zaroori nahi k wo cheez aap k haq maiN behtar ho...
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by aabi2cool View Postaap k sawal ka jawab splash nay day diya ab aap sawal ka rukh mor rahi hain . . . :D:
Originally posted by Splash View PostJiss ka kaam...ussi ko saajhey
wesey maiN aap ki iss baat ko aik or point of view sey explain karta hoN.. aap ney kissi cheez ko haasil karney ki din raat duaa'eN maangi... wazeefey kiye.. minnateiN maangi.. magar wo cheez phir bhi aap ko haasil na howi.. (aap to apni ebaadaat sey satisfy haiN naN???) to zaroori nahi k wo cheez aap k haq maiN behtar ho..." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by Xenja View PostAap key khayal mey waqai "Everything is possible" aik haqeeqat hai?? Ya phir kabhi kabhi aik insaan ka ye tasleem kerna behtar hota hai key " mey nahi ker sakta"....??:thmbup:
Comment
-
Re: I M Possible
Originally posted by munda_sialkoty View PostEverything is possible, even impossible says I am possible, but in some cases this possible is quite impossible. So in my opinion possible and impossible both are possible and vice versa :D:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment