Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Career Guide

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Career Guide

    Originally posted by Splash View Post
    Psychology is one of my favorit subject...anyway kiss field maiN specialization ka irada hey (like Clinical Psychology,Community psychology,Counseling Psychology, environmental Psychology etc.) or uss ka aap k nazdeek kiya future scope hey?
    well.. me ne PG diploma kiya child counseling mein... or ab PG degree kar rahe hain "Developmental counseling psychology" mein... or InshAllah jub feild xpereince le rahe honge tub clinical mein bhi karne ka iradah hai.. lets se..

    Comment

    • #47
      Re: Career Guide

      Originally posted by ummid View Post

      thats nice... magar aap Psychology ko as a profession kesa samajhti haiN?

      Comment

      • #48
        Re: Career Guide

        Originally posted by Splash View Post
        thats nice... magar aap Psychology ko as a profession kesa samajhti haiN?
        its a helping profession...prodrome period mein work kar ke kisi mareez ko bauaht bare khatre se bacha lena.. or un logo ki baatein sumjhna jinhe duniya pagal sumjhti hai.. or un logo ko dobarah zindagi ki taraf lana... Aids pateints... cancer pateints... is ke illawah depressed people.. schizophrenic log.. mukhtalif personality disorder mein mubtelah logo ki madad karna... I just love it.. woh kehte hain na.. apne kaam se muhabbat karo.. hume waqai apne profession se.. apne kaam se ishq hai...

        Comment

        • #49

          Aap ka jazba qaabl-e-sataaesh hey :thmbup:.
          Psychology is very vast field... or bohat achha profession hey... Not only in developing countries but also in developed coutries, there are lot of job oppertunities available for psychologists... ye profession siraf iss liye nahi k it is a best source of incom.. lekin iss waja sey bhi k you have a great chance to help humanity..
          Good Luck....:thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Career Guide

            Originally posted by Splash View Post
            A.A.
            Wesey iss "Pegham" maiN agar "Career Guide" k naam sey alag section hota to achha tha jiss maiN Career sey related articles hotey (Arey Admin bhai aap ghabraiN nahi hum haiN na ye sab likhney k liye :))...Aap sab ki kiyaa raa'ey hey?

            Acha to janab! ye batayey k aap ka iraada kiss profession maiN jaaney ka hey?
            Wa allaikum salaam

            Agar aap articles likhney ko tayyar hain to phir kya masla ho sakta hai - aap apney articles ki ibtidaa to kijiyey takeh patah to chaley keh aap kahan tak likhney ki sakkat rakhtey hain. Aanchal ney hint di hai keh General Knowledge ko istimaal kiya jaa sakta hai :)

            @your topic - it's nice topic although it has been discussed before

            Mera zaati tajarba hai keh insaan jis bhi field bhi jaey bghair mehnat, lagan aur istiqlaal key kuchh haasil nahin kar sakta. Har fun, har paisha, har profession apni apni jagah bohat khoobsurat aur qabil-e-qadar hai kyun keh mehnat ki qadar wohi jaatney hain jo mehnat kartey hain.

            I was originally edcuated as a salesman but never went into it as a professional. Mujhey jab sey Information Technology sey muhabbat hui
            hai, I've never been to anything else.

            IT mein main aik haadsati taur per aaya tha. Merey computer mein virus tha and at that time I was so DUMB (no, no, - more dumb than Fari and Eshaa combined 372-haha) keh jo saath recovery CD thi us key istimaal tak ka patah nahin tha - then I went to a person I knew and said to him: "Preben can you tell me how I can remove this virus" - He said to me keh tum khud hi seekh lo na. Bas uskey baad I left my job, went into an apprenticeship at his Workshop and woh din hai keh aaj ka din, meri taraqi ka graph ooper hi ooper geya...

            Today I am SAP Consultant. And Alhamdolillah is mein main ney bohat taraqi ki hai. Agar main kisi ko koi mashwra doon to yehi kahoon ga keh get into SAP...
            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

            Comment

            • #51
              Re: Career Guide

              Originally posted by Admin View Post
              Wa allaikum salaam

              Agar aap articles likhney ko tayyar hain to phir kya masla ho sakta hai - aap apney articles ki ibtidaa to kijiyey takeh patah to chaley keh aap kahan tak likhney ki sakkat rakhtey hain.
              jahaN tak articles likhney ki sakat ka talluq hey to agar irshaad ho to PM maiN apna taa'ruf karwaooN???:) ho sakta hey janab pehchaan jaiN ...

              Originally posted by Admin View Post
              Mera zaati tajarba hai keh insaan jis bhi field bhi jaey bghair mehnat, lagan aur istiqlaal key kuchh haasil nahin kar sakta. Har fun, har paisha, har profession apni apni jagah bohat khoobsurat aur qabil-e-qadar hai kyun keh mehnat ki qadar wohi jaatney hain jo mehnat kartey hain.
              agar insan mehnet sey kaam karey to kabhi uss ki mehnat raaegaaN nahi jaati.... lekin some time aisa hota hey k aap aik field maiN utni taraqqi nahi kar paatey jo aap kissi dosri field maiN kar letey haiN. Aap degree kissi or field ki letey haiN or profession koi or choose kartey haiN...

              Comment

              • #52
                Re: Career Guide

                Originally posted by Splash View Post
                jahaN tak articles likhney ki sakat ka talluq hey to agar irshaad ho to PM maiN apna taa'ruf karwaooN???:) ho sakta hey janab pehchaan jaiN ...

                agar insan mehnet sey kaam karey to kabhi uss ki mehnat raaegaaN nahi jaati.... lekin some time aisa hota hey k aap aik field maiN utni taraqqi nahi kar paatey jo aap kissi dosri field maiN kar letey haiN. Aap degree kissi or field ki letey haiN or profession koi or choose kartey haiN...
                Zaroor :)

                and agree keh kabhi kabar aab-o-hawa ki tabdeeli sehat per achha asar chhorrti hai :)
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                • #53
                  Re: Career Guide

                  Pakistan maiN Information Technology ka kiyaa scope hey? kiyaa uss degree ki koi value hey jo kissi chartered university sey hasil na ki gai ho?

                  Comment

                  • #54
                    Re: Career Guide

                    Originally posted by Splash View Post
                    Pakistan maiN Information Technology ka kiyaa scope hey? kiyaa uss degree ki koi value hey jo kissi chartered university sey hasil na ki gai ho?
                    Pakistan mein hasil ki gaii degrees ki hasiyat to hai, kyun keh wahan sey pedah honey waley doctors Amerika waghera mein kaam kar rahey hain. Magar jahan tak Information Technology ki baat hai to I am personally very very very dishearted! Hamarey haan currupt logon ney is tarf koi tawajoh nahin di, aur India isi aik industry ki bina per bohat aagey chala geya hai (although uski aur bhi wajoohat hai). IT has been future and will remain the biggest opportuniy for a brighter future magar yeh baat hamarey currupt system key currupt na'khudaoun ki samajh mein nahin aaney wali.
                    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                    Comment

                    • #55

                      Pakistan maiN professionals ki koi kami nahi hey. Magar international market maiN India bohat advance hey. Hamari Govt. koi aisa platform nahi bana saki jahaN in professionals ko un k skills utilize karney ka moqa dya jaata...

                      Comment

                      • #56
                        Re: Career Guide

                        Originally posted by Splash View Post
                        Pakistan maiN professionals ki koi kami nahi hey. Magar international market maiN India bohat advance hey. Hamari Govt. koi aisa platform nahi bana saki jahaN in professionals ko un k skills utilize karney ka moqa dya jaata...
                        Jis mulk ka siyasi dhancha hi drust nahin us mulk sey aap taraqi ki kya umeed rakhtey hain? Mujhey yaad hai keh Oracle keh MD ney aik baar aik biyaan diya tha keh hamein Pakistan mein taraqi key bohat sarey mawaqey nazar aatey hain magar mulk key halaat hamein yahan investment nahin karney detey
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment

                        • #57
                          Re: Career Guide

                          Originally posted by Splash View Post
                          24 companies hi haiN naN? phir soch lo shayed koi 15-20 companies yaad na rahi hoN...aakhir ko bhai tum foreign companies k only representative ho....
                          Do you have anything to do with it :mm:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: Career Guide

                            Originally posted by Splash View Post
                            A.A.
                            Wesey iss "Pegham" maiN agar "Career Guide" k naam sey alag section hota to achha tha jiss maiN Career sey related articles hotey (Arey Admin bhai aap ghabraiN nahi hum haiN na ye sab likhney k liye :))...Aap sab ki kiyaa raa'ey hey?

                            Acha to janab! ye batayey k aap ka iraada kiss profession maiN jaaney ka hey?
                            w.A
                            achaa topic hai...........:thmbup:
                            well im a student of language n litrature....anddd.....i know what to do in future.:)......means i dont need guidence.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #59
                              Re: Career Guide

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Do you have anything to do with it :mm:
                              arey yaar maiN ney socha k lagey haathoN apni company bhi beech maiN daal hi deiN... :wk

                              Comment

                              • #60
                                Re: Career Guide

                                Originally posted by saraah View Post
                                w.A
                                achaa topic hai...........:thmbup:
                                well im a student of language n litrature....anddd.....i know what to do in future.:)......means i dont need guidence.
                                Language & Litrature.. woww... :thmbup:

                                aap ko to guidence ki zaroorat nahi hey magar hamaiN to guide kar sakti haiN naN...
                                International Languages maiN English k ilawa konsi language aaj k dor maiN mufeed sabit ho sakti hey?

                                Comment

                                Working...