jab aap koi bhi kaam kertey huye thak jayein ya simply us kaam mey concentrate na ker paa rahey hon jab key aap ney wo kaam khatam kerna hai to aeysey mey aap apni energy + concentration kaisey mabzool kertey hein kaam ki taraf??
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
tick tock
Collapse
X
-
Re: tick tock
Originally posted by barg.e.guljab aap koi bhi kaam kertey huye thak jayein ya simply us kaam mey concentrate na ker paa rahey hon jab key aap ney wo kaam khatam kerna hai to aeysey mey aap apni energy + concentration kaisey mabzool kertey hein kaam ki taraf??
apna zehan relax karain ..koi bhi aisa kaam jis main aap ko interest hoo ...
pher fresh ho kay aap pan apehlay wala kaam doobara shuru kar dejey ......
jo kam nahi hoo raha ya dil nahi hai us pay zabaradasti us kaam ko karnay say time bhi waste hoo ga or kaam bhi sahi say nahi hoo ga ..is leye mere nazar main to yehi behtar hai thori dair kay leye us kaam ki taraf say dheeyan hata daian ....pher zehni toor pay fresh ho kay us kaam ko kia jaye :rose
-
Re: tick tock
Originally posted by barg.e.gulthanks Aanchal,
zeyhan ko kaisey fresh karein ??
(btw sorry for ultey seedhey sawal, kabhi kabhi zeyhan kaam kerna chor deyta hai :) )
Comment
-
Re: tick tock
music mujhey interesting cheez nahi lagti
jab kaam adhoorey hon to neend bhi nahi aati
friends sey baat bilkul acha idea hai :) leykin aaj key daur mey sab bohot masroof nazar aatey hein" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: tick tock
jab aap koi bhi kaam kertey huye thak jayein ya simply us kaam mey concentrate na ker paa rahey hon to jaisa aanchal ne kaha..thori der ke liye us kaam ko choRh dein aur apni jagah se uThein..ThoRa TehleiN..kuch khaa pee leiN.....chaahe to ThoRa se TV bhi dekh leiN.....aur kuch gap ke baad phir se kaaam shuru kareiN...koshish kijiyega ..i hope it helps u...coz main yahi karti hon aisi situation mein aur isse mind fresh ho jaata hai :)
Comment
-
Re: tick tock
Originally posted by shummujab aap koi bhi kaam kertey huye thak jayein ya simply us kaam mey concentrate na ker paa rahey hon to jaisa aanchal ne kaha..thori der ke liye us kaam ko choRh dein aur apni jagah se uThein..ThoRa TehleiN..kuch khaa pee leiN.....chaahe to ThoRa se TV bhi dekh leiN.....aur kuch gap ke baad phir se kaaam shuru kareiN...koshish kijiyega ..i hope it helps u...coz main yahi karti hon aisi situation mein aur isse mind fresh ho jaata hai :)

ab sab theek hai :)" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: tick tock
Originally posted by barg.e.guljab aap koi bhi kaam kertey huye thak jayein ya simply us kaam mey concentrate na ker paa rahey hon jab key aap ney wo kaam khatam kerna hai to aeysey mey aap apni energy + concentration kaisey mabzool kertey hein kaam ki taraf??
- Preparation
- Implementaion
- Post-Processing
Aap ko is baat ka ta'ayyun karna chahiye keh is kaam ko kitna waqt dena hai - kab shuru karna hai kan khatam karna hai. Tafreeh bohat zaroori hoti hai - agar aap 100% aik hi cheez mein khoey rahey hon gey to kaam ko saheeh poora nahin kar pao gey.
So, koi bhi kaam shuru karein uska saancha kheench lein - zehan mein ya kaghiz per - timetable bnaa lein. Aasani rahey gi :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment