Re: some thing about Pegham Awards!
jald jazbaat main na ajay karo aytraazat karna koi buri baat anheen hy khusosan us waqat jab aytraaz baray aytraaz na kiya jaraha ho . . . .
aur main saraha hy to hy na ko bohat acha idea hy aur achi koshish hy . . .likin jo khamian hain jab wo samnay nazar arahi hon to un ko nazar andaz karna kahan ki danshmandi hy?
ab u hi batao kaya islam section pegham main shamil naheen?
kahan hy islam section k liye award?
mujhy chotr kat kitnay hi log wahan per aysay hain jo k aik arsay se kaam kar rahay hain koi daily ahdeeth laga raha hy to koi ayaaat ka tarjuma koi mazameen shar karraha hy to koi darood aur duaien? un sab ko kaya khuch naheen milna chaiye?
aur seedhi baat hy k behas o mubahisa section ki feeld main mera naam hi naheen halank puray behas o mubahisa ki tareekh main jitnay lambay lambay mubahis main nay kiye poray pegham ki tamam posting per bhari hain . . . :fuming:
Originally posted by fari
View Post

Comment