Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

    salaam dosto,

    chachaa Ghalib ke is she'r kaa matlab me kii samajh shareef meN nai aayaa. koi me kii help karegaa? thank u pahle se hii bole detaa huN.

    she'r hai:

    tujh se qismat meN mirii soorat-e-qufl-e-abjad
    thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa

    yeh she'r ma'nvii aur tikniki pahluuoN se be-misaal hai jo Ghalib kaa hii Khaassa hai aur unkii mashshaatgii kii daad denaa ham par waajib ho jaataa hai. in pahluuoN par, insha Allah, ham meN se koii na koii zaroor Khaama-farsaaii karegaa. shukran.

    _______Sheroo
    Last edited by SherAli; 31 October 2008, 04:48.

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

  • #2
    Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

    Walekam-Alsam
    Your Urdu is quite "faseeho-baleeg".
    I am unable to understand the shair, as well your Urdu!
    Sorry!

    Comment

    • #3

      Originally posted by *Hijab* View Post
      Walekam-Alsam
      Your Urdu is quite "faseeho-baleeg".
      I am unable to understand the shair, as well your Urdu!
      Sorry!

      shukria. she'r ko nahiiN samjhiiN yeh koi baRii baat nahiiN hai kiuN k Ghalib to bahar Haal Ghalib haiN. dekhiye, saaHib-e-fehm_o_zakaa kia farmaate haiN. shukria.

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment

      • #4
        Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

        Originally posted by SherAli View Post
        salaam dosto,

        chachaa Ghalib ke is she'r kaa matlab me kii samajh shareef meN nai aayaa. koi me kii help karegaa? thank u pahle se hii bole detaa huN.

        she'r hai:

        tujh se qismat meN mirii soorat-e-qufl-e-abjad
        thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa

        yeh she'r ma'nvii aur tikniki pahluuoN se be-misaal hai jo Ghalib kaa hii Khaassa hai aur unkii mashshaatgii kii daad denaa ham par waajib ho jaataa hai. in pahluuoN par, insha Allah, ham meN se koii na koii zaroor Khaama-farsaaii karegaa. shukran.

        _______Sheroo
        Tu kisi din time nikaal ke mere paas aa, mein sub samjaa doon ga :tasali:
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          yah khama khuwa wala khama he na:donno::donno:

          is sher me shair yeh keh raha he k....humari tumhari qismat me yahi likha tha k....jaise hi mein tumhe tumhara udhar lotao ga...tum mujha se juda ho jao ge:khi::khi:

          Comment

          • #6
            Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tu kisi din time nikaal ke mere paas aa, mein sub samjaa doon ga :tasali:

            achchhii tarkeeb bataaii...mera kaam to kia hii hogaa oopar se u hathi me sher ko kuchal Daalegaa hahaha...na ji na...maiN nai aane kaa...u kaa weight...ufff

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #7
              Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

              Originally posted by sherali View Post
              salaam Dosto,

              chachaa Ghalib Ke Is She'r Kaa Matlab Me Kii Samajh Shareef Men Nai Aayaa. Koi Me Kii Help Karegaa? Thank U Pahle Se Hii Bole Detaa Hun.

              she'r Hai:

              tujh Se Qismat Men Mirii Soorat-e-qufl-e-abjad
              thaa Likhaa Baat Ke Bante Hii Judaa Ho Jaanaa

              yeh She'r Ma'nvii Aur Tikniki Pahluuon Se Be-misaal Hai Jo Ghalib Kaa Hii Khaassa Hai Aur Unkii Mashshaatgii Kii Daad Denaa Ham Par Waajib Ho Jaataa Hai. In Pahluuon Par, Insha Allah, Ham Men Se Koii Na Koii Zaroor Khaama-farsaaii Karegaa. Shukran.

              _______sheroo
              تجھ سے قسمت میں میری صورت قفل ابجد
              تھا لکھا بات کہ بنتے ہی جدا ہوجانا

              مرزا اسد اللہ خان غالب برصغیر کے ایک بےمثال و باکمال شاعر تھے انکی شاعری عشقیہ اور طنزیہ دونوں پیرایوں کو محیط ہے ۔ وہ عشق کا اظہار بھی انفرادیت سے کرتے ہیں اور انکا طنز بھی ایک جداگانہ مزاج رکھتا ہے ۔ ۔ مثلا
              کس سے محرومئ قسمت کی شکایت کیجیۓ
              ہم نے چاہا تھا کہ مر جاییۓ ، سو وہ بھی نہ ہوا
              اور انکے مزاج کی یہ انفرادیت ہی انکی شاعری کو سمجھنے میں مشکل ہے بلکہ غالب فھمی بذات خود ایک مشکل ترین فن ہے اور مجھے کبھی بھی غالب فھمی کی خوش فھمی نہیں رہی:d: اور نہ ہی میں نے چچا کو زیادہ پڑھا ہے ۔ ۔ جہاں تک بات ہے آپ کے پیش کردہ شعر کی تو میرے فھم کے مطابق چچا نے یہاں قسمت کہ لکھے کو نہایت ہی لطیف اور طنزیہ پیرائے میں بیان کیا ہے کہ لطیف یوں کہ محبوب سے وصل کی گھڑی کو بات کہ بننے سے تعبیر کرکے ساتھ جدائی کا رونا رو دیا اور طنزیہ یوں کہ اس ساری صورتحال کو نوشتہ تقدیر کی کارستانی قرار دے کر اس کی قفل ابجد سے تشبیہ دے ڈالی قفل ابجد یعنی ابجد کا تالا،( ایک وضع کا تالا جو حلقہ دار ہوتا ہے اور اس میں حروف یا اعداد لکھے ہوتے ہیں اور جب ان حروف کو مقررہ ترتیب سے ملایا جاتا ہے تو وہ تالا کھل جاتا ہے) یعنی کاتب تقدیر نے غالب کے محبوب کے ساتھ وصال کی گھڑی کو مانند قفل ابجد کچھ اس ترتیب سے وضع کیا کہ بات کہ بنتے ہی بات بگڑ گئی ۔ ۔ ۔
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                I dont know its meanings
                "Do Not Wish For Less Problems, Always Wish For More Skills"

                Comment

                • #9
                  Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                  Originally posted by Aarzo View Post
                  I dont know its meanings
                  v good:D

                  Comment

                  • #10
                    Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                    pata nahi jeee....
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment

                    • #11
                      Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                      Originally posted by SherAli View Post

                      achchhii tarkeeb bataaii...mera kaam to kia hii hogaa oopar se u hathi me sher ko kuchal Daalegaa hahaha...na ji na...maiN nai aane kaa...u kaa weight...ufff
                      Oye sher bun geedar na ban
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        تجھ سے قسمت میں میری صورت قفل ابجد
                        تھا لکھا بات کہ بنتے ہی جدا ہوجانا

                        مرزا اسد اللہ خان غالب برصغیر کے ایک بےمثال و باکمال شاعر تھے انکی شاعری عشقیہ اور طنزیہ دونوں پیرایوں کو محیط ہے ۔ وہ عشق کا اظہار بھی انفرادیت سے کرتے ہیں اور انکا طنز بھی ایک جداگانہ مزاج رکھتا ہے ۔ ۔ مثلا
                        کس سے محرومئ قسمت کی شکایت کیجیۓ
                        ہم نے چاہا تھا کہ مر جاییۓ ، سو وہ بھی نہ ہوا
                        اور انکے مزاج کی یہ انفرادیت ہی انکی شاعری کو سمجھنے میں مشکل ہے بلکہ غالب فھمی بذات خود ایک مشکل ترین فن ہے اور مجھے کبھی بھی غالب فھمی کی خوش فھمی نہیں رہی:d: اور نہ ہی میں نے چچا کو زیادہ پڑھا ہے ۔ ۔ جہاں تک بات ہے آپ کے پیش کردہ شعر کی تو میرے فھم کے مطابق چچا نے یہاں قسمت کہ لکھے کو نہایت ہی لطیف اور طنزیہ پیرائے میں بیان کیا ہے کہ لطیف یوں کہ محبوب سے وصل کی گھڑی کو بات کہ بننے سے تعبیر کرکے ساتھ جدائی کا رونا رو دیا اور طنزیہ یوں کہ اس ساری صورتحال کو نوشتہ تقدیر کی کارستانی قرار دے کر اس کی قفل ابجد سے تشبیہ دے ڈالی قفل ابجد یعنی ابجد کا تالا،( ایک وضع کا تالا جو حلقہ دار ہوتا ہے اور اس میں حروف یا اعداد لکھے ہوتے ہیں اور جب ان حروف کو مقررہ ترتیب سے ملایا جاتا ہے تو وہ تالا کھل جاتا ہے) یعنی کاتب تقدیر نے غالب کے محبوب کے ساتھ وصال کی گھڑی کو مانند قفل ابجد کچھ اس ترتیب سے وضع کیا کہ بات کہ بنتے ہی بات بگڑ گئی ۔ ۔ ۔
                        Yaar tum ne to mere moun ki baat cheen li 372-shed
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Yaar tum ne to mere moun ki baat cheen li 372-shed
                          goood news yani k tumahar monh bhi hay 372-haha
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            goood news yani k tumahar monh bhi hay 372-haha
                            Haan mera moun he, jub ke tera fitay moun he 372-haha
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: is she'r kaa matlab me kii samajh meN nai aayaa

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Haan mera moun he, jub ke tera fitay moun he 372-haha
                              hayraat hy yaar k tu bhi monh rakhta hy halak main to samjhta tha k tu serf paite hi rakhta hy aur ussi se khata hy ussi peeta hy usi k liye jeeta hy ussi per chalta hy balk reengta hy 372-haha372-haha
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X