Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aakhir Kiyon....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aakhir Kiyon....?

    asslamoalikum respected members.....

    kya kabhi aap ne sochaa hai k hum bohat c reeton...rasmo....riwaajon ki andhaa dhund taqleed kiye jatay han.....yeh janay bina k in k peechay konci pcycological....social...logical...aur commen sense hoti. hai..

    AB SHADI KA FUNCTION HI LE LIJIYE....

    gaana bandhna
    dulhan ko waqt e rukhsati Quran k saye talay guzarna
    sha`baala banana

    kiya koi bta skta hai inka pas e manzar kiya hai....?

    aur esi bohat c batain.....

    yaad rahay k esa kuch b HAMARAY NABI KAREEM PBUH ne nae kiya....tou phir hum kiyon....

    akhir kiyon....???????????????////
    Last edited by saraah; 27 October 2008, 11:05.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Aakhir Kiyon....?

    mujy to waisy b ye fuzol rasmien pasand nai
    is liy mai shadian atend b nai krti

    Comment

    • #3
      Re: Aakhir Kiyon....?

      Originally posted by saraah View Post

      shaadi ka sawad (maza) bhi tab aata hai jab bahut rasmain hoon....... wese her cheez ko mazhab se mansoob kyun karte ho??? mazhab kay elawa bhi hamari culture aur tahzeeb hai jis ki rasmon ko hum nibhana zaroori samjhte hain....... meray khayal mein kuch sakafti tor per rasmain karna koi burri baat nahi hai...... islam mein dakhal hoon tu mukamal hoon yeh hamain hukum hai lakin hum karte kiya hain jo rasmain achi lagti hain vo theek hain jo rasmain karnay ko dil nahi karta ussay hum mazhab se jor letay hain..... we are actually hyporcate people.........
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #4
        Re: Aakhir Kiyon....?

        Originally posted by sky angle View Post
        mujy to waisy b ye fuzol rasmien pasand nai
        is liy mai shadian atend b nai krti
        me b esa krti hun sky angel..lakin hamesha khamoshi achi baat nae hoti na.....jitna ehtajaj kr skaain .krna chaiye...
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Aakhir Kiyon....?

          Originally posted by rehman View Post
          shaadi ka sawad (maza) bhi tab aata hai jab bahut rasmain hoon....... wese her cheez ko mazhab se mansoob kyun karte ho??? mazhab kay elawa bhi hamari culture aur tahzeeb hai jis ki rasmon ko hum nibhana zaroori samjhte hain....... meray khayal mein kuch sakafti tor per rasmain karna koi burri baat nahi hai...... islam mein dakhal hoon tu mukamal hoon yeh hamain hukum hai lakin hum karte kiya hain jo rasmain achi lagti hain vo theek hain jo rasmain karnay ko dil nahi karta ussay hum mazhab se jor letay hain..... we are actually hyporcate people.........
          haan ji sawaad ki khaatir apnay emaan khraab kr lou.apna berra garraq kr lou....

          mazhab k ilawa....my GOD.....being a muslim,kiya hum islam se nikal k soch sktay han?.... hum alag se apni values kiyon banana chahatay han....wo jo islaam se kharij han....muslim ki zindagi se islam nikal jaye tou baqi kiya bchta hai....?
          .aur jis tehzeeb ki baat kr rahay han aap....kiya wo tehzeeb aapki apni hai???

          hum hypocrate hain.......aj ka insaan etraaf brray khullay dil se krta hai......kaash hum yeh b ghor kr lain.....k iss munafaqat ka qalaa qamma kesay krna hai....!

          • #6

            Mere khyaal mein aap dono extreme level pe ja rahay ho. Kuch rasmein aisi hoti hein ke ager unhein ada ker bhi liya jaye, aur us se function mein kuch khoobsurati paida ho jaye to us mein koi muzaika nahi. Mere khyaal mein un rasmon se kilaa kama kerna chahiye jin rasmon per loogon ka nuksaan hota he.

            Like 1000 ke note per mehndi rakhna - what the hell, yeh kisi kaam aa sakta he, us waqt aap ke ird gird kuch aisay loog bhi kharay hotay hein jo mustahik hotay hein, yeh un ke saath mazak he.

            Gana bandna, I think it makes no sense.

            Joota Chupai, mere khyaal mein yeh ager fun purpose ke liye ki jaye to its ok, thoora hassi mazak ho jaye, but isay paisay batoornay wali rasam ke toor per he istamaal kia jaye then I am not in favour of this.

            Doodh pilai ki rasam, yeh larki ki behan doolhay ke ki taraf apni respect aur courtesy extend kerti he, it doesn't mean ke usay in response rakam milay. Inthaai fazool rasam he, khatam honi chahiye.

            Shehbaalay wali rasam, jis mein buchay ko teyaar kia jata he aur phir usay dulhan ki goud mein bithaya jata he - a complete non-sense.

            I think larki ko mehndi ubton laganay wali rasam reasonable he, mehmanon ko bulana, un ka istakbaal kerna aur koi choota moota hallagulla kerna makes some sense, but us hallagulla ko bhi rasam na bana lia jaye.

            Waise to Islam mein nikaah he, aur waleema he.
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Aakhir Kiyon....?

              Comment

              • #8
                Re: Aakhir Kiyon....?

                Originally posted by <> View Post
                Yeh jo tum ne kuch bhi nahi likha, us ka terjma to karo plz
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Aakhir Kiyon....?

                  yeh mainay kuch image laganay ki koshish ki jis main tajurba kiya gaya rasam o rewaj kaysay janam laytay hain

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aakhir Kiyon....?

                    aray koi mery weya ki bhi rasmeeeen karo p`lzzzzzzzzzzzzzzzzz
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aakhir Kiyon....?

                      Originally posted by saraah View Post
                      haan ji sawaad ki khaatir apnay emaan khraab kr lou.apna berra garraq kr lou....

                      mazhab k ilawa....my GOD.....being a muslim,kiya hum islam se nikal k soch sktay han?.... hum alag se apni values kiyon banana chahatay han....wo jo islaam se kharij han....muslim ki zindagi se islam nikal jaye tou baqi kiya bchta hai....?
                      .aur jis tehzeeb ki baat kr rahay han aap....kiya wo tehzeeb aapki apni hai???

                      hum hypocrate hain.......aj ka insaan etraaf brray khullay dil se krta hai......kaash hum yeh b ghor kr lain.....k iss munafaqat ka qalaa qamma kesay krna hai....!
                      islam local rasam va rawayat celebrate karnay ko mannah nahi karta siway un rasmon kay jo shirk yaa idol worship ka impression milta ho.... jese munday sialkoty nay kaha k 1000 kay note per mehndi lagna, juta chupai yaa vo saari rasmain jo munday nay oper likhi hain vo mazhab se kay khilaaf nahi naa he shirk yaa bida'at ko jannam deti hai... yeh rasmain sirf hamari culture ka hissa hain ...... baaki vo alag baat hain kuch rasmain karnay se paisa zaya hota hai aur waqt khrab hota hai ...... un cheezon se hamain bachna chahiye..... aap mazhab ko jis nazar se dekh rahi hain vo uss tarah ki taleem nahi deta..... . aap bhi sirf sunni sunai baatein likhi hain..... mazhab ko lagta hai aap nay kam parha hai.......372-scare
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment

                      • #12

                        haha.....issay kehtay han tanqeed baraye tanqeed.....aur sath me swaal gandum jawaab chana.....thanks mr rehmaan
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aakhir Kiyon....?

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          aray koi mery weya ki bhi rasmeeeen karo p`lzzzzzzzzzzzzzzzzz
                          Tere veya ka 40waan ho gaya kia :lol
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aakhir Kiyon....?

                            Originally posted by saraah View Post
                            asslamoalikum respected members.....

                            kya kabhi aap ne sochaa hai k hum bohat c reeton...rasmo....riwaajon ki andhaa dhund taqleed kiye jatay han.....yeh janay bina k in k peechay konci pcycological....social...logical...aur commen sense hoti. hai..

                            AB SHADI KA FUNCTION HI LE LIJIYE....

                            gaana bandhna
                            dulhan ko waqt e rukhsati Quran k saye talay guzarna
                            sha`baala banana

                            kiya koi bta skta hai inka pas e manzar kiya hai....?

                            aur esi bohat c batain.....

                            yaad rahay k esa kuch b HAMARAY NABI KAREEM PBUH ne nae kiya....tou phir hum kiyon....

                            akhir kiyon....???????????????////
                            yar ... my family is kinda good .. we do not follow .. stupid rituals ../traditions .. bla blaa ...
                            khali peeli relatives ikathey kero .. koz khushi share kerna chahye .. khana khilao nikah karo .. rukhsati kero .. khallas ...
                            kia mehndi kia mayon kia .. etc ..

                            aap ke indian dramas ke characters ban-ney ki koshish kertey hein .. jo rituals/traditions ko follow kertey hein ... lolz

                            cannt be in them .. neva
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aakhir Kiyon....?

                              Originally posted by Aania View Post
                              yar ... my family is kinda good .. we do not follow .. stupid rituals ../traditions .. bla blaa ...
                              khali peeli relatives ikathey kero .. koz khushi share kerna chahye .. khana khilao nikah karo .. rukhsati kero .. khallas ...
                              kia mehndi kia mayon kia .. etc ..

                              aap ke indian dramas ke characters ban-ney ki koshish kertey hein .. jo rituals/traditions ko follow kertey hein ... lolz

                              cannt be in them .. neva
                              Cheeti lagi ho :D:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X