Assalam-o-alikum!
kiya hal chal hian ap sab kay ?
hum arrange kar rhay hain is thread ma aik fancy show!
ap sab ko is thread ma koi bhi different personality , profession ya phir koi bhi unique chiz ban kar ana ha for example koi khud ko purse ya phir anssoo, allo ya phir darwaza ya phir khirki ya hawa kuch bhi show kar kay ansso, allo khirki darwazay ki feelings kay sath baatian karay ga:khi: woh bhool jay kah woh kiya ha:embarasse
maza ay ga so lets start:khi:

![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)
aur koi tumhari tarha mera kahoomer nikal ker kutlas bana ker khata hai:D

tum katay howay kiun nhi paye jatay hamesha tumhara chilka utar kar katna parta ha
chips bana nay kay liya
Comment