Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Ethics.........!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **Ethics.........!!

    Originally posted by aabi2cool View Post
    aap ko hum main intrest layna paray ga warna hum aap ki ummeedon per pani pahir dain gay
    aap ki marzi jo chahein karein..

    Comment


    • #32
      Re: **Ethics.........!!

      aapne jo topic shuru kiyaa hai jitnaa maiN samjah sakaa huuN [is meN meri fehm kaa qusoor hii hogaa] uskii roo se maiN to yeh kahuuNgaa k insaan ke tamaam tar banaaye huye usool Khowaah vo saaamaajik hoN yaa zaatii unkii ahmiyat deeni usooloN ke aage kuchh bhii nahiiN. deen ke usool ko ham nazar andaaz nahiiN kar sakte jab ke apne yaa samaajh ke banaaye huye usooloN ko majboorii ho to toRne meN koi muzaaiqa nahiiN. agar kuchh mere samajh emN pher ho to bataaiyegaa plz :)

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment


      • #33
        Re: **Ethics.........!!

        Originally posted by uminja View Post
        Asalamaalaikum












        Wa Alaikum Aslam,

        wo kia kehtay hein "Society jaye tail lene" mein apni maanta hoon, aur society ki baaton mein aa ker apna chawani ka nuksaan nahi bardaasht kerta :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: **Ethics.........!!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          wo kia kehtay hein "Society jaye tail lene" mein apni maanta hoon, aur society ki baaton mein aa ker apna chawani ka nuksaan nahi bardaasht kerta :lpop:
          gud:tasali:ap se yehi tawako thi brave man:khi:

          Comment


          • #35
            Re: **Ethics.........!!

            Originally posted by senorita View Post
            gud:tasali:ap se yehi tawako thi brave man:khi:
            Yani mein aap ki tawaqu pe pura utar gaya, mera inaam kahan he :embarasse
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: **Ethics.........!!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yani mein aap ki tawaqu pe pura utar gaya, mera inaam kahan he :embarasse
              kia inaam chaey?:embarasse

              Comment


              • #37
                Re: **Ethics.........!!

                Originally posted by senorita View Post
                kia inaam chaey?:embarasse
                Inam zaroorat thori hota he, jo aap ki khushi de dejiye :embarasse
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: **Ethics.........!!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Inam zaroorat thori hota he, jo aap ki khushi de dejiye :embarasse
                  ye raha apka inaam:khi:

                  Comment


                  • #39
                    Re: **Ethics.........!!

                    Originally posted by senorita View Post
                    ye raha apka inaam:khi:
                    Is mein saampt to nahi he na :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: **Ethics.........!!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Yani mein aap ki tawaqu pe pura utar gaya, mera inaam kahan he :embarasse

                      tavaqq'o kii TaaNg toR di aur paise bhi maangte ho...kia Haya tumko m,agar nahiiN aatii ;)

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment


                      • #41
                        Re: **Ethics.........!!

                        Originally posted by SherAli View Post

                        tavaqq'o kii TaaNg toR di aur paise bhi maangte ho...kia Haya tumko m,agar nahiiN aatii ;)
                        Mein aabid ki tarah ..... thoori hoon :embarasse
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: **Ethics.........!!

                          Originally posted by ummid View Post
                          Asalamaalaikum












                          baaz aukat hum apnay banaye hue asoolo per chahtay hue be amal nahi ker saktay,aur hamain majbooran moashray k asoolo0'n k saath chalna parta hai

                          Comment


                          • #43
                            Re: **Ethics.........!!

                            Originally posted by ummid View Post
                            Asalamaalaikum












                            meray apnay asool zaroor hain lakin mein karta vohi hoon jo samaj nay asool banay hain,,,,,,, mujhe problem hoti hai jab mein apnay asoolon per chalta hoon ...... meray asool aksar meray per ultay par jate hain372-haha
                            tu kahnay ka maksad yeh kay samaj kay asool achay aur bhalay hote hain...... tu mein aksar dosron kay asoolon per chalta hoon......
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment


                            • #44
                              Re: **Ethics.........!!

                              Originally posted by ummid View Post
                              Asalamaalaikum













                              waalikum asslam ummid ji

                              society har haal me zaroori nae sahee simat me chal rahi ho...so zee-shaoor honay k naatay aap apnay asool bna sktay han khud b....bt waht i prefer is,balance..........apni derh eent ki masjid banana b shayd theek na ehota.....
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #45
                                Re: **Ethics.........!!

                                Originally posted by ummid View Post
                                Asalamaalaikum












                                in my view hota kya hai keh although in ur sixth sense somewhere aap social ethics or asooloon ko zaiada important samjhte hain, but generally aap follow apne asoolon ko kerte hain, kion keh woh aap ki nature mian jo hote hain,

                                Comment

                                Working...
                                X