Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**sorry**

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **sorry**

    ASALAM-O-ALAIKUM pg memb
    kya app mey se koi mujhay sorry ka matlab bata sakta hai :embarasse..specially larkiyan jin ki nature hoti hai kisi ko jaan boojh ker hurt ker k sorry karne ki:(
    plzz reply jaldi kijiye ga
    Last edited by BUS U HE; 17 October 2008, 11:08.


  • #2
    Re: **sorry**

    walekumsalam
    sorry ka matlab he moaf kar den plzzz:khi:or larkiyon ki nature esi to nahi hoti372-scareap mujhe bataen kis ne apko hurt kia:tasali:

    Comment


    • #3
      Re: **sorry**

      ajj kal jo sorry ki matalab hai logo ni be beghaar dia hai... first they deadly hurt or missbehave with U ..oski baad aik sorry kehti hai or chali jati hai... its soo easy to say sorry in english... but too difficult to say it in other languages urdo or pashto ..etc... agar hum apni jo be zuban bolti ho ossy zuban mein sorry kari oska apna alag hai metas ahi.. per yeah jo english sorry hai yeah to har zuban mein common hai..
      or sorry kehna sy person ka expression dekhna chayee... than U can judge him/her :)
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: **sorry**

        Originally posted by senorita View Post
        walekumsalam
        sorry ka matlab he moaf kar den plzzz:khi:or larkiyon ki nature esi to nahi hoti372-scareap mujhe bataen kis ne apko hurt kia:tasali:
        yeh tou sach hai k aisa he hota hai k bohut kuch sunanay aur karne baad larkiyaan baad mey bohut chotay se lafz ''sorry'' se apni jaan chura laiti hai ..may be woh jo keh rahi hoti hain ooski inhain samajh bhooj he nahi hoti.yah phir in k damagh mey samajh bohut dair se ghusti hai:D
        ............................................
        aur mujhay tou her koi hurt karta hai kis kis ka dasoo:D

        Comment


        • #5
          Re: **sorry**

          Originally posted by *Hala* View Post
          ajj kal jo sorry ki matalab hai logo ni be beghaar dia hai... first they deadly hurt or missbehave with U ..oski baad aik sorry kehti hai or chali jati hai... its soo easy to say sorry in english... but too difficult to say it in other languages urdo or pashto ..etc... agar hum apni jo be zuban bolti ho ossy zuban mein sorry kari oska apna alag hai metas ahi.. per yeah jo english sorry hai yeah to har zuban mein common hai..
          or sorry kehna sy person ka expression dekhna chayee... than U can judge him/her :)
          moafi mangna itna mushkil nahi hota..lakin ooske baad hum chahtay hue be oosko woh makaam nahi day saktay .jo kabhi hamari nazroo mey hua karta tha:(

          Comment


          • #6
            Re: **sorry**

            Originally posted by BUS U HE View Post
            ASALAM-O-ALAIKUM pg memb

            kya app mey se koi mujhay sorry ka matlab bata sakta hai :embarasse..specially larkiyan jin ki nature hoti hai kisi ko jaan boojh ker hurt ker k sorry karne ki:(

            plzz reply jaldi kijiye ga
            :lahoul

            "log dhoka nahi dete logo se wabusta umeede dhoka dete hien"

            its a part of life...:salam:

            Comment


            • #7
              Re: **sorry**

              ha agar mafi sachi dil sy mangi jayee.. to mokaam or be boland hoga... :)
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #8
                Re: **sorry**

                Originally posted by BUS U HE View Post
                ASALAM-O-ALAIKUM pg memb

                kya app mey se koi mujhay sorry ka matlab bata sakta hai :embarasse..specially larkiyan jin ki nature hoti hai kisi ko jaan boojh ker hurt ker k sorry karne ki:(

                plzz reply jaldi kijiye ga

                waalikum asslam

                italy dekho..........i dont know k wo konsi larkiyan hoti han jo bilawaja hurt krti han...aur agr koi wajah ho tou yaqeenan uss k zimedaar aap log khud hotay ho ge.......lakin ap yeh batao....aap itni jaldi hurt kiyon hojatay ho:donno:aapki esi nature kiyon hai...:mm:.
                .aur, sorry ,ajkal usually formality poori krna hota hai......iss ko soch smjh k istimaal nae kiya jata.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #9
                  Re: **sorry**

                  Originally posted by MSA View Post
                  :lahoul

                  "log dhoka nahi dete logo se wabusta umeede dhoka dete hien"

                  its a part of life...:salam:
                  aur baad aukaat aisi baatain be ho jaati hain jin ki umeed nahi hoti

                  Comment


                  • #10
                    Re: **sorry**

                    Originally posted by saraah View Post
                    waalikum asslam

                    italy dekho..........i dont know k wo konsi larkiyan hoti han jo bilawaja hurt krti han...aur agr koi wajah ho tou yaqeenan uss k zimedaar aap log khud hotay ho ge.......lakin ap yeh batao....aap itni jaldi hurt kiyon hojatay ho:donno:aapki esi nature kiyon hai...:mm:.
                    .aur, sorry ,ajkal usually formality poori krna hota hai......iss ko soch smjh k istimaal nae kiya jata.

                    na ghaltiyaaan soach samajh ker ki jati hain na ''sorry'' soach samajh ker ,kya yeh khula tizaad nahi372-haha
                    aur main kabhi be itni jldi hurt nahi hota ..lakin her insaan aik limite tak bardasht ker sakta hai.aur main be aik insaan hoo:embarasse

                    Comment


                    • #11
                      Re: **sorry**

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      ASALAM-O-ALAIKUM pg memb
                      kya app mey se koi mujhay sorry ka matlab bata sakta hai :embarasse..specially larkiyan jin ki nature hoti hai kisi ko jaan boojh ker hurt ker k sorry karne ki:(
                      plzz reply jaldi kijiye ga
                      Sorry ka lafz baray baray maslay hal ker deta he. Kisi ko katal ker do, baad mein ser neechay ker ke us ke ghar walon se sorry ker do. Larki ko cheero, ager wo ghusay ho to sorry ker do. raah chaltay huay ko zoor se tamacha maaro aur phir sorry keh do ke mein ne to aap ko apna doost samja tha per aap 372-haha

                      Sorry ka matlab sorry hota he, ager nahi samaj aai to meri taraf se sorry 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: **sorry**

                        Originally posted by BUS U HE View Post
                        [/color]
                        na ghaltiyaaan soach samajh ker ki jati hain na ''sorry'' soach samajh ker ,kya yeh khula tizaad nahi372-haha
                        aur main kabhi be itni jldi hurt nahi hota ..lakin her insaan aik limite tak bardasht ker sakta hai.aur main be aik insaan hoo:embarasse
                        yeh khula tazaad na e....phir yeh hisaab baraber wali baat hai.....:D:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #13
                          Re: **sorry**

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Sorry ka lafz baray baray maslay hal ker deta he. Kisi ko katal ker do, baad mein ser neechay ker ke us ke ghar walon se sorry ker do. Larki ko cheero, ager wo ghusay ho to sorry ker do. raah chaltay huay ko zoor se tamacha maaro aur phir sorry keh do ke mein ne to aap ko apna doost samja tha per aap 372-haha

                          Sorry ka matlab sorry hota he, ager nahi samaj aai to meri taraf se sorry 372-haha
                          chal aavi theek tareeka bataya hai amal karoo ga372-haha
                          chal ab sahi sahi bata

                          Comment


                          • #14
                            Re: **sorry**

                            Originally posted by BUS U HE View Post
                            ASALAM-O-ALAIKUM pg memb


                            kya app mey se koi mujhay sorry ka matlab bata sakta hai :embarasse..specially larkiyan jin ki nature hoti hai kisi ko jaan boojh ker hurt ker k sorry karne ki:(

                            plzz reply jaldi kijiye ga

                            main naheen bata sakta jee is liye sorry372-haha
                            Last edited by aabi2cool; 17 October 2008, 12:11.
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: **sorry**

                              Originally posted by *Hala* View Post
                              ajj kal jo sorry ki matalab hai logo ni be beghaar dia hai... first they deadly hurt or missbehave with U ..oski baad aik sorry kehti hai or chali jati hai... its soo easy to say sorry in english... but too difficult to say it in other languages urdo or pashto ..etc... agar hum apni jo be zuban bolti ho ossy zuban mein sorry kari oska apna alag hai metas ahi.. per yeah jo english sorry hai yeah to har zuban mein common hai..
                              or sorry kehna sy person ka expression dekhna chayee... than U can judge him/her :)
                              wah wah HALA JANA kaya baat aap ka mara tum to bara samjhdar hogaya hay . . :phool:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X