Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khilona jaan ker....!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • khilona jaan ker....!!

    Assalam-o-Alaykum......
    imkaan ha kay sab hi thik hongay:).....kasi ajeeb feelings hoti hainn na..jab koi zara c baat per aapka dil tor dayta ha...kabhi kabhi mazaak main hi....:donno:....choti choti baato per dunya firown bani nazar aati ha...:donno:......aor asi baat bhi ha...kabhi kabhi hum bhi is ghinaownay khail main shamil hotay hain.....372-shed ...kiun doosron ki baat ko ahmiat nahi daytya hum log....kiu n doosron ko tehkeer ka nishaana banaatay hain.....buhat ssaari reasons hain..jo hamesha personality holes hi kehlaatay hian.....aap kay kay saath kabhi asa hua ho....ya aapkay saath kabhi kisi nay kia ho....yahan zaroor bataaiye,,,,dukh shyad baant'nay say hi km hotay hain:donno:

  • #2
    Re: khilona jaan ker....!!

    Nice Thread Sher :thmbup:
    Laiken meray saath khabi aisa nehi hoa :alhamd: laiken jab khabi aisa kisi ke saath hota hai tu mujhe buhat afsoos hota hai :( hamein kabhi bhi kisi ko haqeer nehi samjhna chahiye

    Comment

    • #3
      Re: khilona jaan ker....!!

      dukh bant lein tu un ki lazat kum hojati hai Ali.. apna maan rakhna ho tu apne dukh apne tak hi rakhne chahiye... her koi aap ke dukho ko sumjhe ki aihlyat nahi rakhta.. or yup.. aap dosro ki baato ko aihmyat hi na do.. kisi ke kuch kaih dene se aap waise nahi hojaoge.. you are not responsible for what people think about you.. your worth is not based on someone's else menatlity... what improtant most is how you see your self.. and how you justifiy your self to you and to Your Allah... thats it... so cheer up... and take a chill pill.. :D

      Comment

      • #4
        Re: khilona jaan ker....!!

        Originally posted by Adnans View Post
        Nice Thread Sher :thmbup:
        Laiken meray saath khabi aisa nehi hoa :alhamd: laiken jab khabi aisa kisi ke saath hota hai tu mujhe buhat afsoos hota hai :( hamein kabhi bhi kisi ko haqeer nehi samjhna chahiye
        .....afsos ki hi to baat ha...:(...hamaaray rawiaaye...kab tabdeel hongay,,,

        Comment

        • #5
          Re: khilona jaan ker....!!

          Originally posted by uminja View Post
          dukh bant lein tu un ki lazat kum hojati hai Ali.. apna maan rakhna ho tu apne dukh apne tak hi rakhne chahiye... her koi aap ke dukho ko sumjhe ki aihlyat nahi rakhta.. or yup.. aap dosro ki baato ko aihmyat hi na do.. kisi ke kuch kaih dene se aap waise nahi hojaoge.. you are not responsible for what people think about you.. your worth is not based on someone's else menatlity... what improtant most is how you see your self.. and how you justifiy your self to you and to Your Allah... thats it... so cheer up... and take a chill pill.. :D
          yaani ..aapkay kehnay ka matlab ha.....aik method apnaana perta ha inn sab cheezon ko sehnay kay liay....aap apnay tareekay badal lain ..lakin yay rawaiyee naih khatam honay waalay....dunya waaly musalsal hurt kertay rahain gay.......

          Comment

          • #6
            Re: khilona jaan ker....!!

            Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post

            "yahi bauaht hai ke zamane ke talkh lehje se...
            koi khaloos ka pehlu nikaalte rahiye............!!"

            is asool par amal kijye.. khush raheinge...:thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: khilona jaan ker....!!

              Originally posted by uminja View Post
              "yahi bauaht hai ke zamane ke talkh lehje se...
              koi khaloos ka pehlu nikaalte rahiye............!!"

              is asool par amal kijye.. khush raheinge...:thmbup:
              Lol...asi halaat main khushi kia khaak honi ha.......iss kay kia rawaiyaa badal sakta ha..??

              Comment

              • #8
                Re: khilona jaan ker....!!

                Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
                Lol...asi halaat main khushi kia khaak honi ha.......iss kay kia rawaiyaa badal sakta ha..??
                aap logo ke rawiye badlna hi kyun chahte hain.?? you see.. jub hum kisi ko bauaht aihmyat de tab aisa hota hai.. aap ko logo ki parwaah honi hi nahi chahiye... logo ke rawiye ki aisi ki taisi... duniya mein hazaron karoro'n log hai.. kis kis ke rawiye badleinge aap? jo aihmyat rakhta hai woh aap ka khud ka wajood hai... baaki sub kya sochte hain ya kaihte hain kya karte hain.. its not your buisness... let them live their life in their own way.. and you enjoy your life in your own way... aai baat mein kuch sumjh...:D

                Comment

                • #9
                  Re: khilona jaan ker....!!

                  Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
                  Assalam-o-Alaykum......
                  imkaan ha kay sab hi thik hongay:).....kasi ajeeb feelings hoti hainn na..jab koi zara c baat per aapka dil tor dayta ha...kabhi kabhi mazaak main hi....:donno:....choti choti baato per dunya firown bani nazar aati ha...:donno:......aor asi baat bhi ha...kabhi kabhi hum bhi is ghinaownay khail main shamil hotay hain.....372-shed ...kiun doosron ki baat ko ahmiat nahi daytya hum log....kiu n doosron ko tehkeer ka nishaana banaatay hain.....buhat ssaari reasons hain..jo hamesha personality holes hi kehlaatay hian.....aap kay kay saath kabhi asa hua ho....ya aapkay saath kabhi kisi nay kia ho....yahan zaroor bataaiye,,,,dukh shyad baant'nay say hi km hotay hain:donno:
                  Tumhari baat sahi he, aisa her aik ke saath hota he, dukh zaroor hota he but I am relatively quick in coming back to my normal state.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: khilona jaan ker....!!

                    dsuron ko tehkeer ka nishana bnane wale log zaher he kisi ko bhi ache nahi lagte..mujhe bhi bohat bure lagte hen.:embarasse

                    Comment

                    • #11
                      Re: khilona jaan ker....!!

                      Originally posted by senorita View Post

                      Aur jo larkiyaan apna moun dhoo ker photo khichwa ker avatar mein laga leti hein wo bhi mujay achi nahi lagtein :embarasse
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: khilona jaan ker....!!

                        Originally posted by uminja View Post
                        dukh bant lein tu un ki lazat kum hojati hai Ali.. apna maan rakhna ho tu apne dukh apne tak hi rakhne chahiye... her koi aap ke dukho ko sumjhe ki aihlyat nahi rakhta.. or yup.. aap dosro ki baato ko aihmyat hi na do.. kisi ke kuch kaih dene se aap waise nahi hojaoge.. you are not responsible for what people think about you.. your worth is not based on someone's else menatlity... what improtant most is how you see your self.. and how you justifiy your self to you and to Your Allah... thats it... so cheer up... and take a chill pill.. :D
                        ummid i u hv ur own philosophy of life.n i like it:)rose
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Tumhari baat sahi he, aisa her aik ke saath hota he, dukh zaroor hota he but I am relatively quick in coming back to my normal state.
                        thats good.

                        Originally posted by senorita View Post
                        dsuron ko tehkeer ka nishana bnane wale log zaher he kisi ko bhi ache nahi lagte..mujhe bhi bohat bure lagte hen.:embarasse
                        right.
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: khilona jaan ker....!!

                          Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
                          Assalam-o-Alaykum......
                          imkaan ha kay sab hi thik hongay:).....kasi ajeeb feelings hoti hainn na..jab koi zara c baat per aapka dil tor dayta ha...kabhi kabhi mazaak main hi....:donno:....choti choti baato per dunya firown bani nazar aati ha...:donno:......aor asi baat bhi ha...kabhi kabhi hum bhi is ghinaownay khail main shamil hotay hain.....372-shed ...kiun doosron ki baat ko ahmiat nahi daytya hum log....kiu n doosron ko tehkeer ka nishaana banaatay hain.....buhat ssaari reasons hain..jo hamesha personality holes hi kehlaatay hian.....aap kay kay saath kabhi asa hua ho....ya aapkay saath kabhi kisi nay kia ho....yahan zaroor bataaiye,,,,dukh shyad baant'nay say hi km hotay hain:donno:
                          :tasali:chal hunn bota emotional na ho, banda pehle hi aisi harkat na kerra keh dill toot jae

                          Comment

                          • #14
                            Re: khilona jaan ker....!!

                            Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
                            Assalam-o-Alaykum......
                            imkaan ha kay sab hi thik hongay:).....kasi ajeeb feelings hoti hainn na..jab koi zara c baat per aapka dil tor dayta ha...kabhi kabhi mazaak main hi....:donno:....choti choti baato per dunya firown bani nazar aati ha...:donno:......aor asi baat bhi ha...kabhi kabhi hum bhi is ghinaownay khail main shamil hotay hain.....372-shed ...kiun doosron ki baat ko ahmiat nahi daytya hum log....kiu n doosron ko tehkeer ka nishaana banaatay hain.....buhat ssaari reasons hain..jo hamesha personality holes hi kehlaatay hian.....aap kay kay saath kabhi asa hua ho....ya aapkay saath kabhi kisi nay kia ho....yahan zaroor bataaiye,,,,dukh shyad baant'nay say hi km hotay hain:donno:
                            wa alikum asslam
                            W.H..aapki baat sun kr mere zehan me kyi jhmaakay hue...mtlab kafi kuch zehan me agya...kal prso me ne "express ur self"...me ek baat kahi..ussko as it is idhar quote kr rahi hun....

                            More over ek shair ka ek hi misra yaad reh gaya hai

                            .

                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15

                              Working...
                              X