Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Working Women

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Working Women

    ASSLAMOALIKUM

    working women ko kis noyyiyat k masayal ka saamna krna prrta hai?

    be serious n logical
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Working Women

    Walaikum asalam,

    good topic sarah as usual, nahi mein iss kay haq mein bilkul nahi hoon, kyon keh islam mein bhi females ko ghar ki dekh bhaal aur bachoon ki achi parwarish ka huqm dia hay, lekin agar bohat zaroorat ho too mein teaching ko prefer karoonga, subah kaam aur phir bachoon ki parwarish, kaam bhi aur parwarish bhi sath sath :)

    Comment

    • #3
      Re: Working Women

      wasalam... khush raho..

      well.. shoqia job ke tu hum sakhat khilaaf hai... hume yeh sumjh nahi aati ke shoqia job karne waale kisi haqdaar ki seat per kaise qaabiz ho sakte hain... just because they have strong sources and all... humare kitne dost the jo shoqia job karte the.. I mean aise jinhe zaroorat bhi nahi thi.. apne gher aasoodah.. hum unhe acchi khasi suna dete hain... ab tu almost kai job chor ker study kar rahe hain ya house wife hai... Lol...

      Ilm.. ya in world word's "degree" kya sirf job ki niyat se haasil ki jaaye... aaj kul ke logo ka mind ban gaya hai ke degree ho tu job karo.. work karo.. or kamao.. hume bhi kai log kaihte hain.. free ka kaam chor do.. charge for your service.. but why should I..?? jub tak hum kar sakte hain kareinge.. jub nahi kar sake tub Allah behtreen asbaab paida karega InshAllah...

      working women.. hume lagta hai ke house wifes bhi working hi hote hain... 24/7 woh log kaam hi karte rehte hain.. yes ager aap ke pass degree hai or aap apne gher se asoodah haal bhi hai.. yaani kisi ke husband itna kama lete hain ke gher chal sake .. tu aisi womens ko apni services free mein deni chahiye... like ghareeb baccho ko parha diya, ya koi activity centre join kar liya.. ya socail work.. without xpecting fame and all... there are lots of way... its not neccessary ke aap AC office mein jaa ker hi job karein.. there are lots of other way too.. per kaam karte rehna chahiye.. mind active rehta hai.. or banda kabhi khud se bore nahi hota aise... so hum working women ke favor mein hai.. per shoqia payable job.. i wont appricate at all..

      or masaleh.. tu chanda.. when you are in proffesional feild you have to face lots of trouble.. whether you are male or female... haan larkiyon ke saath ek factor zyadah hota hai troble ka.. (I hope you understand).. but wahi bauaht bhaari hota hai... Allah sub ko apni aman mein rakhe... aameen
      Last edited by ummid; 12 October 2008, 18:56.

      Comment

      • #4
        Re: Working Women

        h...

        Comment

        • #5
          Re: Working Women

          Originally posted by uminja View Post

          .......................................

          Comment

          • #6
            Re: Working Women

            Originally posted by saraah View Post
            ASSLAMOALIKUM

            working women ko kis noyyiyat k masayal ka saamna krna prrta hai?

            be serious n logical

            Interesting topic.

            Mein female ki shokia job ke haq mein nahi hoon. Ager job zaroorat ke tehat job kerni ho to aisi jagah pe job ki jaye jahan khawateen kasrat mein hoon aur aurat ko due respect milay. Like teaching, women bank, lady health worker, lady doctor etc. Mein reception type ki job ke haq mein nahi hoon jahan aik larki ka bohat se loogon se interaction hota he.
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Working Women

              Originally posted by BUS U HE View Post
              .......................................
              :ff:

              Comment

              • #8
                Re: Working Women

                abhi to bohat sare shobe hen.shokia job k haq me,mein nahi hon.shadi k na hone tak ki ja sakti he lekin shadi k baad zimadariyan barh jati hen to job se masail ho sakte hen.or ghar se bahir jo bhi larki nikle gi us ko masail ka samna to karna hi pare ga.larki k leay sab se safe jagah us ka ghar hota he.zarurat nahi ho to ghar se na nikle.

                Comment

                • #9
                  Re: Working Women

                  Originally posted by senorita View Post

                  Tumharay aur mere khyalaat kitnay miltay jultay hein :D:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Working Women

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Tumharay aur mere khyalaat kitnay miltay jultay hein :D:
                    haan khiyalaat bhi bhai bhai ban gaey hen372-haha

                    Comment

                    • #11
                      Re: Working Women

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM

                      working women ko kis noyyiyat k masayal ka saamna krna prrta hai?

                      be serious n logical
                      mein women ki job kay haq mein hota hoon.... agar koi larki job karna chahti hai tu zaroor karna chahiye iss mein koi haraj nahi...... meri office meih kuch khawateen job karti hain jab yeh kahti hain k hum tu shokiya job kar rahi hain tab me ko bahut gussa aata hai........ kyun k yeh shokiya job mujhe pasand nahi jo aksar girls jhoot bolti hain kyun k mujhe pata hota ki vo job uss girl ki zaroorat hai............ mein tu kahta hoon khawateen ko her field mein aana chahiye..... koi field khawateen kayliye fix nahi karna chahiye...... jab khawateen ko her field mein mawakay dein gay tu hamra country tarraki karey ga.......
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Working Women

                        Originally posted by rehman View Post
                        mein women ki job kay haq mein hota hoon.... agar koi larki job karna chahti hai tu zaroor karna chahiye iss mein koi haraj nahi...... meri office meih kuch khawateen job karti hain jab yeh kahti hain k hum tu shokiya job kar rahi hain tab me ko bahut gussa aata hai........ kyun k yeh shokiya job mujhe pasand nahi jo aksar girls jhoot bolti hain kyun k mujhe pata hota ki vo job uss girl ki zaroorat hai............ mein tu kahta hoon khawateen ko her field mein aana chahiye..... koi field khawateen kayliye fix nahi karna chahiye...... jab khawateen ko her field mein mawakay dein gay tu hamra country tarraki karey ga.......
                        kis tarraqi ki baat kr rahay han aap....maazi k muqablay me aj jiss trah girls college khacha khach bhray hue han.yani larkiyan taleem hasil kr rahi han.....aur jitni larkiyaan AJJ jobs kr rahi han.......iss hawalay se tou pakistan ko brri bulandiyon pe hona chaiye thaa.....maazi k muqablay me.....mgr aap jantay hi han k pakistan kahan hai.
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Working Women

                          maiN apne great ideas jald hii pesh karuuNgaa, insha Allah...gar yaad rahaa to! ;) hehehe

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: Working Women

                            karni chaye :lpop:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Working Women

                              Originally posted by senorita View Post
                              haan khiyalaat bhi bhai bhai ban gaey hen372-haha
                              nahi mere khyalaat tumharay khyaalat ke abba ji ban gaye hein 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X