Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia Esa Mumkin He???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kia Esa Mumkin He???

    Originally posted by senorita View Post
    mayusi ki baten to na karenkoi to hal ho ga??ham ashraf-ul-makhlookat kehlate hen.....Allah ko mante hen...to kuch to karen ham....:embarasse
    Aap individual level pe, phir apnay ghar mein loogon ke dilon mein is tarah ki buraiyoon ke khilaaf shaoor paida ker dein gi to aap ka part play ho jaye ga. :thmbup:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Kia Esa Mumkin He???

      Originally posted by senorita View Post
      shukria......tareeka bataen..kahan se shiru ho??sab se pehle to aik din rakhen....sab Allah se moafi mange....astfghar karen....kahin koi sira to hath lage....ham sab koi apna apna hisa dalna chaey....warna or koi nahi aey ga....ye sab jo uljha dia gya he koi nahi suljha paey ga....:embarasse
      I think tumhara topic jis ne bhi perha ho ga, us ne Allah se moaafi usi waqt maang li ho gi. Moaafi jis haal mein bhi mangi gai ho, dil saaf ho to Allah bhi moaaf ker deta he.
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Kia Esa Mumkin He???

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aap individual level pe, phir apnay ghar mein loogon ke dilon mein is tarah ki buraiyoon ke khilaaf shaoor paida ker dein gi to aap ka part play ho jaye ga. :thmbup:
        ye koshish to kar hi rahi hon.....lekin abhi jo kuch ho raha he Pakistan me...wo ham kese normal karen:embarasse

        Comment


        • #19
          Re: Kia Esa Mumkin He???

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          I think tumhara topic jis ne bhi perha ho ga, us ne Allah se moaafi usi waqt maang li ho gi. Moaafi jis haal mein bhi mangi gai ho, dil saaf ho to Allah bhi moaaf ker deta he.
          yani sab ko aik sath moafi mangne ki zarurat nahi??:embarasse

          Comment


          • #20
            Re: Kia Esa Mumkin He???

            Originally posted by senorita View Post
            mayusi ki baten to na karenkoi to hal ho ga??ham ashraf-ul-makhlookat kehlate hen.....Allah ko mante hen...to kuch to karen ham....:embarasse
            waisi yeh bat to sahi he k ...behaesiat qoum hum ne Allah ko naraz kur dia he...agur hur shaks apne ehtesab khud se kure...to sub khud bakhod sahi ho jay ga...lekin mere khayal me hum pe Allah ka aza'ab isi lie nahi aaya k abhi bhi kuch log he to naek he....warna hum ne to koi qasar nahi chori....:(
            8th oct. ka zalzala...kisi aza'ab se kum nahi tha...
            Allah Hame ma'af kure...

            App jo start kurna cha rahi he...wo acha tareeqa he...kuch ho ya na ho is se...atleast hum Allah k qareeb to hounjay gein...:thmbup::thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Kia Esa Mumkin He???

              Originally posted by senorita View Post
              ye koshish to kar hi rahi hon.....lekin abhi jo kuch ho raha he Pakistan me...wo ham kese normal karen:embarasse
              Law & order ko maintain kerna state ki responsibility hoti he. Hun infraadi toor pe burai ko bura keh ker aur is ke khilaaf shaoor paida ker ke bhi apni responsibilities ko maintain ker saktay hein.

              But, jis tarah Laal masjid walon ne kaanon apnay haath mein lia, mein aisi tehreek ki favour mein bilkul bhi nahi hoon :thmbup:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Kia Esa Mumkin He???

                Originally posted by senorita View Post
                yani sab ko aik sath moafi mangne ki zarurat nahi??:embarasse
                Moaafi mangnay se koon rookta he. Individually maangein moaafi, mil ker maangein moaafi. shayad koi shunwai ho jaye. Per is ke saath saath hamein tadbeer bhi kerni chahiye. You see, mein yeh samajta hoon ke halaat ager sangheen hoon to usay neutralize kerna chahiye.

                You see, mein kabi bahir accident dekhon, death scene dekhon, ya koi bhi aisi stirring news, to mein apnay ghar ja ke share nahi kerta. Aur ziada intense news ko mein bohat mild ker ke pesh kerta hoon. Jo hona hota he ho jata he, lekin zaroori nahi ke her koi preshaan ho
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Kia Esa Mumkin He???

                  Originally posted by MSA View Post
                  waisi yeh bat to sahi he k ...behaesiat qoum hum ne Allah ko naraz kur dia he...agur hur shaks apne ehtesab khud se kure...to sub khud bakhod sahi ho jay ga...lekin mere khayal me hum pe Allah ka aza'ab isi lie nahi aaya k abhi bhi kuch log he to naek he....warna hum ne to koi qasar nahi chori....:(
                  8th oct. ka zalzala...kisi aza'ab se kum nahi tha...
                  Allah Hame ma'af kure...

                  App jo start kurna cha rahi he...wo acha tareeqa he...kuch ho ya na ho is se...atleast hum Allah k qareeb to hounjay gein...:thmbup::thmbup:
                  theek:(

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kia Esa Mumkin He???

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Law & order ko maintain kerna state ki responsibility hoti he. Hun infraadi toor pe burai ko bura keh ker aur is ke khilaaf shaoor paida ker ke bhi apni responsibilities ko maintain ker saktay hein.

                    But, jis tarah Laal masjid walon ne kaanon apnay haath mein lia, mein aisi tehreek ki favour mein bilkul bhi nahi hoon :thmbup:
                    ager state ye responsibility samjhe tab na:embarassebaki qanoon ko hath me lena to zaher he kisi bhi tarah munasib nahi....

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kia Esa Mumkin He???

                      :mm:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kia Esa Mumkin He???

                        Originally posted by BUS U HE View Post
                        :mm:
                        :mm:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kia Esa Mumkin He???

                          rita aamir ne kafi kuch keh diya hai....ab tum yeh parh lo

                          Rooh Aur Jism .....
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kia Esa Mumkin He???

                            Originally posted by saraah View Post
                            rita aamir ne kafi kuch keh diya hai....ab tum yeh parh lo

                            Rooh Aur Jism .....
                            haan parh lia:)

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kia Esa Mumkin He???

                              Originally posted by senorita View Post
                              haan parh lia:)

                              ham bhi, inshaa Allah, jald hii Khaama farsaaii farmaayeNge ;)

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kia Esa Mumkin He???

                                Originally posted by senorita View Post
                                haan parh lia:)
                                so agreed.......???
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X