Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

3 Insani Dushman

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 3 Insani Dushman

    Asalam o Alikum
    Attached Files

  • #2
    Re: 3 Insani Dushman

    bilkul sahhi..... very nice n informative approach .....thnx really thnx for sharing... :rose

    Zaalim :)
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: 3 Insani Dushman

      good one Zalim ji .........thanks for sharing with us......:rose
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: 3 Insani Dushman

        Shukriya Aania + Hala :)

        Comment


        • #5
          Re: 3 Insani Dushman

          Bilkul sahi kaha hay KHurram bahi ........Nafs aur Shetan Insaan ka sab se bara dushman hay......:)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: 3 Insani Dushman

            Thxxx Yarram Brother :)

            Comment


            • #7
              Re: 3 Insani Dushman

              hmmm great sharing :thmbup:

              aap ka urdu text mashallah say buhat khoobsurat or clear hai :) :rose
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: 3 Insani Dushman

                bilkul theek kaha zalim aap ne,thanx 4 nice sharing

                Comment


                • #9
                  Re: 3 Insani Dushman

                  Khurram aap ney mazmoon ki hawa khoob bandhi hai aur izhar-e-biyaan bhi bohat suljha huwa hai aur nafees hai, achha laga aap ka yeh mukhtasir magar maano mein jamey mazmoon dekh ker.

                  Aap to jantey ho keh tabsra kiyey bghair main rah nahin sakta :D.

                  Duniya aakhirat ki khaiti hai. Yeh kyun kaha geya hai? Isi liye keh duniya mein har woh cheez pedah ki gaee hai jo kashish mein koi doosra saani nahin rakhti. Duniya ki almost har cheez mein kashish hai, aur yehi kashish hamara asal imtihaan hai. Log kehtey hain keh agley jahan imtihaan ho ga, mera khiyaal hai keh imtihaan to yehi per ho jaey ga, agley jahan siraf iska sila miley ga. Ham jo boein gey wohi katein gey.

                  Aik chhota sa comment, Bhutto ka daur main ney bhi nahin dekha, magar itna suna hai keh us daur mein ghareebon ko roti, kapra aur makan milna shuru ho geya tha. Aur haan fuhashi thi, magar open, aaj ki tarha chhup chhup ker gunah nahin hotey. Sharabein utni hi pii jati hai jitni us daur mein, balkey ab peeney aur pilaney waley ziyada hain. Har woh gunah jo us waqt shayid openly hota ho ga woh abhi bhi hota hai, magar mahalon mein, jageeron mein, hotels mein, bunglows mein, kothiyon mein aur to aur ab to wohi gunah muhallon mein bhi honey lagey hain... daur kahan badla hai???????????
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: 3 Insani Dushman

                    thnks dear really informative

                    Comment


                    • #11
                      Re: 3 Insani Dushman

                      thans 4 shearing with us such a very informative & good post thanks a lot

                      Comment


                      • #12
                        Re: 3 Insani Dushman

                        Thxx4 All

                        SPecial Thxxx Masood + Anchal :)

                        Very Good Tabsara Masood Brother

                        Comment

                        Working...
                        X