Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ajj ka din kaisa guzra...:)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

    acha guzar raha hai

    Comment


    • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

      acha guzar giya:lpop:

      Comment


      • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

        buhat bura....life ka sub se bura paper huwa he ajj :(

        Comment


        • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

          Aaj ka din bahot Bzi raha 2 shaadiyan attend ki ek shaadi se to abhi abhi farig ho kar aa raha hooN bahot thak chuka hoon
          sigpic

          Comment


          • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

            zabardast.....

            Comment


            • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

              buhat acha guzar raha he
              aur din ka aaghaz bhi acha huwa

              Comment


              • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                aj ka din mast guzra372-haha372-hahamai mast malango ki tarhan idhar udhar takrati rhi 372-shock

                Comment


                • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                  Originally posted by fari View Post
                  aj ka din mast guzra372-haha372-hahamai mast malango ki tarhan idhar udhar takrati rhi 372-shock
                  u r malangh yeni k tum sabz chola pehun ker data darbar per poo biliayan paati ho372-haha

                  Comment


                  • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                    Originally posted by BUS U HE View Post
                    u r malangh yeni k tum sabz chola pehun ker data darbar per poo biliayan paati ho372-haha

                    ab asi bhi baat nahi ha akhar ko mujh ma aur tum may farq ha mai professional malang nahi ho u ki tarhan372-hahais liya sabz chola aur data darbar nahi jati u ki tarhan

                    mai aik din ki malang banti ho bas

                    Comment


                    • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                      Originally posted by fari View Post
                      ab asi bhi baat nahi ha akhar ko mujh ma aur tum may farq ha mai professional malang nahi ho u ki tarhan372-hahais liya sabz chola aur data darbar nahi jati u ki tarhan

                      mai aik din ki malang banti ho bas
                      app choti malangi houn gi apne ghar k bahir beth jati houn gi...aur ajj to waisi bhi jumerat thi372-haha372-haha
                      kitne paise jama huwa372-haha

                      Comment


                      • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                        Originally posted by MSA View Post
                        app choti malangi houn gi apne ghar k bahir beth jati houn gi...aur ajj to waisi bhi jumerat thi372-haha372-haha
                        kitne paise jama huwa372-haha

                        nhi mai tumhari jasi malang bi nahi ho jo ghar kay b ahir bathtay hain372-haha
                        mai sirf ghar kay andar bathti ho372-haha

                        Comment


                        • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                          Originally posted by fari View Post
                          nhi mai tumhari jasi malang bi nahi ho jo ghar kay b ahir bathtay hain372-haha
                          mai sirf ghar kay andar bathti ho372-haha
                          chalein phir bhi kuch to amudni ho jati ho ge372-haha372-haha
                          kuch na sahi sari galli sabzian hi mil jati ho gi372-haha372-haha

                          Comment


                          • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                            Originally posted by MSA View Post
                            chalein phir bhi kuch to amudni ho jati ho ge372-haha372-haha
                            kuch na sahi sari galli sabzian hi mil jati ho gi372-haha372-haha

                            meray ghar ki gali sari sabziyan u jasay malang lay kar bhag jatay hain372-haha
                            mujhay tazi sabzi paki hoi khanay ko milti ha ghar per372-haha

                            Comment


                            • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                              Originally posted by fari View Post
                              meray ghar ki gali sari sabziyan u jasay malang lay kar bhag jatay hain372-haha
                              mujhay tazi sabzi paki hoi khanay ko milti ha ghar per372-haha
                              mein to aisa kukuar hi nahi jo sabzian le k bhage...
                              meri paaro rouz apni sahelion ka gosht banati he372-haha372-haha

                              Comment


                              • Re: Ajj ka din kaisa guzra...:)

                                Originally posted by MSA View Post
                                mein to aisa kukuar hi nahi jo sabzian le k bhage...
                                meri paaro rouz apni sahelion ka gosht banati he372-haha372-haha


                                tumhari paroo ha ya qasai 372-haha372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X