Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
**me ko bataiye zara....!!
Collapse
X
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by ummid View PostAsalamaalaikum...
ummid hai subhi khairayt se honge...:rose
P.S: its a genral Question.. plz dont personalize it... :)
Insaan ko jub bhi aur jis waqt bhi ghussa aay ussi waqt utar lena chahyay warna kai salon tuk aisa kartay rehnay say ghussa under under jama hota rehta hai aur aik waqt ata hai k aap k liaay phir choti choti baton pay bhi bardasht karna mushkil ho jata hai. Aur aap ko tension bohat hoti hai.
Haan laikin achchay undaz say jo aik mushkil kaam hai aur har kisi ko naheen ata.
Naheen ata hamain ghussa to maheenon tuk naheen ata
Aur jub ata hai to baat baat pay phut partay hain.Subhan Allah
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Shayad Hazrat Ali rahmatullah Alaih ka qaul hai.
Itna bhi naram na bano k loag tumhain hari shaakh ki tarha mor dalain aur itnay bhi sukht na bano k toor dalain.
Hari tehni ki tarha hon ya sookhi shaakh ki tarha dono tarha k loag abnormal hotain hain.Subhan Allah
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by MorningGlory View PostShayad Hazrat Ali rahmatullah Alaih ka qaul hai.
Itna bhi naram na bano k loag tumhain hari shaakh ki tarha mor dalain aur itnay bhi sukht na bano k toor dalain.
Hari tehni ki tarha hon ya sookhi shaakh ki tarha dono tarha k loag abnormal hotain hain.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by saraah View Postright.....aur HAZRAT ALI ne ye b kaha ha k" jidhar se pathar aaye udhar hi loutaa do.K sakhti ka dafiyya skhti se hi mumkin hai"
Now I have lots of ghussa inside me. Its very bad for my health.
Laikin pehlay jub main Allah pay sabr kia karti thi unka unjaam bhi bohat bura daikha. Allah bayshak Sabr karnay walon k saath hai.
Thanks for increasing my info sis.Subhan Allah
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by MorningGlory View PostBilkul sahi kaha sis main nain to apni zindagi main yayhi daikha k main nain kabhi kisi ka jawab naheen dia to pathar pay pathar atay rahay budkhuwahon ki taraf say.
Now I have lots of ghussa inside me. Its very bad for my health.
Laikin pehlay jub main Allah pay sabr kia karti thi unka unjaam bhi bohat bura daikha. Allah bayshak Sabr karnay walon k saath hai.
Thanks for increasing my info sis.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by saraah View PostINSHALLAH me n aap info incraese krtay rahay ge dear......baqi iss pe roshni daalen ge aalim on line....mera matlab hai aamir online.:)
I will appreciate your help.Subhan Allah
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by MorningGlory View PostThats why I visit forums to gain knowledge as well as have fun with great people. Insha Allah kioon naheen. meri deeni maloomat to bohat mahdood hain. General knowledge to na honay k barabar hai.
I will appreciate your help.
n i do appriciate ur concern.....
ok now me going...phir milen ge.ALLAH HAFIZ:)شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by MorningGlory View PostThats why I visit forums to gain knowledge as well as have fun with great people. Insha Allah kioon naheen. meri deeni maloomat to bohat mahdood hain. General knowledge to na honay k barabar hai.
I will appreciate your help.Originally posted by saraah View Postits my first exp to join any forum........no doubt its good one:)......coz i joined it wid good intentions..........so im satisfied:)here............
n i do appriciate ur concern.....
ok now me going...phir milen ge.ALLAH HAFIZ:):thmbup:
Comment
-
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by saraah View PostINSHALLAH me n aap info incraese krtay rahay ge dear......baqi iss pe roshni daalen ge aalim on line....mera matlab hai aamir online.:)
Mein ne aap dono ki baatein baghoor perhein, per mein ne khud he comments nahi diye. Jesi situation MG face ker rahi hein, us mein bhi kafi saray factors involve ho saktay hein. Yeh bohat hyper lagti hein, in ke ander confidence ki kami bhi rahi ho gi kisi zamanay mein. Confidence in sense ke baaz loog situations ko bohat achay tareekay se aagay berh ke handle ker lete hein, aur baaz loog situation ko behtar handle kerne ki bajaye forun counter-attack pe aa jatay hein, high temper ho jatay hein, hyper ho jatay hein. Wo samajtay hein ke counter attack he un ki ego aur self esteem ko bacha sakta he. Warna wo loogon ki nazron mein zaleel ho jaein ge. Halanke in fact aisa hota nahi. Hum ne kahin na kahin confidence ki interpretation bhi ghalat ki he. Ager aap ke ander confidence he to aap bohat se loogon ki bari bari karwi baaatein bhi sun ke muskura do gay. Aur ager aap ke ander confidence ki kami ho gi to aap mernay maarnay pe uter aao gay. Lekin baaz loogon ke nazdeek confidence ka meyaar bilkul ulta he.
Meri akser unhi loogon se doosti hui jin se kabi na kabi meri talakh kalami, jagra hua, aur baad mein wo relations bohat mazboot banay. Because mein peechay nahi hat'ta hoon. Mein aik banday ko kai baar azmanay ka hoosla rakhta hoon. Aisi situation aap ko loogon ke behaviour ko samajnay ka mooka dete he. Aap in cheezon se seekhtay hein.
Mere khyaal mein chooti chooti baaton ko dil se laga lena akalmandi nahi...thoori se mental exercise aur strength ke saath hum apni is kamzoori pe kaabu pa saktay hein. But the most important thing is that we have to sort out all the factors rationally. Aagay aap dono he bohat samajdaar hein :D::thmbup:
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by munda_sialkoty View PostMein ne aap dono ki baatein baghoor perhein, per mein ne khud he comments nahi diye. Jesi situation MG face ker rahi hein, us mein bhi kafi saray factors involve ho saktay hein. Yeh bohat hyper lagti hein, in ke ander confidence ki kami bhi rahi ho gi kisi zamanay mein. Confidence in sense ke baaz loog situations ko bohat achay tareekay se aagay berh ke handle ker lete hein, aur baaz loog situation ko behtar handle kerne ki bajaye forun counter-attack pe aa jatay hein, high temper ho jatay hein, hyper ho jatay hein. Wo samajtay hein ke counter attack he un ki ego aur self esteem ko bacha sakta he. Warna wo loogon ki nazron mein zaleel ho jaein ge. Halanke in fact aisa hota nahi. Hum ne kahin na kahin confidence ki interpretation bhi ghalat ki he. Ager aap ke ander confidence he to aap bohat se loogon ki bari bari karwi baaatein bhi sun ke muskura do gay. Aur ager aap ke ander confidence ki kami ho gi to aap mernay maarnay pe uter aao gay. Lekin baaz loogon ke nazdeek confidence ka meyaar bilkul ulta he.
Meri akser unhi loogon se doosti hui jin se kabi na kabi meri talakh kalami, jagra hua, aur baad mein wo relations bohat mazboot banay. Because mein peechay nahi hat'ta hoon. Mein aik banday ko kai baar azmanay ka hoosla rakhta hoon. Aisi situation aap ko loogon ke behaviour ko samajnay ka mooka dete he. Aap in cheezon se seekhtay hein.
Mere khyaal mein chooti chooti baaton ko dil se laga lena akalmandi nahi...thoori se mental exercise aur strength ke saath hum apni is kamzoori pe kaabu pa saktay hein. But the most important thing is that we have to sort out all the factors rationally. Aagay aap dono he bohat samajdaar hein :D:شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: **me ko bataiye zara....!!
Originally posted by munda_sialkoty View PostMein ne aap dono ki baatein baghoor perhein, per mein ne khud he comments nahi diye. Jesi situation MG face ker rahi hein, us mein bhi kafi saray factors involve ho saktay hein. Yeh bohat hyper lagti hein, in ke ander confidence ki kami bhi rahi ho gi kisi zamanay mein. Confidence in sense ke baaz loog situations ko bohat achay tareekay se aagay berh ke handle ker lete hein, aur baaz loog situation ko behtar handle kerne ki bajaye forun counter-attack pe aa jatay hein, high temper ho jatay hein, hyper ho jatay hein. Wo samajtay hein ke counter attack he un ki ego aur self esteem ko bacha sakta he. Warna wo loogon ki nazron mein zaleel ho jaein ge. Halanke in fact aisa hota nahi. Hum ne kahin na kahin confidence ki interpretation bhi ghalat ki he. Ager aap ke ander confidence he to aap bohat se loogon ki bari bari karwi baaatein bhi sun ke muskura do gay. Aur ager aap ke ander confidence ki kami ho gi to aap mernay maarnay pe uter aao gay. Lekin baaz loogon ke nazdeek confidence ka meyaar bilkul ulta he.
Meri akser unhi loogon se doosti hui jin se kabi na kabi meri talakh kalami, jagra hua, aur baad mein wo relations bohat mazboot banay. Because mein peechay nahi hat'ta hoon. Mein aik banday ko kai baar azmanay ka hoosla rakhta hoon. Aisi situation aap ko loogon ke behaviour ko samajnay ka mooka dete he. Aap in cheezon se seekhtay hein.
Mere khyaal mein chooti chooti baaton ko dil se laga lena akalmandi nahi...thoori se mental exercise aur strength ke saath hum apni is kamzoori pe kaabu pa saktay hein. But the most important thing is that we have to sort out all the factors rationally. Aagay aap dono he bohat samajdaar hein :D:
kabhi time ho to me ko thora sa sikhae bhi die ga...
waisi yeh kurwi batein sunna ko log buzdili nahi kehte:donno::donno:
Comment
Comment