Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

    Originally posted by ummid View Post
    what dosro'n ke liye jeena..??.

    when there is no tea in your cup what will you serve to others... yeh dosron ke liye jeena and all.. its not possible... aap dosro ki madad kar sakte hain.. per Allah ne aap ko zameen per apni zindagi jeene ke liye bhaija hai... na ke aap dosro ki zindagi jeeye.. or koi kisi ke amal ka boojh nahi utha sakta... so aisa kuch nahi hota... aap dosro ki madad kar sakte hain.. unhe rasta dikha sakte hain.. per us waqt jub aap ko khud rasta malooom ho.. jub aap ko khud raste ka nahi pata aap dosro ko kya raah batayenge.. aap kisi ko support kar sakte hain per us waqt jub khud aap ka paya (basic) mazboot ho.. rait mein garah khamba kisi ko sahara nahi de pata... "dosron ke liye jeena" koi sahi term nahi hai... "zaroorat mando'n ki madad" karna yeh sahi hota hai...

    hosakta hai me ka concept abhi kaccha ho.. ya later me ki thinking develop ho.. but for now me aise hi sochti ho'n... :embarasse.. but I always ready to learn something right...
    aap ka concept kacha nahi, bohat mazboot aur hakeekat pasandi per mushtamil he. It clearly shows ke aap reality se kitna kareeb hein?
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      aap ka concept kacha nahi, bohat mazboot aur hakeekat pasandi per mushtamil he. It clearly shows ke aap reality se kitna kareeb hein?

      aagya question mark kiyon lagaya hai.........
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

        Originally posted by ummid View Post
        what dosro'n ke liye jeena..??.

        when there is no tea in your cup what will you serve to others... yeh dosron ke liye jeena and all.. its not possible... aap dosro ki madad kar sakte hain.. per Allah ne aap ko zameen per apni zindagi jeene ke liye bhaija hai... na ke aap dosro ki zindagi jeeye.. or koi kisi ke amal ka boojh nahi utha sakta... so aisa kuch nahi hota... aap dosro ki madad kar sakte hain.. unhe rasta dikha sakte hain.. per us waqt jub aap ko khud rasta malooom ho.. jub aap ko khud raste ka nahi pata aap dosro ko kya raah batayenge.. aap kisi ko support kar sakte hain per us waqt jub khud aap ka paya (basic) mazboot ho.. rait mein garah khamba kisi ko sahara nahi de pata... "dosron ke liye jeena" koi sahi term nahi hai... "zaroorat mando'n ki madad" karna yeh sahi hota hai...

        hosakta hai me ka concept abhi kaccha ho.. ya later me ki thinking develop ho.. but for now me aise hi sochti ho'n... :embarasse.. but I always ready to learn something right...

        aapke tafseeli jawaab ke liye banda mutashakkir hai. aapkii soch aur aapkaa us meN yaqeen kisii Had tak bajaa hai kiuN k yehi insaanii fitrat hai magar fitrat ko badalna hii Husn e kamaal hai. meraa maqsad e qaul yeh bhi nahiin thaa k insaan Khud ko aur apne muta'alliqeen ko faraamosh kar ke dusroN kii falaah o bahbood emN Gharq ho jaaye. meraa Khayaal hai k aap aur maiN ek hii samt gaamzan haiN par ek railway track kii do paTriyoN kii taraH. ham alag alag bhi haiN magar saath saath bhi. maiN apne mauqif ko aise gar bayaan karuuN to aapko shaayad ittefaaq ho jaaye aur vo hai angrezi kii ek kahaavat ke pas e manzar jo baat kaar farmaa hai:

        if u give aman a fish, he'll eat it for a day; but, if u teach him how to fish, it'll feed him a lifetime.


        yehi to maiN ne bhi 'azr kiyaa thaa k aap saarii zindagii kisii ek kii kifaalat ke bajaaye hazaaroN laakhoN ko vo tareeqa-e-kaar bataayeN jo uskii kifaalat taa umr kar sake. :)

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment


        • #19
          Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

          Originally posted by saraah View Post
          aagya question mark kiyon lagaya hai.........
          Meri is ghalti se sabit hota he ke mera concept kitna kacha he :lol
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

            sher ali, tumhari quote me ko bohat pasand aai :blush:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              sher ali, tumhari quote me ko bohat pasand aai :blush:
              thank you yaaraaok, chal yaad kar le...kal sabaq sunuuNgaa...agar na yaad kiyaa to kal tumhe 5 aur quotes yaad karvaauuNaga hahaha
              Last edited by SherAli; 26 September 2008, 22:36.

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #22
                Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                hahahah

                Ok loogo, me chala, TC n GN

                Allah hafiz
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                  Originally posted by saraah View Post
                  aagya question mark kiyon lagaya hai.........
                  Lol.. sarah.. :D

                  Comment


                  • #24
                    Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                    Originally posted by SherAli View Post
                    aapke tafseeli jawaab ke liye banda mutashakkir hai. aapkii soch aur aapkaa us meN yaqeen kisii Had tak bajaa hai kiuN k yehi insaanii fitrat hai magar fitrat ko badalna hii Husn e kamaal hai. meraa maqsad e qaul yeh bhi nahiin thaa k insaan Khud ko aur apne muta'alliqeen ko faraamosh kar ke dusroN kii falaah o bahbood emN Gharq ho jaaye. meraa Khayaal hai k aap aur maiN ek hii samt gaamzan haiN par ek railway track kii do paTriyoN kii taraH. ham alag alag bhi haiN magar saath saath bhi. maiN apne mauqif ko aise gar bayaan karuuN to aapko shaayad ittefaaq ho jaaye aur vo hai angrezi kii ek kahaavat ke pas e manzar jo baat kaar farmaa hai:

                    if u give aman a fish, he'll eat it for a day; but, if u teach him how to fish, it'll feed him a lifetime.

                    yehi to maiN ne bhi 'azr kiyaa thaa k aap saarii zindagii kisii ek kii kifaalat ke bajaaye hazaaroN laakhoN ko vo tareeqa-e-kaar bataayeN jo uskii kifaalat taa umr kar sake. :)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                      Originally posted by ummid View Post
                      :thmbup:
                      thank you Ji :)

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment


                      • #26
                        Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                        Originally posted by SherAli View Post
                        zindagii gar ham ne sirf apne liye ji to kia jii...dusroN ke liye jiyeN to vohii asl maqsad-e-Hayaat hai :)

                        jeena to hai usii kaa jis ne yeh raaz jaanaa
                        hai kaam aadmii kaa auroN ke kaam aanaa

                        ab aap Khawaateen o Hazraat is zimn meN apnii do do kauRiiyaan phaiNkeN, plz!

                        Kioon aap nain kauriyaan jama karni hai aisay hi chunda maang letay. Main naheen phaikti apni kauriaan.

                        Bohat hi mushkil kaam hai dooosron kay liaay jeena agar unko is baat ka idraak hi na ho jin k liaay hum jeetay hain ya aap say dushmani rakhtay hain.

                        Aik waqt ata hain doosron k narwa sulook ki wajah say peechay hut jana parta hai.

                        Meri zindagi ka maqsad e hiyaat hi dusroon k liaay jeena hai. Laikin yay aik muskil tareen amr hai.
                        Subhan Allah

                        Comment


                        • #27
                          Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                          By the way bohat hi zabardast thread.
                          Subhan Allah

                          Comment


                          • #28
                            Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                            Originally posted by MorningGlory View Post
                            Kioon aap nain kauriyaan jama karni hai aisay hi chunda maang letay. Main naheen phaikti apni kauriaan.

                            Bohat hi mushkil kaam hai dooosron kay liaay jeena agar unko is baat ka idraak hi na ho jin k liaay hum jeetay hain ya aap say dushmani rakhtay hain.

                            Aik waqt ata hain doosron k narwa sulook ki wajah say peechay hut jana parta hai.

                            Meri zindagi ka maqsad e hiyaat hi dusroon k liaay jeena hai. Laikin yay aik muskil tareen amr hai.

                            jeenaa aasaan kab hai ji? vaise iskaa matlab yeh nahiiN k banda apne liye kuchh na kare...meraa maqsad yeh hai k dusroN kii Khidmat emn apnii Khidmats e ziyada maza mile. aise log dunyaa men bahooot se haiN jaise Mother Teresa, Bhai Idhi aur har vo banda jo aisa karta hai. :)

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment


                            • #29
                              Re: asl maqsad-e-Hayaat kia hai?

                              Originally posted by SherAli View Post

                              jeenaa aasaan kab hai ji? vaise iskaa matlab yeh nahiiN k banda apne liye kuchh na kare...meraa maqsad yeh hai k dusroN kii Khidmat emn apnii Khidmats e ziyada maza mile. aise log dunyaa men bahooot se haiN jaise Mother Teresa, Bhai Idhi aur har vo banda jo aisa karta hai. :)
                              Exactly.

                              Her insaan kisi na kisi lihaaz say doosron k liaay jee raha hota hai aur ghor karain to.

                              Parents aulad k liaay, husband aur wife aik doosray k liaay. Baaz dafa bhai bahan aik doosray kay liaay ya apnay rishtaydaron k liaay.
                              Subhan Allah

                              Comment

                              Working...
                              X