Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Deep Soup.......?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: In The Deep Soup.......?

    mushkal waqat aatay hain poori koshash kartay hain k solve karein...... i personally believe only in ALLAH n i bow before Him n put all supplications to Him..... wese mein mushkal waqt se ghabrata bahut hoon........
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

    Comment

    • #17
      Re: In The Deep Soup.......?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Ji meri door andeeshi he kaam aai her jagah :embarasse
      bro wherever i go i see ur replies..... kia aap kay pass koi jaadoo ki chhahri hai jo yun ghumai aur sub ko reply hogae??????:salam:
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #18
        Re: In The Deep Soup.......?

        Originally posted by rehman View Post
        bro wherever i go i see ur replies..... kia aap kay pass koi jaadoo ki chhahri hai jo yun ghumai aur sub ko reply hogae??????:salam:
        Yaar is baat ka to aaj tak mujay bhi nai pata chala, bus Ouper walay ke deyaa he bus :embarasse
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: In The Deep Soup.......?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam

          sub se pehlay kahon ga ke Zabardast topic he :thmbup:

          Ub baat phir wohi aa ke khatam ho gi, ke loog meri baatein mere kehnay se pehlay he ker jatay hein and this is not fair :yy:

          Mujay Maan ki duaaon pe bohat bharoosa he. Halaat her aik ko preshan kerte hein, mujay bhi kerte hein, lekin atleast mein ne khud ko apnay ghar walon ke samnay kabi bhi week show nahi kia. Mein kafi saray crises se guzra hoon especially financial crises se, lekin wo kia kehtay hein "If there is a will, there is a way" rastay khud'bakhud nikaltay aaye and Alhamdullilah now I am quite stable.

          Tension to merne ke baad he jaan choorti hein, mein preshan hota hoon, lekin mere paas solutions hotay hein, mein apnay aap ko kafi positive ker leta hoon
          topic zabrdast hai.......muje pta hai:lpop:
          log kehnay se pehlay keh detey han......koi koi yeh kaam krskta hai like ghalib...like me:eye:

          ji janab i can understand k ghar k brray betay ko apnay andar kitna himmat rakhna maangta....crisis atay han yes.....bt duayen kaam kr jatin han....waqai,ALLAH dua krnay wali maaon ko slamat rakhay...ameen..
          aurrr......pta hai humko......chah nae touuu.....raah nahi........

          achaaaaa..aap apne ko positive kr letay han........tension me.......yani pehlay aap negative han:mm:.hehehe
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #20
            Re: In The Deep Soup.......?

            Originally posted by saraah View Post
            asslamoalikum members.........

            khushi aur gham zindagi ka hissa han,aur zindagi k liye zaroori b,
            mera swaal ye hai k jb aap kisi mushkil se dochaar hotay han.......tou aap kya krtay han........means.....uss ko kis trah handle krtay han,mushkil ki noyyiat cahay jesi b ho....

            me 3 cheezon ko bohat ahmiat deti hun
            • ek mustaahkm mazhbi aqeeda
            • maa ki dua
            • ur rational approch to handle n tackle the problem
            aur aap???
            w/ salam

            wasy insan ko her waqat koi na koi parashani hoti ha kesi na kesi trekay ke aur agar ma apni baat karoon too muja nahi pata ka ma kaya karta hoon mushkil waqat ma keu wo kahte hain ka "mushkilaan itni pari ka asaan ho gai"
            abi too kush yaad nahi ha ka kaya karta hoon bus yahi zahen ma hota ha ka ya mushkil be Allah kesi na kesi tarha sa guzar dain ge.....

            aur agar zayada parashan hoon too apna aik dost ka pass chala jata hoon us sa baat kar ka apna app ko sakoon delata hoon
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: In The Deep Soup.......?

              Hmmm Nice topic .... Wo kisi ne kaha tha k mushkilain itni parien k aasan ho gaien .. tu apni halat bhi ab wesi hi hai ... pehle kafi tenssion leta tha ... ab aik hal mila hai mujhe ... 2 rakat Nafil perha aur perh gay mushkil k peechay ... mera aik man'na jis cheez se aap peecha churanay ki koshish kerte ho wo hamesha aap k peechay hi parai rehti hai ... tu mushkilon se peecha churanay ki koshish nahien kerta me ... bal k un ka samna kerne ka aadi ho gya hooon ab jab tak kisi kaam main mushkil pesh na aaey tu maza hi nahien aata kaam kerne main .... so No tenssion .... aur kabhi kisi k samnay rona bhi nahien roya k yeh mushkil hai aur itni bari ... me ne apne aas paas kafi logon ko dekha hai jo her waqt shikayat ka pandora hi kholay bethay hotay hain .... mujhe bhot chir hoti hai un logon se ... us k ilawa Parents ki Duaien tu hain hi mere saath .. tu Dar Kaisa aur mushkil kesi
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: In The Deep Soup.......?

                hmmm....

                Comment

                • #23
                  Re: In The Deep Soup.......?

                  Originally posted by sccorpion81 View Post

                  :clap:
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: In The Deep Soup.......?

                    Dil ki tanhai ko Awaz bana lete hien...
                    dard jub hud se guzarta he to Gaa lete hein.....

                    Waisi me aisa kurta nahi ho..share to buhat um logo se kurta ho...hud se zyada ho to kisi dost yar se kur leta ho...han dua mangna start kur deta ho...aur pata hota he k mein ne hi koi galti ki ho gi jis ki saza mili he....so bus Allah reham kurta he...

                    Comment

                    • #25
                      Re: In The Deep Soup.......?

                      Originally posted by saraah View Post
                      asslamoalikum members.........

                      khushi aur gham zindagi ka hissa han,aur zindagi k liye zaroori b,
                      mera swaal ye hai k jb aap kisi mushkil se dochaar hotay han.......tou aap kya krtay han........means.....uss ko kis trah handle krtay han,mushkil ki noyyiat cahay jesi b ho....

                      me 3 cheezon ko bohat ahmiat deti hun
                      • ek mustaahkm mazhbi aqeeda
                      • maa ki dua
                      • ur rational approch to handle n tackle the problem
                      aur aap???
                      * amma jaani say discuss ker k.......:)
                      * aur khamosh rehta hoo q k mujhay acha nahi lagta kisi k saath apni problem shares karna jaha tak mumkin ho ALLAH per barosa ker k khood solve karne ki koshish karta hoo

                      Comment

                      • #26
                        Re: In The Deep Soup.......?

                        Originally posted by saraah View Post
                        topic zabrdast hai.......muje pta hai:lpop:
                        log kehnay se pehlay keh detey han......koi koi yeh kaam krskta hai like ghalib...like me:eye:

                        ji janab i can understand k ghar k brray betay ko apnay andar kitna himmat rakhna maangta....crisis atay han yes.....bt duayen kaam kr jatin han....waqai,ALLAH dua krnay wali maaon ko slamat rakhay...ameen..
                        aurrr......pta hai humko......chah nae touuu.....raah nahi........

                        achaaaaa..aap apne ko positive kr letay han........tension me.......yani pehlay aap negative han:mm:.hehehe
                        Negative her banda ho jata he, aur tension bhi her koi le jata he, but I feel that I am relatively quick in coming back to my normal state
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: In The Deep Soup.......?

                          atay saath serious na hojayen.
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #28
                            Re: In The Deep Soup.......?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Negative her banda ho jata he, aur tension bhi her koi le jata he, but I feel that I am relatively quick in coming back to my normal state

                            its not a big thing...u follow the natural laws of condensation...ghaRii meN paanii se bhaap phir bhaaps e paani hahaha

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment

                            • #29
                              Re: In The Deep Soup.......?

                              Originally posted by saraah View Post
                              atay saath serious na hojayen.
                              Haw haye, me jawaab bhi na doon
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: In The Deep Soup.......?

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Haw haye, me jawaab bhi na doon

                                abe...bachpan emn seekhaa nahiiN kia k apne se baRoN ko jawaab nahiiN dete? 372-haha

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X