Originally posted by aabi2cool
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ª!ª khuda k liye ª!ª
Collapse
X
-
Originally posted by aabi2cool View Postmain to serf samosay aur pakoray shoq se khata hon in dino :D::thmbup:
Comment
-
Originally posted by munda_sialkoty View PostYaar mein ne tujay yeh nahi poocha ke tera moun pakooray warga hay ke nai, mein ne tujay yeh poocha he ke tu sujay aur dalda keyoo ke halway ko to bohat miss kerta ho ga. Angreez to tujay ghaas bhi nahi daaltay hoon ge 372-hahaساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Originally posted by munda_sialkoty View PostMein ne tujay avein CHOORA nai kaha, us ki sub se bari waja yeh he ke tere beyanaat ub Fari Choori se milnay lag gaye hein :kr:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
-
Originally posted by aabi2cool View Postمحترمہ پیشگی معزرت کے ساتھ عرض ہے کہ مشہور مقولہ ہے کہ پہلے تولو پھر بولو اب کسی کی زاتی زندگی میں دخل دینا نہ تو اخلاقیات کی رو سے جائز ہے اور نہ ہی عقل و دانش کا تقاضہ ہے اب کون جانے کہ ان کے درمیان کیا مسئلہ تھا کون سچا تھا کون جھوٹا پوری دنیا میں ہزاروں جوڑوں میں علیحدگیاں ہوتی ہیں لیکن اس کے تناظر میں شخصیات کو نہیں تولا کرتے باقی آپ نے جو بلا سوچے سمجھے قرآن کی
بابت فرمادیا کہ قرآن میں آیا ہے کہ ۔۔
۔As quran said. apni zubani batati hoon
Tum main wo achcha hai jo apni biwi k liaay achcha hai۔
تو عرض ہے کہ ایسا کہیں قرآن میں نہیں آیا ہاں البتہ اس مفھوم کی احادیث ضرور ہیں اور احادیث تو خاوند کی بزرگی کے بارے میں بھی اس اس مفھوم کی آئی ہیں کہ اگر عرض کروں تو آپ شاید ششدر رہ جائیں خیر جو بات نے آپ نے کہی وہ قرآن میں نہیں بلکہ احادیث میں آئی ہے اور قرآن اور
احادیث کا فرق تو آپ بخوبی جانتی ہوں گی کہ آپ اس فورم پر آئیں ہی احادیث کی تلاش میں تھی اب وہ الگ بات ہے کہ اپ نری گپشپ کی ہوکہ رہ گئیں ۔ ۔ ۔
Main nain to jo quran main parha us k mutabiq kaha.
Aap khud to meray baray main jo kah rahay hain wo aap ko kia maloom.
main nain jub aap ki site pay hadees parhi to sari raat aur sara din poora parha. Main nain jitna time hadeeson pay lagaya utna abhi gup shup pay naheen aur na hi jitna Islami section pay per aap ko kia maloom.
Jub mera jo dil chahta hai to karti hoon. Aap ko mujhay is tarha kahnay ka koi haq naheen waisay to aap bhi baray molvi buntay hain par baat main undaz e guftugu budtamizi wala hota hai. Jub kay molvion ko to sirf hadees aur quran parhna chahyay aur intehai muhazzab undaz say guftugu karna chahyay.
Doosray mazaq main jis tarha aap jhooti batain kahtain hain wo molvion ko zaib naheen deteen. Aap jaisay molvi hi Islam ka bera gharq kartay hain.
Never mind ungli uthanay say pehlay apnay girayban main bhi jhaank lena chahyay. Sorry such kahna meri adat hai. Bura na manaiyay ga.
Aik aur aham baat jo main nain sub say pehli aur bari burai daikhi aap ki wo yay k aik k sawal pay shayad kisi faisal nain jawab dia tha jo ko sahi tha to aap nain ussay mana kia k aap jawab na dain Islami section main. Jo aap k mujhay sub say bura undaaz laga tha. Yahan sub apnay apnay mutabiq aik doosray ki help kartay hain jis say jo bun parta hai.
Sorry for showing you your face in the real mirror.
Aur yay aap k abba jaan rahmatullah alaih kaisay ho gay quran main kia yay khitaab un ko dia gia hai?
Sorry muhay aam logon k naam main rahmatullah lagana pasand naheen. Intehai mazrat k saath such bol rahi hoon. Is liaay k aap nain pahal kar kay mujhay aap ko aina dikhanay ka mauqa dia.
Kisi pay ungli uthanay say pehlay hazar baar soch lain kaheen wo Aap pay to itni ungliaan naheen utha day ga kay aap apni ungli danton main daba lain gay.
Whatever I said about him is truth. There is nothing wrong about telling truth main nain unki zaati zindagi k hawalay say koi baat naheen ki. Next time be careful.
Quran ki roshni main us ki khamiaan bataeen hain.
Aap zaroor pathan hon gay Pathan ghalat bhi karay ga to aap himayat karain gay. I know that. But I'm not like that. Mera rule hai jo ghalat hai so ghalat hai kia apna kia paraya.
Sorry for telling you truth.Subhan Allah
Comment
-
Originally posted by MorningGlory View PostFor your information main nain quran main parha hai us waqt jub main hadees ka kuch naheen janti thi.

Sorry for telling you truth.بہت دیر کردی مہرباں آتے آتے
:kr::kr::kr:Originally posted by MorningGlory View PostFor your Kind information.
Guftugu karna her insaan ki jibbillat main shamil hai aur her insaan ka huq hai aur is haq say koi jali molvi roak naheen sakta. Aap agar daikhain to aap ziadatar behooda aur badtamizi k andaz say guftugu kartay hain warn as a molvi aap nain to musallay say uthna hi naheen chahyay.
Aap pehlay zara adab e gutugu seekh lain phir mujh say baat kijiaay ga. Adab e musalman aur molvi to aap k liaay bohat door ki baat hai.
I don't like ppl who don't talk tameez say and in jahilana lehja o language.
For your very kind information.
Main nain shayad quran main parha hai k agar aap apni tamaam baton k dauran aik baar bhi Allah ki ya islam ki baat kar lain to aap ki sari baat ibadat main shamil ho jaay gi so jub say yay main nain parha hai zaroor Allah ka zikr lati hoon ya lanay ki koshish karti hoon.
Ub is ko bhi na jhutla dena jali molvi rehmatullah alaih apnay munh say.قال الله تعالى
. وَعِبَادُ الرَّحْمَنِ الَّذِينَ يَمْشُونَ عَلَى الْأَرْضِ هَوْنًا وَإِذَا خَاطَبَهُمُ الْجَاهِلُونَ قَالُوا سَلَامًا
. اور (خدائے) رحمان کے (مقبول) بندے وہ ہیں جو زمین پر آہستگی سے چلتے ہیں اور جب ان سے جاہل (اکھڑ) لوگ (ناپسندیدہ) بات کرتے ہیں تو وہ سلام کہتے (ہوئے الگ ہوجاتے) ہیں
:salam::salam::salam::salam::salam::salam::salam:: salam::salam::salam::salam::salam:
عقل مند را اشارہ کافی استLast edited by aabi2cool; 30 September 2008, 15:50.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment