Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap ka pehla Roza!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aap ka pehla Roza!!!

    Originally posted by SherAli View Post
    tum tuma tum tuma tum ... bolo ji bolo tum tuma tum hahaha
    Tu aa gaya mere cheetay, yaar yeh larki be'kaabu hui he, tu isay apni bore bore baatein suna ke sula de :kr:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Aap ka pehla Roza!!!

      Mera pehla roza to naheen tha drama tha jo meri cousin wo hamari dadi phuphi k saaath rehti thi meri dost thi aur mujh say bari thi so us nain sikhaya aaj hamaray yahan chalo jub hum rastay main thay to us nain sikhaya munh kaisa banana hai aur sub say kahna hai roza rakha hai to paisay milain gay.

      Tahariaay aap logon ko lag raha ho ga main is tarha ki hoon naheen hargiz naheen. Wo meri cousin say main bohat pyar karti thi wo mujhay jo kahti thi main karti thi. so main nain kia.

      Paisay to shayad kuch naheen milay thay ya yaad naheen. Sub nain meri baat ka yaqeen kia is liaay k sub ko pata tha main jhoot naheen bolti.

      Is k ilawa main nain kub say roz rakha. Shayad itnay chotay say k mujhay yaad bhi naheen k kub say roza rakhna shuru kia per jub say shuru kia aik din bhi chora naheen.

      Ub kai salon say roza naheen rakh paa rahi bemaar honay ki soorat main. Allah maaf karay.
      Subhan Allah

      Comment

      • #33
        Re: Aap ka pehla Roza!!!

        Originally posted by MorningGlory View Post

        Allah aap ko shifa de, waise aap ko beemari kia he ?
        :thmbup:

        Comment

        • #34

          hahaha...kaafii ma'soom sooratiyaa thii na? hahaha

          vaise, agar kisi ko shara'ii umr ho to roza us par mu'aaf hai. kisi Ghareeb ko khaana khilaa denaa chaahiye. Allahham sab ko hamaarii kotaahiyoN ke liye mu'aaf farmaaye. aameen :)

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          Working...
          X