Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Passion of your life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Passion of your life

    Priyeee Doosto aur Doostniyoo,

    Is thread mein aap ko yeh batana he ke aap ki life ka passion kia he. Ager aap ko favourable conditions available ho jaein aur aap ke paas reasonable source of income aa jaye to aap kia plan karo gay???

    Share everything related to above subject.
    :thmbup:

  • #2
    Re: Passion of your life

    hmmmmmm
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Passion of your life

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      kuch kur dikhane ki pyas he...

      Comment

      • #4
        Re: Passion of your life

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        hmmmmmm
        ager abi dil nahi ker raha tha to tum chup bhi reh sakti thi

        waise buddy sub kheriyat to hay na :embarasse
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Passion of your life

          Originally posted by MSA View Post
          kuch kur dikhane ki pyas he...
          Thora wait ker le, roza khulnay wala he :tasali:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Passion of your life

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Thora wait ker le, roza khulnay wala he :tasali:
            yeh sprit 3g wali pyas nahi he yeh sachi muchi ki pyas he

            Comment

            • #7
              Re: Passion of your life

              men medicine men tha jo men apni tafreeh ke chakkar men chhod diya tha use pura karun. mujhe bachpan se yeh lagan thi k men ilaj karun un logon ka jo khud apna ilaj nai kar sakte the.

              ap ka sawal hoga agla k ku chod diya tha medicine to bat yeh thi k men kabhi school nai gaya tha. pahli bar grade 10 men school ka munh dekha. usse pahle men bas or bachon ko school jate dekh kar dil hi dil men bahot sad raha karta tha. khair men ne 13 sal ki age men High School kiya 14 ki age men pre medical men aa gaya or agle hi sal yani 15 sal ki age men MBBS men admisiion mila gaya. sitam yeh hua k men gaon wala shahr men padhne gaya tha to vahan ki gahma gahmi men men ne ghalat raste chun lie. mere bhai professor the to unko USA aana pada PhD karne ke lie tab ham akele ho gaye. azadi mil gai mujhe to men ne barbadi laga di, bhai USA se pese bhejte upar se mujhe scholarship bhi milti thi to peson ki koi kami na hone ki vajah se men ne sare vo kam karne shuru kar diye jo ghalat the yani classes cut karna, tests na dena, attendence short ho jana etc. phir next year men mujhe promotion nai mili to mujhe withdraw karna pada phir ro dho kar aur manon dant kha kar finally MSc kar dali uske bad mujhe apne nam ke aage DR dekhne ka shoq hua to ansu ponchne ke liye PhD kar li :)

              bas yehi mera khowab tha jo men ne tafreeh ki nazar kar diya. ab agar moga mil to men pahli fursat men Nerosurgeon ban jaun hahaha
              Last edited by SherAli; 16 September 2008, 14:33.

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              • #8
                Re: Passion of your life

                Originally posted by SherAli View Post
                men medicine men tha jo men apni tafreeh ke chakkar men chhod diya tha use pura karun. mujhe bachpan se yeh lagan thi k men ilaj karun un logon ka jo khud apna ilaj nai kar sakte the.

                ap ka sawal hoga agla k ku chod diya tha medicine to bat yeh thi k men kabhi school nai gaya tha. pahli bar grade 10 men school ka munh dekha. usse pahle men bas or bachon ko school jate dekh kar dil hi dil men bahot sad raha karta tha. khair men ne 13 sal ki age men High School kiya 14 ki age men pre medical men aa gaya or usuii sal yani 15 sal ki age men MBBS men admisiion mila gaya. sitan yeh hua k men gaon wala shahr men padhne kaya tha. mere bhai professor the to unko USA aana pada PhD karne ke lie tab ham akele ho gaye. azadi mil gai mujhe to men ne barbadi laga di, bhai USA se pese bhejte upar se mujhe scholarship bhi milti thi to peson ki koi kami na hone ki vajah se men ne sare vo kam karne shuru kar diye jo ghalat the yani classes cut karna, tests na dena, attendence short ho jana etc. phir next year men mujhe promotion nai mili to mujhe withdraw karna pada phir ro dho kar aur manon dant kha kar MSc ki uske bad mujhe apne nam ke aage DR dekhne ka shoq hua to ansu ponchne ke liye PhD kar li :)

                bas yehi mera khowab tha jo men ne tafreeh ki nazar kar diya. ab agar moga mil to men pahli fursat men Nerosurgeon ban jaun hahaha

                kafi intresting life he...:thmbup::thmbup:
                sub kuch hi kur lia...

                Comment

                • #9

                  Waah bei waah, tum ne to phir bhi sub kuch achieve ker liya. Apart MSc, aur PHD kin subjects mein ki???
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Passion of your life

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Waah bei waah, tum ne to phir bhi sub kuch achieve ker liya. Apart MSc, aur PHD kin subjects mein ki???

                    are janab yeh sab to ansu ponchne, gharwalon ko khush karne aor apni nidamat mitane ke liye majburan karna pada. men ne Masters Horticulture emn kiya tha. or PhD kii thesis thi "carcenogenic residual effects of various chemicals on selected plants" jo onions, rutabaga, evening primrose, ginsing aor potatoes par thi. also minor project tha "economic effects of TMV [a kind of tobacco virus] on tabacco plants".

                    bas mera itna hi fasana tha
                    ik kam ka darya tha
                    aor Doob ke jana tha :(

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment

                    • #11
                      Re: Passion of your life

                      Originally posted by SherAli View Post
                      are janab yeh sab to ansu ponchne, gharwalon ko khush karne aor apni nidamat mitane ke liye majburan karna pada. men ne Masters Horticulture emn kiya tha. or PhD kii thesis thi "carcenogenic residual effects of various chemicals on selected plants" jo onions, rutabaga, evening primrose, ginsing aor potatoes par thi. also minor project tha "economic effects of TMV [a kind of tobacco virus] on tabacco plants".

                      bas mera itna hi fasana tha
                      ik kam ka darya tha
                      aor Doob ke jana tha :(
                      kafi achi swiming kur lete hein...app:thmbup:

                      Comment

                      • #12

                        Yaar moun mut latkaa, sooch ager teri jo High School se pehlay wali halat thi tu us pe hota to tera kia hota? hay na baat soochnay wali. Yaar Allah ka shuker ada ker tu ne PHD ki he, tu aisay dukhi ho raha he jese matric mein fail ho gaye ho
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Passion of your life

                          Originally posted by MSA View Post
                          kafi achi swiming kur lete hein...app:thmbup:

                          hha thank you ji. waqai tha to ku k mujhe sharmindagi ziyada thi or shaoq kam is lie Doob kar hi jana pada hehehe

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: Passion of your life

                            SherAli aap ki story interesting hai shukar hai shirmindagi kay bais na chahtay huway bhi aap nain Phd kar li jo asan kaam naheen. Yani aap zaheen hain.

                            Now to the topic.

                            Apni khushi kay jo karna chahti hoon aur ummeed hai shayad zindagi main kar paoon.

                            MUjhay buchpun say hifz karnay ka shauq tha school ki timing ki wajah say na kar saki to wo karoon gi. Ub mazeed shauq ho gia hai Islam main gharg ho janay ka yani Alima bunnay ka aur Ilm e islam hasil karna aur gosha nashini aur ibadat main masroof rehna ka shauq ho gia hai dunia tiaag kar sadhooon ki tarha.

                            Is kay ilawa dil ki shadeed khuwahish hai kay aik school kholoon jis main ghareeb buchchon ko free taleem doon. Aur aik falahi idara kholoon Pakistan main jis main ghareebon nadaron, yateemon, bewaon ki her tarah say madad ki jaay. Mera dil yahan bilkul naheen lugta. Dil chahta hai Pakistan main ja kar bus jaon aur apna time ya to alima bunnay main ya Falahi idara chalanay main guzara doon sub kuch chor char kay.
                            Allah meri in khuwahishon ko poora karay ameen, Summa Ameen.

                            Marnay say pehlay Hafiz e quran bunna chahti hoon. Allah madad karay. Ameen Summa Ameen.
                            Subhan Allah

                            Comment

                            • #15
                              Re: Passion of your life

                              Passion of my life:- Aaj kal bas rozey rakhna :$
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X