Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Cooking & Eating

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Cooking & Eating

    Originally posted by sarah gemini View Post
    yah not practicing much.....italian n baking reh gya hai,baqi continetal,chinese,bar b cue,salads,sweet dishes,soft drinks....napasand ki jo baat hai,
    tqreeban esa hi hai,beef nae khati halan k uska ek apna taste hota hai,so ye napasand honay ki wja se nae hai
    Goodie Good :thmbup:

    Akser loog beaf nahi khatay, wo health conscious hotay hein, maybe aap ke saath bhi aisa ho ga
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Cooking & Eating

      Originally posted by aabi2cool View Post
      wesay aik dish to main bhi ban,na janta hon aur wo ye k main baywaqoof bara acha bana layta hon aur wo bhi teray jayson ko 372-haha:kr:
      Yeh dish PG pe sub se pehlay mein ne banai thi, tu meri naklein maar raha he
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Cooking & Eating

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Waah ji waah, tum to chaa gai ho, GTG pe tum se he cooking kerwa li jaye to kesa rahay ga :khi:
        nahi meri cooking ko aap ki itni bari nzr lag jaye gi:hehe:


        Originally posted by aabi2cool View Post
        tera musalsal fitty monh 372-haha
        :kr::kr::kr::kr::kr:
        wah kia baat hai:kr:
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #34
          Re: Cooking & Eating

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yeh dish PG pe sub se pehlay mein ne banai thi, tu meri naklein maar raha he
          oh chal rehan de
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Cooking & Eating

            Originally posted by lucky View Post
            nahi meri cooking ko aap ki itni bari nzr lag jaye gi:hehe:

            Nahi mein ne faisla ker liya he, tum se hum daig pakwaein ge, bulke mein sooch raha hoon ke tumhein data derbaar mein cook lagwa doon, cooking ke saath tumhein sawaab bhi ho ga 372-haha
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Cooking & Eating

              Originally posted by aabi2cool View Post
              oh chal rehan de
              Mein nai rein daina :na:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Cooking & Eating

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Goodie Good :thmbup:

                Akser loog beaf nahi khatay, wo health conscious hotay hein, maybe aap ke saath bhi aisa ho ga
                truly speaking im not very much health conscious,beef ghar me itna pakaya nae jata,abu ko thorra bohat B.P ka msla hai.bhai ko b nae pasand,wesay ajkal im going to make "shahi kabab" jo beef k hi achay lgtay han...so thorra bohat taste krlu gi.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #38
                  Re: Cooking & Eating

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Salam Deviyoo aur Dev'daasoo :salam:

                  Me ko aap se yeh poochna he ke aap mein se koon koon cooking ker sakta he aur aap kon kon si cheez mein aap apnay aap ko specialist samajtay ho.

                  * Aur Rooti Gool koon bana sakta he :khi:

                  Aur haan yeh bhi bataiye ke khanay mein aap ki fav. dishes koon si hein :bwink:
                  aik dam etny sawal ......
                  ma kush nahi bana sakta agar kush bana loon too koi wo kha nahi sakta

                  ma koi be cheez kharab banana me apna app ko specialist samajta hoon:khi:
                  aur sab sa fav. dish ha apny ustad ka demag khana:zuban:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Cooking & Eating

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Nahi mein ne faisla ker liya he, tum se hum daig pakwaein ge, bulke mein sooch raha hoon ke tumhein data derbaar mein cook lagwa doon, cooking ke saath tumhein sawaab bhi ho ga 372-haha

                    372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                    chal ren day:kr:
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment


                    • #40
                      Re: Cooking & Eating

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      aik dam etny sawal ......
                      ma kush nahi bana sakta agar kush bana loon too koi wo kha nahi sakta

                      ma koi be cheez kharab banana me apna app ko specialist samajta hoon:khi:
                      aur sab sa fav. dish ha apny ustad ka demag khana:zuban:
                      toba toba aisi cooking aisa kro mundy ko khilaya kro:kr:

                      or gandy bachy ye ustad g ka dimaagh kaisy khaa lety ho:mm:
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • #41
                        Re: Cooking & Eating

                        Originally posted by sarah gemini View Post
                        truly speaking im not very much health conscious,beef ghar me itna pakaya nae jata,abu ko thorra bohat B.P ka msla hai.bhai ko b nae pasand,wesay ajkal im going to make "shahi kabab" jo beef k hi achay lgtay han...so thorra bohat taste krlu gi.
                        Sahi....B.P. ka masla to mujay bhi he, bulke mujay lagta he ke sirf mujay he hay :lahoul per me non-veg ko kabi nahi choorta, even i can't live without it. Anyhow her khanay ki cheez Allah ki nemat he, jo her cheez khush ho ker khatay hein wo ziada achay hein...Aitdaal pasandi achi he, but I can't really go with it
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Cooking & Eating

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Thats good to note ke tum kuch na kuch bana leti ho, Roti jo sub se pehla step hota he wo kyoon nahi seekha :na: yeh to aisa he hay ke classical sekhay bagair tum pop singer ban gai ho :khi:

                          Waise tumharay ghar mein roti kon banata he :donno: aur jo roti banata he wo na ho to kia karo tum :donno:
                          kuch na kuch nahi me kafi kuch bana leti honteddyor roti mulazim banata he or ager khuda nakhwasta wo na ho to phir tandoor zindabad warna meri terhi merhi roti to he na:khi:...mujhe chapati bnana bohat bore kam lagta he sare taraf ata hi ata phel jata he,counter par mere kapron par is leay mujhe nahi pasand chapati bnana:embarasse

                          Comment


                          • #43
                            Re: Cooking & Eating

                            Originally posted by lucky View Post
                            372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                            chal ren day:kr:
                            Ren dita, toon v ki yaad karein gi Shehzaadiyee :bwink:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Cooking & Eating

                              Originally posted by lucky View Post
                              toba toba aisi cooking aisa kro mundy ko khilaya kro:kr:

                              or gandy bachy ye ustad g ka dimaagh kaisy khaa lety ho:mm:
                              Munday ne kachi gooliyaan nahi kheelein jo Nomi ke haath ka bana khana bhi chakhay
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Cooking & Eating

                                Originally posted by senorita View Post
                                kuch na kuch nahi me kafi kuch bana leti honteddyor roti mulazim banata he or ager khuda nakhwasta wo na ho to phir tandoor zindabad warna meri terhi merhi roti to he na:khi:...mujhe chapati bnana bohat bore kam lagta he sare taraf ata hi ata phel jata he,counter par mere kapron par is leay mujhe nahi pasand chapati bnana:embarasse
                                Mulazam ya Mulazima Chalo jo bhi, tumhein chahiye ke khud bhi banana seekho, jub tum pahaaron se uter ker medani ilaqay mein jaoo gi, aur khana abadi ho gi tub tumhein rootiyaan banani per bhi sakti hein, wahan pe Rectangular, Triangular, Pentagonal, Hexagonal aur Oval type ki rootiyaan nahi chalein gi :na:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X