Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Help kese ki jaye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Help kese ki jaye

    I'm not going to Reply:fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fumi ng::fuming:

    3 points per ina tafseel se jawab likha aur jab submit kiya to signout ho chuki thi aur "registered " wala page aagaya:fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fum ing::fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fumin g::fuming::fuming::fuming:
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Help kese ki jaye

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      Wa Alaikum Assalam Uncle teddy

      sadqa/kheraat/zakaat ko humnay to apni amma ko yun detay dekha hay k humaree 20 saal se aik Amaa kam wali aatee theen ghar mein pehlay unk husband ki death ho gaey aur 4 saal pehlay unki khud ki death ho gaey.................. ab un k dher saray bachay hain ..............MashaALLAh aur betiyan sab shadee ki umr ko ..aur chhotay bachay bhi hain ..

      to unki kifalat waghera ...aur shadiiyan kerwana.........isee type k sab kaam humaree amma janai nay apnay zimmay lay rakhay hain ...........................aur unhee k mohallay mein aur bhi aisee families hain so amma un ki zaruratein poree kar detee hain ..............ALLAH k hukum se :)

      Thank you uncle ki buchi :khi:

      Tumhari Amman ko Allah aur de aur wo loogon ki help kerti rahein.

      Apni istataat ke mutabik mein bhi jo ban pata he kerta hoon aur waise bhi hamari kamai mein doosray loogon ka bhi haq jo hota he.

      Yahan per aik question arise hota he ke tumhari amman itnay saalon se help kerti aai hein, per wo gharana aaj bhi help ka muntzir he, aisa kyoon :embarasse Ager aap ki amman lakh 2 lakh se un ke ghar ke kisi fard ko koi dukan daal detein ya kuch bhi shuru kerwa detein to wo khud'mukhtaar ho jatay na. It is another perspective.

      But still I salute your amman ke unhoon ne us khandan ko kabi nahi bhoola :salam:

      Mere dad ke paas kabi koi gharz mand aata to wo waja poochtay thay ke wo is halat ko kyoon aaya, ager us ki niyat saaf thi aur halaat kharaab ho gaye to mere dad usay koi choota moota kaam shuru kerwa dete aur wo insan apni roozi rooti kamanay ke kabil ho jata.

      Soochnay wali baat yahan pe sirf yeh he ke, hum loog loogon ki help tak he mehdood kyoon ker lete hein apnay aap ko. Un ke future ka kyoon nahi soochtay :) Hum laakhon rupay thooray thooray ker ke takseem ker dete hein, lekin chand aik khandaan ka mustakil bhala nahi kerte, aisa kyoon :)
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Help kese ki jaye

        Originally posted by senorita View Post
        aik sath bhi dete hen or sometime 2/3 mukhtalif places par bhi de dete hen.it depends.sadqa to yateem khane me dete hen.kherat aksar ghareeb logon ko.zakat kabhi kisi family ko ya shouket khanam ko.
        Mein ne eesha ko jo reply kia he, usay perho aur ager munasib samjo to reply bhi ker do :)
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Help kese ki jaye

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          I'm not going to Reply:fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fumi ng::fuming:

          3 points per ina tafseel se jawab likha aur jab submit kiya to signout ho chuki thi aur "registered " wala page aagaya:fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fum ing::fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fumin g::fuming::fuming::fuming:
          Better luck next time :embarasse
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Help kese ki jaye

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Thank you uncle ki buchi :khi:

            Tumhari Amman ko Allah aur de aur wo loogon ki help kerti rahein.

            Apni istataat ke mutabik mein bhi jo ban pata he kerta hoon aur waise bhi hamari kamai mein doosray loogon ka bhi haq jo hota he.

            Yahan per aik question arise hota he ke tumhari amman itnay saalon se help kerti aai hein, per wo gharana aaj bhi help ka muntzir he, aisa kyoon :embarasse Ager aap ki amman lakh 2 lakh se un ke ghar ke kisi fard ko koi dukan daal detein ya kuch bhi shuru kerwa detein to wo khud'mukhtaar ho jatay na. It is another perspective.
            baat ye hay k jab wo kaam waali amma hayat thin to us waqt me ki Ami jaani nay ye option rakha tha un k saamnay per she replied to my mom k Adee(yani baji) meray betay bht chhotay hain aur na samjh bhi menay khud karobaar shuru kar k diya tha inko apni bhensein bakriyan bech kar to inhon any chund dino mein thupp kar diya sab kuch ........
            to us waqt ammi jani nay kaha k achha theek hay phir jessa tumhein munasib lagay bata do mein wessa hee kar loongi:)

            jab hum log pakistan mein thay to us waqt phir ammi jaani nay ye kiya k jo un ka sab se bara beta tha usay perhnay ko kaha to wo school se bhag aaya ..k usay anhin paerhna .....bht samjhaya bujhaya jo maulana saahib ghar perhanay aatay tahy chhoti sis ko un k pass QURAN perhnay lagaya wo bhi nahin perha...to finally phir ye decision liya Amma nay k isay driver ki job de detay hain ghar mein ...aur wo ab tak hum logon ka driver hay :)

            aur baaqi un k kaam amma nay apnay zimmay lay liey
            isee liey ikathay un ki madad nahin ki

            But still I salute your amman ke unhoon ne us khandan ko kabi nahi bhoola :salam:
            ALLAH TALA unhein himmat aur taufeeq diey rakhein sehat tandrustee k saath :dua
            me apani Amaa'N ki ye baat ka zikar kertay huey BY GOD bht baar hichkichaey k ...iska parchar kiun akrun ...per u nay discussion point of view se thread start kiya to me nay bata diya:)
            sigpic

            Comment

            • #21

              Ahan, zahir he Allah us koom ki halat tab tak nahi badalta jub tak us koom mein apni halat aap badalnay ka jazba paida na ho.

              Dekho tumhein hitchkichanay ki zaroorat nahi. Mujay aik Molana'sahib ne hadees perh ke sunai ke

              Hazoor (SA) ne kaha ke jub naiki karo to aik haath se karo aur doosray haath ko pata na lagay, to aik sahaba ne kaha ke ager pata lag jaye to. Is per Hazoor (SA) ne fermaya ke yeh us se bhi behtar he, is se loogon ko aik doosray ko dekh ker is achay kaam mein takviyat milay gi, so don't get afraid :)
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Help kese ki jaye

                Hamari Amma Hamaray Ghar main hi jo Kaam karti hain Hamesha Un ko Hi Deti hain Ab Aap Baat Karein Gay Kay Un ko Karoobar Daal dena tha Ya Jo Bhi Aik bar main hi ...Tu Aisa hai Kay Un Kay Husband Ka Zehni Tuwazun Theek nahin hai Tu Zahir Se Baat hai Un Ka Kaam Kaun Dekhta Is Liye Aisa tu Ho Nahin Sakhta tha kay Un Ka kaam Daal kay Dey DIya jay :)

                Baqi Jo Amma kar Sakhti hain Wo Un kay Liye kar Deti hain :)

                Baqi Ithni Se baat hai Kay Khuda Kisi ka Mohtaj hi na karey Jo Aise Nobat Ya Hath Pehlaney ki baat aey :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment

                • #23
                  Re: Help kese ki jaye

                  Originally posted by La'hasil View Post

                  Aap ke ghar kaam kerne wali amaan ke khawand ka bhi zehni tawazan drust nahi tha :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Help kese ki jaye

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Aap ke ghar kaam kerne wali amaan ke khawand ka bhi zehni tawazan drust nahi tha :embarasse
                    Aur kis ka Drus't nahin hai :o ?
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Help kese ki jaye

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      Aur kis ka Drus't nahin hai :o ?
                      Mein batatay huay acha thoori lagta hoon
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Help kese ki jaye

                        LoL Chaliye Janey Dijye Phir :p
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: Help kese ki jaye

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          LoL Chaliye Janey Dijye Phir :p
                          Mein nahi janay doon ga tumhein
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Help kese ki jaye

                            Main Topic ki baat kar rahi the :S
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: Help kese ki jaye

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Main Topic ki baat kar rahi the :S
                              Lekin mein ne tumhein janay he nahi dena 372-shock
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X