Salam pyaray buchoo :khi:
Mera sawal yeh he ke ager aap sahib'e'hesiyat hein to mujay yeh bataiye ke aap sadkay/zakaat ki rakam ko kis tarah kharch kerte hein? Aur jo is kabil nahi wo yeh bataein ke aap ke nazdeek sadkay/zakaat ki rakam ka sahi masaraf kia he?
Aap ke nazdeek aisa paisa kis jagah aur kis tanasab se kharch kerna chahiye, zara detail mein jawaab dijiye ga.
Aur haan, Masjid ko donation kis hud tak dene chahiyein aur ghurba'aa ko kis hud tak?
Some more Points
1. Mein ne dekha he ke sahib'e'hesiyat loog ghareebon ko monthly 1000/2000 dete hein, un ki ikathi madad nahi kerte ke koi apnay paoon pe he khara na ho jaye aur usay next time mangnay ki zaroorat he na paray. Jub ke ager un ke doost akhbaar masjid ke liye chanda lene aaein to unhein lakh 2 lakh ka cheque kaat ke dene mein koi waqt nahi lagatay.
2. kuch loog pura ramzan daily aftaari ka ehtamaam kerte hein, aur her aftaari mein avg. 30 se 50,000 rupay kharch ker dete hein. Aur wo bohat khush hotay hein. Ager un se koi banda ilaaj ki gharz se paisay mangay to aisay bandoon ki faryaad ko ignore ker dete hein.
3. Kuch loog aisay bhi dekhay hein jo her saal Huj kerne jatay hein, aur apni waah waah kerwatay hein, aur loog kehtay hein ke is se ziada perhaizgaar koi aur banda he nahi he. Jub ghareebon per kharch kerne ka waqat aata he to yeh loog bakheel ho jatay hein?
In teenon points ko aap kis nazar se dekhtay hein?

Comment