Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Beware ATM user

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Beware ATM user

    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
    ATM jee main nay app kay sath kon saaa Fraud kia hain
    Jitnay me ke saath fraud honay thay ho chukay, ub koi me ke saath fraud ker ke to dekhay
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Beware ATM user

      haan jee ab app apnay saray pesay meray pass jamah karwa deen.bank ko goli mareen

      Comment


      • #33
        Re: Beware ATM user

        Originally posted by Barish aur Gulab View Post
        haan jee ab app apnay saray pesay meray pass jamah karwa deen.bank ko goli mareen
        Kia keh rahi hein, mein aap ko goli maar ke aap ko bank mein jama kerwa doon. Nahi nahi, aisa muj se nahi ho ga :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Beware ATM user

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Salam,

          Hopefully sabi kheriyat se hoon ge.

          Aaj mein aap sub loogon ko especially un loogon ko aagah kerna chahta hoon jo ATM Card use kerte hein, ke ager aap ATM use kerte hein to apna balance periodically and even after each transaction check zaroor karein. 2 din pehlay mein ne phone pe apna balance check kia, kul mein ATM se money draw kerwanay gaya, to machine mein card daal ke password enter kia, desired amount pe click kia, per machine mein "your request is not being proceeded" type ki statement aa rahi thi. Mein ne 3, 4 ATM Machines pe try ki to yahi haal tha, shayad network sahi nahi tha. Last wali machine se bhi paisay draw nahi huay to mein ne aisay he balance check kia, to my astonishment it was less by 25000.

          I visited my bank manager aur us ne kaha ke aap ne aaj ATM machine se 10,000 ki 2 aur aik 5000 ki transaction ki he, but mein ne to yeh figures type ki thein, money draw nahi hui thi. Khair Bank manager ne mujay aaj Bank mein aa ke complaint lodge kerwanay ko kaha.

          Aaj jub mein complaint lodge kerwanay gaya to mere zehan mein khyaal aaya to mein ne Bank statement nikalwai last 4 months ki. To us mein koi 9 double entries niklein :) yani mein ne money one time draw ki aur entries double :) Aur yeh silsila pata nahi kub se chal raha he mere saath aur mujay pata bhi nahi, cuz i was careless in remembering my balance

          I don't know ke mein ne koon koon si ATM machine use ki, is liye mein un paisoon ka claim nahi ker sakta jo ke more than 1 lakh he. Cuz, complaint lodge kerwatay huay aap ko sure hona chahiye ke koon se bank ki machine aap ne use ki.

          Aap loogon se meri yahi nasihat he ke aap loog bhi careful raha keejiye, jisay pata lag gaya aur jis ne in time claim ker lia aur jis ki kismat achi hui to usay paisay mil jate hein, warna yeh kaam bhi aik Fraud ki aik kism ke toor pe chal raha he :)
          ah bohat khuq hota hay app pakistanes ka baarayh may jaan kur



          jaya he,jaya he.jaya he.

          Comment


          • #35
            Re: Beware ATM user

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Kia keh rahi hein, mein aap ko goli maar ke aap ko bank mein jama kerwa doon. Nahi nahi, aisa muj se nahi ho ga :lpop:
            Allah kar app ko more noksaan ho372-haha

            Comment


            • #36
              Re: Beware ATM user

              Originally posted by rena_satyal View Post
              ah bohat khuq hota hay app pakistanes ka baarayh may jaan kur
              khuq kis bala ka naam hay.372-haha

              Comment


              • #37
                Re: Beware ATM user

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Salam,

                Hopefully sabi kheriyat se hoon ge.

                Aaj mein aap sub loogon ko especially un loogon ko aagah kerna chahta hoon jo ATM Card use kerte hein, ke ager aap ATM use kerte hein to apna balance periodically and even after each transaction check zaroor karein. 2 din pehlay mein ne phone pe apna balance check kia, kul mein ATM se money draw kerwanay gaya, to machine mein card daal ke password enter kia, desired amount pe click kia, per machine mein "your request is not being proceeded" type ki statement aa rahi thi. Mein ne 3, 4 ATM Machines pe try ki to yahi haal tha, shayad network sahi nahi tha. Last wali machine se bhi paisay draw nahi huay to mein ne aisay he balance check kia, to my astonishment it was less by 25000.

                I visited my bank manager aur us ne kaha ke aap ne aaj ATM machine se 10,000 ki 2 aur aik 5000 ki transaction ki he, but mein ne to yeh figures type ki thein, money draw nahi hui thi. Khair Bank manager ne mujay aaj Bank mein aa ke complaint lodge kerwanay ko kaha.

                Aaj jub mein complaint lodge kerwanay gaya to mere zehan mein khyaal aaya to mein ne Bank statement nikalwai last 4 months ki. To us mein koi 9 double entries niklein :) yani mein ne money one time draw ki aur entries double :) Aur yeh silsila pata nahi kub se chal raha he mere saath aur mujay pata bhi nahi, cuz i was careless in remembering my balance

                I don't know ke mein ne koon koon si ATM machine use ki, is liye mein un paisoon ka claim nahi ker sakta jo ke more than 1 lakh he. Cuz, complaint lodge kerwatay huay aap ko sure hona chahiye ke koon se bank ki machine aap ne use ki.

                Aap loogon se meri yahi nasihat he ke aap loog bhi careful raha keejiye, jisay pata lag gaya aur jis ne in time claim ker lia aur jis ki kismat achi hui to usay paisay mil jate hein, warna yeh kaam bhi aik Fraud ki aik kism ke toor pe chal raha he :)
                372-haha TERE TO LAG GAYE WAAT.....372-haha

                Comment


                • #38
                  Re: Beware ATM user

                  Originally posted by rena_satyal View Post
                  ah bohat khuq hota hay app pakistanes ka baarayh may jaan kur
                  Shuker he ke hamaray mulk mein apnay Buchay baichnay wali mandi nahi lagti :)
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Beware ATM user

                    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
                    Allah kar app ko more noksaan ho372-haha
                    Tumhari baatein achi nahi hotein, is liye mujay lagta he ke tumhara moun bhi acha nahi ho ga :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Beware ATM user

                      Originally posted by wajid hanif View Post
                      372-haha TERE TO LAG GAYE WAAT.....372-haha

                      fiker na karo, 25000 ka claim aa lene do, phir pichlay sub khatay putup kerwaon ga
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Beware ATM user

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        fiker na karo, 25000 ka claim aa lene do, phir pichlay sub khatay putup kerwaon ga
                        WO JAB MILAY GA TUM ASE KAHO GE.. WO KIA DAYS THAY JAWANI AB TO BS 100 SAY ZARA UPER HOON372-haha

                        Comment


                        • #42
                          Re: Beware ATM user

                          Originally posted by wajid hanif View Post
                          WO JAB MILAY GA TUM ASE KAHO GE.. WO KIA DAYS THAY JAWANI AB TO BS 100 SAY ZARA UPER HOON372-haha
                          me ka morale high rakh oyeeeeeee
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Beware ATM user

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Salam,

                            Hopefully sabi kheriyat se hoon ge.

                            Aaj mein aap sub loogon ko especially un loogon ko aagah kerna chahta hoon jo ATM Card use kerte hein, ke ager aap ATM use kerte hein to apna balance periodically and even after each transaction check zaroor karein. 2 din pehlay mein ne phone pe apna balance check kia, kul mein ATM se money draw kerwanay gaya, to machine mein card daal ke password enter kia, desired amount pe click kia, per machine mein "your request is not being proceeded" type ki statement aa rahi thi. Mein ne 3, 4 ATM Machines pe try ki to yahi haal tha, shayad network sahi nahi tha. Last wali machine se bhi paisay draw nahi huay to mein ne aisay he balance check kia, to my astonishment it was less by 25000.

                            I visited my bank manager aur us ne kaha ke aap ne aaj ATM machine se 10,000 ki 2 aur aik 5000 ki transaction ki he, but mein ne to yeh figures type ki thein, money draw nahi hui thi. Khair Bank manager ne mujay aaj Bank mein aa ke complaint lodge kerwanay ko kaha.

                            Aaj jub mein complaint lodge kerwanay gaya to mere zehan mein khyaal aaya to mein ne Bank statement nikalwai last 4 months ki. To us mein koi 9 double entries niklein :) yani mein ne money one time draw ki aur entries double :) Aur yeh silsila pata nahi kub se chal raha he mere saath aur mujay pata bhi nahi, cuz i was careless in remembering my balance

                            I don't know ke mein ne koon koon si ATM machine use ki, is liye mein un paisoon ka claim nahi ker sakta jo ke more than 1 lakh he. Cuz, complaint lodge kerwatay huay aap ko sure hona chahiye ke koon se bank ki machine aap ne use ki.

                            Aap loogon se meri yahi nasihat he ke aap loog bhi careful raha keejiye, jisay pata lag gaya aur jis ne in time claim ker lia aur jis ki kismat achi hui to usay paisay mil jate hein, warna yeh kaam bhi aik Fraud ki aik kism ke toor pe chal raha he :)
                            walaikum salam
                            aww kitna bura hua .....
                            aap ko koi letters nahi apney bank ki taraf sey?? like money withdrawal aur in sab key``??
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #44
                              Re: Beware ATM user

                              Originally posted by Xenya View Post
                              walaikum salam
                              aww kitna bura hua .....
                              aap ko koi letters nahi apney bank ki taraf sey?? like money withdrawal aur in sab key``??
                              mein ne May se bank statement nikalwai, to us mein bhi kafi double entries thein, yaani 5-10 minute mein 2 entries, halanke mein ne aik bar money draw kerwai...pehlay mera recent case 25000 ka solve ho jaye, phir puray year ki statement nikalwa ke us ko check karon ga aur dekhon ga ke mera bank meri kia help ker sakta he
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Beware ATM user

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tumhari baatein achi nahi hotein, is liye mujay lagta he ke tumhara moun bhi acha nahi ho ga :lpop:

                                372-scare tu far muje ik makeup kit hi lay do

                                Comment

                                Working...
                                X