Salam,
Hopefully sabi kheriyat se hoon ge.
Aaj mein aap sub loogon ko especially un loogon ko aagah kerna chahta hoon jo ATM Card use kerte hein, ke ager aap ATM use kerte hein to apna balance periodically and even after each transaction check zaroor karein. 2 din pehlay mein ne phone pe apna balance check kia, kul mein ATM se money draw kerwanay gaya, to machine mein card daal ke password enter kia, desired amount pe click kia, per machine mein "your request is not being proceeded" type ki statement aa rahi thi. Mein ne 3, 4 ATM Machines pe try ki to yahi haal tha, shayad network sahi nahi tha. Last wali machine se bhi paisay draw nahi huay to mein ne aisay he balance check kia, to my astonishment it was less by 25000.
I visited my bank manager aur us ne kaha ke aap ne aaj ATM machine se 10,000 ki 2 aur aik 5000 ki transaction ki he, but mein ne to yeh figures type ki thein, money draw nahi hui thi. Khair Bank manager ne mujay aaj Bank mein aa ke complaint lodge kerwanay ko kaha.
Aaj jub mein complaint lodge kerwanay gaya to mere zehan mein khyaal aaya to mein ne Bank statement nikalwai last 4 months ki. To us mein koi 9 double entries niklein :) yani mein ne money one time draw ki aur entries double :) Aur yeh silsila pata nahi kub se chal raha he mere saath aur mujay pata bhi nahi, cuz i was careless in remembering my balance
I don't know ke mein ne koon koon si ATM machine use ki, is liye mein un paisoon ka claim nahi ker sakta jo ke more than 1 lakh he. Cuz, complaint lodge kerwatay huay aap ko sure hona chahiye ke koon se bank ki machine aap ne use ki.
Aap loogon se meri yahi nasihat he ke aap loog bhi careful raha keejiye, jisay pata lag gaya aur jis ne in time claim ker lia aur jis ki kismat achi hui to usay paisay mil jate hein, warna yeh kaam bhi aik Fraud ki aik kism ke toor pe chal raha he :)

Comment