Aslamoalikum:salam:
aik baat puchni thi sab se,ager koi ap ko tanz kare ya ap k bare me koi jhooti bat kare to ap kia karte hen?khamosh rehte hen ya mooh tor jawab dete hen?me ne aksar dekha he k ager koi mooh tor jawab de to us ko batameez khayal kia jata he or ager koi sharaft se khamoshi ikhteyar kar le to us ko buzdali samjh kar phir jab chahe us ko takhta-e-mashk banaya ja sakta he?ap is bare me kia kehte hen?:mm:

Comment