Originally posted by Nokia_Afridi
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
SHADI ka ley Choice
Collapse
X
-
Re: SHADI ka ley Choice
-
Re: SHADI ka ley Choice
Originally posted by BUS U HE View Postnokia bhai urdu may dubbing ker day iski372-haha
shaadi apni marzi say he karoo..lakin waldain ka be kuch haq hota hai..woh hamain paal pos ker bara kartay hain hamaray liye bohut saray problem be face kartay hain is liye hamain zaib nahi daita k hum aik aise insaan k liye apnay maa baap chor day jis ko sirf hum chand arsy say jantay hoo..pyaaar mohabbat apni jagha lakin waldain ka ihtraam apni jagha aisy problem hal ho saktay hain agar apko apni baat manwane ka tareeka ata ho baat cheet say behs say ......yah phir deal ker k372-haha
Nokia bro baat ye hai k ye problem bohat sangeen hai....agr aap apni pasand say kr b lety ho to yaqeen kro aap khush nahi raho gay agr aap k parents raazi nahi hain....or aap khush nahi hon gay to wo lrki b khush nahi r eh saky gi...aap b dukhi wo lrki b or aap k parents b....
lakin agr aap apny parents ki baat maan lety hain to zahir hai aap ko or us lrki ko dukh to hoga lakin aahista aahista sb theek ho jaye ga...kion k parents apny bachon k liye hamesha acha hi sochty hain...
main is baat k b khilaaf hoon k parents love marriage k khilaaf kion hoty hain...
Leave a comment:
-
Re: SHADI ka ley Choice
Originally posted by BUS U HE View Postnokia bhai urdu may dubbing ker day iski372-haha
shaadi apni marzi say he karoo..lakin waldain ka be kuch haq hota hai..woh hamain paal pos ker bara kartay hain hamaray liye bohut saray problem be face kartay hain is liye hamain zaib nahi daita k hum aik aise insaan k liye apnay maa baap chor day jis ko sirf hum chand arsy say jantay hoo..pyaaar mohabbat apni jagha lakin waldain ka ihtraam apni jagha aisy problem hal ho saktay hain agar apko apni baat manwane ka tareeka ata ho baat cheet say behs say ......yah phir deal ker k372-haha
Sahafi ban chuka ha Har ak Tarekay sa Bat chet kya laken
Ab yahi tu masla apna choice tu dhoor ka bad
MA YA BAP KA manlay ?.............
Aor ya nehi kehna ka 2 dohono ka yes kardu shadi ka ley
ya Boldeya Kya sunna para app ko nehi sunata ..........haha
Leave a comment:
-
Re: SHADI ka ley Choice
Originally posted by Nokia_Afridi View PostAsslam-0-Alaykum res Pg Member umed ha sab khyrat sa hogay
Ager MA AOR WALID SAHIB na alag alag REshta daka aor
dono ya Dailoge apnay batay ko Ankhay nekal nekal kar marhay hu
ka Maray Reshtay sa shadi nehi keya tu Naraz hojagey umer bar
aor Walid Shaib ager maray choice sa na keya tu Ghar cho dunga...
Bech ma Margaya BATA ............Kya Karna har plz Serios lana ha Topic
ku Manta hu ka Gup shup Corner ma ha laken...........ok
shaadi apni marzi say he karoo..lakin waldain ka be kuch haq hota hai..woh hamain paal pos ker bara kartay hain hamaray liye bohut saray problem be face kartay hain is liye hamain zaib nahi daita k hum aik aise insaan k liye apnay maa baap chor day jis ko sirf hum chand arsy say jantay hoo..pyaaar mohabbat apni jagha lakin waldain ka ihtraam apni jagha aisy problem hal ho saktay hain agar apko apni baat manwane ka tareeka ata ho baat cheet say behs say ......yah phir deal ker k372-haha
Leave a comment:
-
Re: SHADI ka ley Choice
ya PAKISTANAY HAR AK LUKMAN HAKIM BANTA HA ;)
Aray yar maray hi jasay NAIK INSAN ha
ab karna kya hoga ? wo batay ya plzz
Leave a comment:
-
Re: SHADI ka ley Choice
W salam
lgta hai aap k saath ye problem ho ga e hai....:-?
Leave a comment:
-
SHADI ka ley Choice
Asslam-0-Alaykum res Pg Member umed ha sab khyrat sa hogay
Ager MA AOR WALID SAHIB na alag alag REshta daka aor
dono ya Dailoge apnay batay ko Ankhay nekal nekal kar marhay hu
ka Maray Reshtay sa shadi nehi keya tu Naraz hojagey umer bar
aor Walid Shaib ager maray choice sa na keya tu Ghar cho dunga...
Bech ma Margaya BATA ............Kya Karna har plz Serios lana ha Topic
ku Manta hu ka Gup shup Corner ma ha laken...........okTags: None
Leave a comment: