Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

SHADI ka ley Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: SHADI ka ley Choice

    Originally posted by BUS U HE View Post
    hello nokia 3310 kaha chalay gayee kahin bhaga ker tou nahi lay gaye372-haha
    ARay Yar bagna ka rasta bi nehi............

    tu per Kya socha ? kuch khali Demah ma aya > :D:

    Comment

    • #32
      Re: SHADI ka ley Choice

      Originally posted by Nokia_Afridi View Post
      Asslam-0-Alaykum res Pg Member umed ha sab khyrat sa hogay

      Ager MA AOR WALID SAHIB na alag alag REshta daka aor

      dono ya Dailoge apnay batay ko Ankhay nekal nekal kar marhay hu

      ka Maray Reshtay sa shadi nehi keya tu Naraz hojagey umer bar

      aor Walid Shaib ager maray choice sa na keya tu Ghar cho dunga...

      Bech ma Margaya BATA ............Kya Karna har plz Serios lana ha Topic

      ku Manta hu ka Gup shup Corner ma ha laken...........ok
      Wa Alaikum Aslam

      Nokia bro, shadi sirf maan baap ki merzi se ki jaye aur apni merzi shamil na ho aisi shadi kerne se shadi na kerni behtar he.

      Sub se achi baat to yeh he ke shadi apni aur waldeen ki merzi se ho, aur kisi ko is pe aitraaz na ho.

      Ager aisa nahi he to Apni merzi se shadi ker lo aur phir waldein ko mana lo :khi:
      :thmbup:

      Comment

      • #33

        chalo g Nokia paa g aik baat ki bhi samajh nahi aa rahi k app nay ki likhaa hay:pagal::pagal:ab tera kia ho gaaaaaaaaa Nokiaaaaaaa372-haha
        shadi to krni he pary ge jis ki mrzi say mrzi karo372-haha

        Comment

        • #34
          Re: SHADI ka ley Choice

          Originally posted by BUS U HE View Post
          nokia bhai urdu may dubbing ker day iski372-haha
          App he kr do na dubbing us k liay itna bhi nahi kr sakty372-haha372-haha372-haha
          Originally posted by Nokia_Afridi View Post
          Abay DAKKAN
          372-haha

          Comment

          • #35
            Re: SHADI ka ley Choice

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam

            Nokia bro, shadi sirf maan baap ki merzi se ki jaye aur apni merzi shamil na ho aisi shadi kerne se shadi na kerni behtar he.

            Sub se achi baat to yeh he ke shadi apni aur waldeen ki merzi se ho, aur kisi ko is pe aitraaz na ho.

            Ager aisa nahi he to Apni merzi se shadi ker lo aur phir waldein ko mana lo :khi:
            khhmmm kkhhhmmmm itni samajhdari ki batain kaha say sekhee hain?:mm:
            mainy to app ko abhi tk aisi koi baat nahi sikhai :hehe:

            Comment

            • #36
              Re: SHADI ka ley Choice

              Originally posted by BUS U HE View Post
              hello nokia 3310 kaha chalay gayee kahin bhaga ker tou nahi lay gaye372-haha
              372-haha372-haha
              pata karo jaldi say372-haha

              Comment

              • #37
                Re: SHADI ka ley Choice

                Originally posted by jia View Post
                khhmmm kkhhhmmmm itni samajhdari ki batain kaha say sekhee hain?:mm:
                mainy to app ko abhi tk aisi koi baat nahi sikhai :hehe:
                Pus sabit hua ke tum musalsal nalaiq ho aur tum koi bhi achi baat sikhanay se kasir ho 372-haha
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X