Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

    Originally posted by BUS U HE View Post
    mujhay khushi hai k u ne meray sab sabq yaad rakhay hain:D
    :D ab bhaago yahan say
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment

    • #17
      Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

      Originally posted by lucky View Post
      :D ab bhaago yahan say
      yeh sab ko bhagaya mat karo akeli reh jao ghee:Dphir gawachi cow ki tarha akelay he ider uder takray marti phiro ghee372-haha

      Comment

      • #18
        Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

        Originally posted by BUS U HE View Post
        yeh sab ko bhagaya mat karo akeli reh jao ghee:Dphir gawachi cow ki tarha akelay he ider uder takray marti phiro ghee372-haha
        oye chal oye...ab mujh say maar na khaa lena
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment

        • #19
          Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Gift dete waqt sirf apni he hesiyat nahi dekhni chahiye aglay ki hesiyat bhi dekhni chahiye, aisa na ho ke wo gift ko mazaak samaj le :khi:Ub aap Sadar-e-Pakistan ko gift dein ge to usay Charlie ki perfume nahi de saktay :khi:Is tarah ager aap bohat ameer hein to aap kisi ghareeb ke betay ki B/day pe Mercedeze nahi dein ge 372-haha
          Agar to sadar Musharraf hai to ussey Asif Zardari ya Nawaz Shareef ki Autobiography deni chahiyey 372-haha

          @topic:

          Tohfa hamesha woh hota hai jo deney waley ki pasand hai!! Tohfa material ka nahin hota, balkeh khaloos ka hota hai - khaloos ho to murjhaey huwey phool bhi qeemati tohfa hotey hain, jahan khaloos na ho wahan per EshaPhant key wazan key braber sona bhi koi hasiyat nahin rakhta - so haisiyat apni ho ya doosrey ki - koi maaney nahin rakhti - sab sey aham baat khaloos hota hai :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

            Originally posted by Champion_Pakistani View Post
            apni heseyat kay mutabiq.per agher gift muje dena hai tu pher koi acha sa hona chahiye
            humen moqah mlah tu hum app ko 7up deen gay qayon kay yahi app jesi haiy

            Comment

            • #21
              Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

              Originally posted by Masood View Post

              @topic:

              Tohfa hamesha woh hota hai jo deney waley ki pasand hai!! Tohfa material ka nahin hota, balkeh khaloos ka hota hai - khaloos ho to murjhaey huwey phool bhi qeemati tohfa hotey hain, jahan khaloos na ho wahan per EshaPhant key wazan key braber sona bhi koi hasiyat nahin rakhta - so haisiyat apni ho ya doosrey ki - koi maaney nahin rakhti - sab sey aham baat khaloos hota hai :)
              app nay thik kaha hay per meray ray yeh hay agher tohfa app ko dena ho tu app ka moo dekh kar dena chahiye kahin ye na ho kay app ko tohfa paseend na aayee app ka moo ban jayee

              Comment

              • #22
                Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                Wassalaam
                Gifts apni haiseeyat aur jahan tak ho sake saamne waale ki pasand ko dekhkar dena chahiye. Par baaz martaba aise mauke aate hai, jab apni haiseeyat se badhkar gift dena padhta hai...
                :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                Comment

                • #23
                  Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                  Apni h3siyat d3kh k3 :) chadar d3kh k3 pyon philan3 chay3in :)
                  w3s3 bi gift m3i h3siyat manii nai rakhti..d3n3 wal3 ka pyaaar ziadah maani rakhta hai...

                  Comment

                  • #24
                    Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                    apni hesiat na dekho tou b khasaray me raho ge,agle ki hesiat na dekho tou...b baat bigrrne ka khadsha hai,..depend krta hai... recipient.yani gft lene wala koun hai,...formality poori krni hai ya...haqeeqtan apni mohabbat aur khaloos ka uzhar..yani k aap k taluq ki noyyiyat kiya hai,,,,wesay me zuda tr zoq dekh kr gft deti hun...zoq k mutabiq gft ho tou shayd...hesiat dekhne ki itni zaroorat na prre na apne na doosre ki.
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #25
                      Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                      Originally posted by Masood View Post
                      Agar to sadar Musharraf hai to ussey Asif Zardari ya Nawaz Shareef ki Autobiography deni chahiyey 372-haha

                      @topic:

                      Tohfa hamesha woh hota hai jo deney waley ki pasand hai!! Tohfa material ka nahin hota, balkeh khaloos ka hota hai - khaloos ho to murjhaey huwey phool bhi qeemati tohfa hotey hain, jahan khaloos na ho wahan per EshaPhant key wazan key braber sona bhi koi hasiyat nahin rakhta - so haisiyat apni ho ya doosrey ki - koi maaney nahin rakhti - sab sey aham baat khaloos hota hai :)
                      pher theek hai banda khaloos hi send kar day dosray gift ki kia zarorat hai :kr:

                      yeh batian is zamnay main nahi chaltein :)
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        pher theek hai banda khaloos hi send kar day dosray gift ki kia zarorat hai :kr:

                        yeh batian is zamnay main nahi chaltein :)
                        YEHI BATEEN HAR ZAMANAY MAIN CHALTI HAIN AKHIR AAP APNI BAYWAQOOFI MAN KION NAHEEN LAYTEEN
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #27
                          Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                          gift apni hesiyat k mutabiq hee dena chahiey ..ab ye to honay se raha k aap ki kisi bht ameer se dosti ho to ghar ka saaman bech k khud footpath per bayth jaen aur usay us ki hesiyat k mutabiq gift de dein bs ...

                          jahan mohabbatein , apnaeeyat hoty hay wahan gift lenay wala ye bhi understand kerta hay k mujhey gift denay walay ki hesiyat itni nahin so apni hesiyt k mutabiq us nay jitna diya wo bht behtareen hay..................aur jo ye nahin samjhta us nay rishtay naton may hiras , laalach rakhi hay aissay rishtay natay kabhi paedaar bhi nahin hotay :)

                          so un k liey klhud ko mushkil may daalnay ki zarurat nahin
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

                            :salam::thmbup::thmbup::thmbup::phool:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #29
                              Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              :salam::thmbup::thmbup::thmbup::phool:
                              Thankoo:blush:
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                Thankoo:blush:
                                oh chal rehan de hun jo baat main nay intihaai mukhtasar tareen payraay main kahi thi wohi u nay tafseel se bayan kardi . . .
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X