Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

    assalamalikum
    aksar gift deytay waqat banda yeh suchta hai kay flan cheez doun ya flan ..woh banda yeh cheez pasand karta bhi hai ya nahi ...kuch loog apni heseyat kay mutabiq gift deytay hain ..kuch samnay wali ki heseyat deekh kay gift deytay hain ...

    so sab say best kia hai aap kay nazdeek ?:D:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

    apni hesiat k mutabiq

    Comment

    • #3
      Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

      apni hesiat k mutabiq say BAGI BAAD MAY

      Comment

      • #4
        Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

        mery khyaal mein to apni haseeat dekh kr he kuch bhe karna chahiy....kha kisi ko gift he dyna hoo.............

        Comment

        • #5
          Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

          apni heseyat kay mutabiq.per agher gift muje dena hai tu pher koi acha sa hona chahiye

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

          Comment

          • #6
            Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

            Originally posted by Aanchal View Post
            assalamalikum
            aksar gift deytay waqat banda yeh suchta hai kay flan cheez doun ya flan ..woh banda yeh cheez pasand karta bhi hai ya nahi ...kuch loog apni heseyat kay mutabiq gift deytay hain ..kuch samnay wali ki heseyat deekh kay gift deytay hain ...

            so sab say best kia hai aap kay nazdeek ?:D:
            Gift dete waqt sirf apni he hesiyat nahi dekhni chahiye aglay ki hesiyat bhi dekhni chahiye, aisa na ho ke wo gift ko mazaak samaj le :khi:Ub aap Sadar-e-Pakistan ko gift dein ge to usay Charlie ki perfume nahi de saktay :khi:Is tarah ager aap bohat ameer hein to aap kisi ghareeb ke betay ki B/day pe Mercedeze nahi dein ge 372-haha
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Gift dete waqt sirf apni he hesiyat nahi dekhni chahiye aglay ki hesiyat bhi dekhni chahiye, aisa na ho ke wo gift ko mazaak samaj le :khi:Ub aap Sadar-e-Pakistan ko gift dein ge to usay Charlie ki perfume nahi de saktay :khi:Is tarah ager aap bohat ameer hein to aap kisi ghareeb ke betay ki B/day pe Mercedeze nahi dein ge 372-haha
              yani 50/50 :D:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                apni haseyat dekh kar Gift dena chahyia..
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment

                • #9
                  Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  assalamalikum
                  aksar gift deytay waqat banda yeh suchta hai kay flan cheez doun ya flan ..woh banda yeh cheez pasand karta bhi hai ya nahi ...kuch loog apni heseyat kay mutabiq gift deytay hain ..kuch samnay wali ki heseyat deekh kay gift deytay hain ...

                  so sab say best kia hai aap kay nazdeek ?:D:
                  gift gift hota hay us main hasiyat ka koi kaam naheen . . . .
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10

                    Originally posted by aabi2cool View Post

                    hota hai kaam heseyat ka
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      assalamalikum
                      aksar gift deytay waqat banda yeh suchta hai kay flan cheez doun ya flan ..woh banda yeh cheez pasand karta bhi hai ya nahi ...kuch loog apni heseyat kay mutabiq gift deytay hain ..kuch samnay wali ki heseyat deekh kay gift deytay hain ...

                      so sab say best kia hai aap kay nazdeek ?:D:
                      mashwara sab say laina chahiye lakin marzi apni he karni chahiye aur gift daine say pehlay aglay banday ki pasand aur na pasand ko be mad-e-nazar rakhna chahiye:D

                      Comment

                      • #12
                        Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        hota hai kaam heseyat ka
                        oh bibi naheeen hota gift ka taluq serf khaloos se hota hay
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          assalamalikum
                          aksar gift deytay waqat banda yeh suchta hai kay flan cheez doun ya flan ..woh banda yeh cheez pasand karta bhi hai ya nahi ...kuch loog apni heseyat kay mutabiq gift deytay hain ..kuch samnay wali ki heseyat deekh kay gift deytay hain ...

                          so sab say best kia hai aap kay nazdeek ?:D:
                          Waalikumaslam

                          her koi jisy b gift dena chahy wo us ka gift nahi pyaar hota hai...to hamari koshish hoti hai k wo gift dia jaye jo usy pasand ho or wo gift daikh kr khush ho...to us insaan ki wo khushi us gift say b zyada qeemti hoti hai jo hum usy dety hain....na hesiat apni dekhi jaati hai na us ki jisy hum gift dena chahty hain:)
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment

                          • #14
                            Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            oh bibi naheeen hota gift ka taluq serf khaloos se hota hay
                            :thmbup::clap:
                            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                            Comment

                            • #15
                              Re: gift apni heseyat deekh kay deena chaye ya dosray ki ?

                              Originally posted by lucky View Post
                              Waalikumaslam

                              her koi jisy b gift dena chahy wo us ka gift nahi pyaar hota hai...to hamari koshish hoti hai k wo gift dia jaye jo usy pasand ho or wo gift daikh kr khush ho...to us insaan ki wo khushi us gift say b zyada qeemti hoti hai jo hum usy dety hain....na hesiat apni dekhi jaati hai na us ki jisy hum gift dena chahty hain:)
                              mujhay khushi hai k u ne meray sab sabq yaad rakhay hain:D

                              Comment

                              Working...
                              X