Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

. Yaqeen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • . Yaqeen

    AOA

    ap b sochte hai ya banda bra DHEET hai roz ak swal lay kay aa jata ha
    khairjo b samjay aj b main ap say swal pochne wala hon

    ap ko btana hai kay

    agar ap kisi say muhabbat karte hai aur wo ap ko kahta hia kay ap usay yqeen dilaye kay kiya ap us say sachi

    muhabbat karte hai .... yaani ap ko us shakhas ko yqeen dilana hai ya ap ka imthan hia

    ap us ko kaisay yqeen dilaye gay apni sachi chahat ka ????

    esi trah

    agar koe ap say muhabbat karta hia to ap kaisay pata karay gay ke us ki muhabbat sachi hai
    ya wo siraf dikhlawa hai ... ???

    see ya VIEWRS ap kay comment ka intzaar rahay ga

    jab b ap duwa kay liye hath othao to mujay zror yad rakhye ga

    kyon kay mera manna hai kay duwaye sab kuch bdal sakti hia

    KISMAT BI

    see ya :phool:

  • #2
    Re: . Yaqeen

    mien bolo ga k jub mein ne tum se kaha k tum katrena kaif jaisi lugti ho us waqt yakeen kur lia meri bat ka aur koi saboot nahi manga...aur abb jub keh raha ho k mein muhabbat kurta ho to abb yakeen nahi kur rahi...abb saboot mang rahi ho....yeh be-imani he...khulla taz'zaad he :hehe:

    Comment

    • #3
      Re: . Yaqeen

      Salaam there ...

      Sab se pehle mein yeh kehna cahaungi ke Muhabat ka izhaar karna bohut se logo ke liye behad mushkil hota hai .Jis ne iqrar-e-mohabat kiya yeh to sirf who khud hi janta hai ke aisa karne ke liye use kitni himmat chutani parhi ...
      Dusri baat aur jo apke sawal ka jawab bhi hai..Who yeh ke jo Ajj apki Mohabat ka yaqeen nahin kar raha .Who Kaal bhi nahin karega.Insaan ki mohabat uski ankoun se chalakti hai .Mohabat ki khusboo uski batoun se atti hai .Aur yeh mehsus kiye begair insaan reh hi nahin sakte.Mohabat aik aisi khusbu hai jo hamesha har suu pehlti hai.
      Isliye mohabat ka sacha ya jhottey hone ka sawal hi nahin paidha hota .Mohabat sirf mohabat hoti hai.Jo iska saboot mangta hai ,who mohabat jaise jazbe par yaqeen hi nahin rakhta ...

      Khudha Hafiz

      Comment

      • #4
        Re: . Yaqeen

        Originally posted by Kh@w@r View Post

        pir shru ho gya ..pir wohin story... sudhar jao..

        Comment

        • #5
          Re: . Yaqeen

          Originally posted by MSA View Post
          mien bolo ga k jub mein ne tum se kaha k tum katrena kaif jaisi lugti ho us waqt yakeen kur lia meri bat ka aur koi saboot nahi manga...aur abb jub keh raha ho k mein muhabbat kurta ho to abb yakeen nahi kur rahi...abb saboot mang rahi ho....yeh be-imani he...khulla taz'zaad he :hehe:

          agar wo kahay
          kay har larrka hi mujay katreena kaif kahta hiato kiya sab hi muj say sachi muhabbat karte hia ... bhai jaan ap koe aur doond lay kyon kay main katreena nai apni katreena kay paas jaaye ....
          HOOON RAAAM EEEE:khi:

          Comment

          • #6
            Re: . Yaqeen

            Originally posted by Maryam View Post
            Salaam there ...

            Sab se pehle mein yeh kehna cahaungi ke Muhabat ka izhaar karna bohut se logo ke liye behad mushkil hota hai .Jis ne iqrar-e-mohabat kiya yeh to sirf who khud hi janta hai ke aisa karne ke liye use kitni himmat chutani parhi ...
            Dusri baat aur jo apke sawal ka jawab bhi hai..Who yeh ke jo Ajj apki Mohabat ka yaqeen nahin kar raha .Who Kaal bhi nahin karega.Insaan ki mohabat uski ankoun se chalakti hai .Mohabat ki khusboo uski batoun se atti hai .Aur yeh mehsus kiye begair insaan reh hi nahin sakte.Mohabat aik aisi khusbu hai jo hamesha har suu pehlti hai.
            Isliye mohabat ka sacha ya jhottey hone ka sawal hi nahin paidha hota .Mohabat sirf mohabat hoti hai.Jo iska saboot mangta hai ,who mohabat jaise jazbe par yaqeen hi nahin rakhta ...

            Khudha Hafiz

            wa salam

            and also wel come to PG have a nice stay here :)
            ap jaantay ho kay zyada tar muhabbat jo real muhabbat hoti hia wo ak tarfa hoti hia .. yani doosre banday ko pta b na chalta kay us ko koe chahta hia ... etna chahta hia kay us chahat ka izhaarkarna b us kay liye mumkin nia ... aur esi waja say shayad wo usay kahne me dair ardeta hai aur jab waqat aata hai to bohat zyada dair ho choki hoti ha yaani yan to wo larki kisi aur say muhabbat karne lagti hai yan phir us ki shaadi ho jaati hia .... pare is me us bechari larki ka qsoor nai hota ... agar wo larka jo usay chahta hai usay bta deta to shayad bat kuch aur hoti .... par kahtay hai milta wohi hia jo jetna nseeb me hota hai ....

            any ways

            i agree with u
            muhabbat waqye pakeeza rishta hia
            par aj kal to is pakeeza jazbe ko bohat ghalit treeqay say use kiya jaa raha hai ...masoomlarkion ko apne pyaar kay jaal me pansa kay un kay jazbaat say khailna shaayd aj kal ka mashgla ban choka hia

            main siraf ya nai kahta kay is me qsoor larkon ka ha

            aj kal ki larkian b etni taiz hai kay wo b larkon kay sath siraf time paas hi karti hia aur agar koe un k sath sacha pyar karta hia to wo usay mzaq smaj kay un kay heart kay sath khalti hai na jaanay kyon

            esi liye maine pocha kay muhabbat ka izhaar kaisay kiya jaaye agar kiya jaaye aur usay yqeen hi na aaye jis say muhabbat ho to usay kaisay yqeen dilaye ???

            waiting ur answer thanks

            Comment

            • #7
              Re: . Yaqeen

              Originally posted by wajid hanif View Post
              pir shru ho gya ..pir wohin story... sudhar jao..

              ooye raam nal warna tumhe sodaar don ga

              Comment

              • #8
                Re: . Yaqeen

                lo g hum q yaken dilain gy
                yaken krna hai to kro warna
                hum kia kr skty hain
                and muhabat ka yaken dilana zrori nai hota

                Comment

                • #9
                  Re: . Yaqeen

                  Originally posted by sky angle View Post
                  lo g hum q yaken dilain gy
                  yaken krna hai to kro warna
                  hum kia kr skty hain
                  and muhabat ka yaken dilana zrori nai hota

                  main to us ki baat kar raha hon jis say insan muhabbat kare aur usay pta b na ho

                  to usya btana zrori to hota hia na

                  Comment

                  • #10
                    Re: . Yaqeen

                    Originally posted by Kh@w@r View Post
                    main to us ki baat kar raha hon jis say insan muhabbat kare aur usay pta b na ho

                    to usya btana zrori to hota hia na
                    pta nai:donno:

                    Comment

                    • #11
                      Re: . Yaqeen

                      Originally posted by sky angle View Post
                      pta nai:donno:

                      kyon tumne kabi muhabbat nai ki

                      Comment

                      • #12
                        Re: . Yaqeen

                        :lahoul:lahoul:lahoul
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: . Yaqeen

                          Wessay is baat ka jawab aamir achhay se de sakta hay ..jissay roz kahein na kahein mohabbat ho jatee hay :kr::kr::kr:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: . Yaqeen

                            Originally posted by Kh@w@r View Post
                            kyon tumne kabi muhabbat nai ki
                            nai

                            Comment

                            • #15
                              Re: . Yaqeen

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              Wessay is baat ka jawab aamir achhay se de sakta hay ..jissay roz kahein na kahein mohabbat ho jatee hay :kr::kr::kr:

                              waisay ya amir hai kaha 372-haha

                              Comment

                              Working...
                              X