Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wud u like to comment?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • wud u like to comment?

    aaj aik mag. perhtey huye mujhey ye do teen quotations barhi dilchasp lagien..
    deykhein aap kya kehtey hein

    *Behind every successful man there is a strange woman

    *Behind every successful woman ....there is a substantial amount of coffee



    *For most of history, annonymus was a woman


    *In politics if you want anything to have said, ask a man....and if you want anything to have done, ask a woman


    wat you say??
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: wud u like to comment?

    MEin Sirf 1st ka Jawab Doon ga :D

    Yeh Jumal Galat hai k Kamiyab Mard k Pechay Aik Aurat ka hath Hota Hai :D

    Aurat Nakam Mard ka Intikab he Nahe Kerti :D:D:D

    Comment


    • #3
      Re: wud u like to comment?

      I am not agreed with no. 1
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #4
        Re: wud u like to comment?

        Napolean Bonapart and Hitler were success personality without WOMAN
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: wud u like to comment?

          Originally posted by Spy009
          Napolean Bonapart and Hitler were success personality without WOMAN
          zarori to nahi hai kay woh aurat biwi hi hoo kisi ki ? ....maa,behan ya koi or rishta bhi to hoo sakta hai na......
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: wud u like to comment?

            nothing...................

            Comment


            • #7
              Re: wud u like to comment?

              Originally posted by Aanchal
              zarori to nahi hai kay woh aurat biwi hi hoo kisi ki ? ....maa,behan ya koi or rishta bhi to hoo sakta hai na......
              Dono maa ke shifqat se mahroom thay, aur dono ki koi bahan bhi nahin thi

              Napolean jab 8 saal ka tha jab unki maa mar gayi,

              Hitler ke baap ne unki maa ko divorce de diya, Hitler 13 saal ki umr mein Africa mein jaa kar Poscard pe stamp laganey kaa kaam shuru kiya
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #8
                Re: wud u like to comment?

                :rose accha subject hai bahot kuch likha jasakta hai.
                lekin main bhi is se muttafiq nahin,chand gine chune logon ki tashheer se ye sabi nahin
                kiya jasakta ki har kamyab mard...............
                kamyaabi insan apni mehnat ,taqdeer aur apnon ki doaaon se hasil karta hai.

                Comment


                • #9
                  Re: wud u like to comment?

                  Originally posted by riyaz
                  :rose accha subject hai bahot kuch likha jasakta hai.
                  lekin main bhi is se muttafiq nahin,chand gine chune logon ki tashheer se ye sabi nahin
                  kiya jasakta ki har kamyab mard...............
                  kamyaabi insan apni mehnat ,taqdeer aur apnon ki doaaon se hasil karta hai.


                  ok

                  In apno mey us bandey ki Maa, sis ya phir wife ho sakti hai na?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: wud u like to comment?

                    Originally posted by Spy009
                    Napolean Bonapart and Hitler were success personality without WOMAN
                    chalien Napolean ko aik sider per rakhtey hein abhi ..magar ye HItler aap ko kaisey aur kyoon kaamyab nazar aa raha hai :thinking

                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: wud u like to comment?

                      kamayabi iradon aur musalsal jidohad say milti hai.... bahut kam log hain jin kay peechay kamyabi mein aurat ka haath hota hai....

                      Comment


                      • #12
                        Re: wud u like to comment?

                        Originally posted by barg.e.gul
                        chalien Napolean ko aik sider per rakhtey hein abhi ..magar ye HItler aap ko kaisey aur kyoon kaamyab nazar aa raha hai :thinking

                        Adolf Hitler wo shaksh tha jiske baghair koi bhi history mukammal nahin, log ussey tyranny and dictator tasavvar kartey hain chahey achha ho yaa bura unke baghair history nahin. Hitler higher secondary tak qualified ek maamooli sa sipahi ban kar kisi mulk ka Chancellor and president ban jaana, 2nd world war kara dena yeh koi kam mamooli baat nahin hai.

                        Aurat ka ye role raha unke life mein ke jis din unki shaadi huwi thik agle din unhone suicide kar liya.

                        Actual mein aaj kai mulkon ko Hitler ke jaisa neta chahiye.

                        Aap ne jab aage ke bahas chedi hai to aur bhi naam hain Hindustan ke President (Chairman of ISRO) A.P.J. Abulkalam baghair aurat ke kaamkyaab insaan hai.

                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment


                        • #13
                          Re: wud u like to comment?

                          Originally posted by Spy009
                          Adolf Hitler wo shaksh tha jiske baghair koi bhi history mukammal nahin, log ussey tyranny and dictator tasavvar kartey hain chahey achha ho yaa bura unke baghair history nahin. Hitler higher secondary tak qualified ek maamooli sa sipahi ban kar kisi mulk ka Chancellor and president ban jaana, 2nd world war kara dena yeh koi kam mamooli baat nahin hai.
                          WWI us ney aik aam sepahi key taur per lerhi aur phir sirf kuch saalon mey wo kahan sey kahan phaunch gaya, wo ziada apni tricks hi isteymaal mey lata tha....

                          anyways hitler ki history sabhi ko maloom ho gi
                          Originally posted by Spy009

                          Aurat ka ye role raha unke life mein ke jis din unki shaadi huwi thik agle din unhone suicide kar liya.
                          :lol

                          suicide ki waja jang mey haar thi aur hitler russian army ka qaidi nahi banna chahta tha...wo aik racist tha phir kaisey wo apni haar tasleem ker leyta... us ney apni wife Eva ko bhi poison diya, in ki bodies tak baad mey jala di gai thien, goya wo apni aik cheez bhi kisi key hath nahi lagney deyna chahta tha...aur us key close staff members sabhi ney suicide kiya tha, ye us key nazdeek brave logon ka kaam tha ....

                          Originally posted by Spy009

                          Actual mein aaj kai mulkon ko Hitler ke jaisa neta chahiye.
                          :na:
                          Originally posted by Spy009

                          Aap ne jab aage ke bahas chedi hai to aur bhi naam hain Hindustan ke President (Chairman of ISRO) A.P.J. Abulkalam baghair aurat ke kaamkyaab insaan hai.
                          Mard baghair aurat ke kaamyaab insaan hota hai. Haan 100 mein se koi 1% ho to deegar baat hai.
                          mey aap per ye impose to nahi ker rahi, her shaks key point of views diff. hotey hein :thmbup:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: wud u like to comment?

                            PEGHAM KEY PEECHEY AANCHAL HAI :lol :lol :lol
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: wud u like to comment?

                              meri kamyabi k peechai aik nhi 2 awrtoun ka hath hai or woh 2 mai aik hai meri pyari ammi or dusri pyari dost

                              Comment

                              Working...
                              X