Asalamoalikum :)
bohat din baad aei hun or ate hi apse aik sawal poochna chah rahi hun last days mujhe hospital jane ka itefaq hua wahan thelisimia k marizon se jin me kids the mulaqat hui,in bachon ko sari umar hi khoon ki zarurat rehti he or jis tarah ye bache zindagi ki jang larte hen dekh kar mujhe dukh bhi hua k kitne piyare piyare bache kitne khofnak marz me mubtila hen or un ki himat or hosle par herat bhi hui k kese Allah ne un ko himat or hosla ata farmaya he.
ap se ye poochna he k kia ap blood donor hen?thelisimia k elawa bhi logon ko blood ki zarurat parti he to kia kabhi ap ne kisi ko blood dia?har sehet mand insan 6 months k baad blood donate kar sakta he.or aik khoon ki bottel kisi ki zindagi bacha sakti he.

Comment