Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yeh hay humara media???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Yeh hay humara media???

    Asalaam-o-alikum doston,

    Aaj dophair say Geo, Indus, Samaa aur deegar channels par yeh khabar teezi say phal gie keh Ahmed Faraz(one of the finest poets of Pakistan) ka intiqaal ho gia hay. Sab nay magfirat ki duaan bhi parh lein aur mashoor logoon say interview bhi ho giay iss baray mein. Phir shaam ko meinnay TV khola to pata chala keh yeh ghalat khabar hay, Ahmed Faraz ki halat kharaab zaror hay lekin inn ka intiqaal nahi hua, mujhay jo baat bohat buri lagi woh aik news alert thi joo keh Geo nay sab say pehlay shaaya ki, aur woh yeh thi keh "yeh ghalat khabar humain aik humaray national channel(P.T.V) nay dee thi" . Meinnay kabhi bhi Geo ko yeh kehtay huay nahi suna keh falaan achi khabar hum PTV kay tawun say dekha rahay hain too phir yeh buri khabar mein aesa keon???? :fuming:

  • #2
    Re: Yeh hay humara media???

    waalaikuamsalam
    awwww....koi baat nahi...:tasali: ho jaati hai ghaltyaan... apne channels ko best or sub se fast channel sabit karne ke chakar mein akser media waale khabr ki tasdeeq nahi karte... or jub pata chal jaye ke khaabr ghalat thi asal baat kuch or hai ya sire se aisa kuch hai hi nahi tu dosre channels per ya apne sources per ilzam lagane mein der bhi nahi karte...

    Allah un shaiar (Ahamd faraz) ko beemari se shifa de aameen:rose
    Last edited by ummid; 17 July 2008, 14:48.

    Comment

    • #3
      Re: Yeh hay humara media???

      Originally posted by designer4u View Post

      w/ salam

      zahir se bat ha ka wo apna chanel ko best sabit karna k lea aur dusroon ko ghalat sabit karna k lea asa karta haan

      lakin es bat sa too un ke apni repotation ma fariq para ha ka wo khaber kesi dusray chanel sa latay haan aur kabi kabi jaldi ma wo ya be nahi cheque karta ka ya sai ha ya ghalat...:donno:
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Yeh hay humara media???

        Originally posted by ummid View Post
        waalaikuamsalam
        awwww....koi baat nahi...:tasali: ho jaati hai ghaltyaan... apne channels ko best or sub se fast channel sabit karne ke chakar mein akser media waale khabr ki tasdeeq nahi karte... or jub pata chal jaye ke khaabr ghalat thi asal baat kuch or hai ya sire se aisa kuch hai hi nahi tu dosre channels per ya apne sources per ilzam lagane mein der bhi nahi karte...

        Allah un shaiar (Ahamd faraz) ko beemari se shifa de aameen:rose
        sum-aameen:rose
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Yeh hay humara media???

          Originally posted by designer4u View Post
          Asalaam-o-alikum doston,

          Aaj dophair say Geo, Indus, Samaa aur deegar channels par yeh khabar teezi say phal gie keh Ahmed Faraz(one of the finest poets of Pakistan) ka intiqaal ho gia hay. Sab nay magfirat ki duaan bhi parh lein aur mashoor logoon say interview bhi ho giay iss baray mein. Phir shaam ko meinnay TV khola to pata chala keh yeh ghalat khabar hay, Ahmed Faraz ki halat kharaab zaror hay lekin inn ka intiqaal nahi hua, mujhay jo baat bohat buri lagi woh aik news alert thi joo keh Geo nay sab say pehlay shaaya ki, aur woh yeh thi keh "yeh ghalat khabar humain aik humaray national channel(P.T.V) nay dee thi" . Meinnay kabhi bhi Geo ko yeh kehtay huay nahi suna keh falaan achi khabar hum PTV kay tawun say dekha rahay hain too phir yeh buri khabar mein aesa keon???? :fuming:
          Main nayy Geo parr daikhaa thaa kehh Ahmad Frazz sahibb kayy Baiittayy nayy iss Khabbarr koo Confirmm bhee kiaa thaaa,,but aap kehh rahhay hainn aissa nahee hoowwwww,,,too aakhirr howaa kiaa hai
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Yeh hay humara media???

            me ne to subho newspaper me parhi is ghalti ki dastaan

            Comment

            Working...
            X