Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Behas.....!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **Behas.....!!

    mairay khayaal say behes mai jhagra ziada aur maslay ka hal kam hota hai...
    mughe tu bilkul nahi pasand behes karna....
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: **Behas.....!!

      Originally posted by ummid View Post
      Asalamaalaikum...

      ummid hai aap sub kharyat se honge...:rose

      aik sawal...
      kya waqai behas karne se maslo'n ke hal mil jaate hain???:) kya dal'lein dene se, taweelein rakhne se raahein wazaih or roshan hojati hai?? kya waqai aisa hai??? :)
      Some Times Yes
      Some Times No

      Comment

      • #18
        Re: **Behas.....!!

        Originally posted by ummid View Post
        me ko aap ka reply accha laga... repu added...:thmbup:
        khush raho larke....:rose
        thank u ..:salam:

        Comment

        • #19
          Re: **Behas.....!!

          Originally posted by naveed iqbal View Post
          kabhi dekha nahain geya keh bahas se ksi masla ka hal nikla ho
          is k liye afham o tafheem ki zarurat hoti hay
          hmmm... sahi hai... anywayz thanx... :rose

          Originally posted by Wafa View Post
          mairay khayaal say behes mai jhagra ziada aur maslay ka hal kam hota hai...
          mughe tu bilkul nahi pasand behes karna....
          oye wafa... yara kahan ho... :( dosto ke liye waqt bhi nahi...
          you ka reply me ko maloom tha,... aap ho hi acchi bacchi... :rose

          Originally posted by Adnans View Post
          Some Times Yes
          Some Times No
          thanx for your reply...:rose

          Originally posted by MSA View Post
          thank u ..:salam:
          :rose

          Comment

          • #20
            Re: **Behas.....!!

            Originally posted by ummid View Post
            Asalamaalaikum...

            ummid hai aap sub kharyat se honge...:rose

            aik sawal...
            kya waqai behas karne se maslo'n ke hal mil jaate hain???:) kya dal'lein dene se, taweelein rakhne se raahein wazaih or roshan hojati hai?? kya waqai aisa hai??? :)
            kisi maslay ko hal karne k liye behas ki ja sakti hai.....aur behas karne say baad dafa kafi cheezoo ka ilm ho jata hai jo humko pehlay maloom nhi hoti:yy:
            waise mujhay tou behas karne ka bara maza ata hai:D

            Comment

            • #21
              Re: **Behas.....!!

              Originally posted by BUS U HE View Post
              kisi maslay ko hal karne k liye behas ki ja sakti hai.....aur behas karne say baad dafa kafi cheezoo ka ilm ho jata hai jo humko pehlay maloom nhi hoti:yy:
              waise mujhay tou behas karne ka bara maza ata hai:D
              LOl.. aap ko maza aata hai tu kisi roz sirf aap ke maze ke liye lambi lambi behas kareinge... :D...

              per ab tak saare replies ka conclusion nikala jaaye tu yahi pata chalta hai ke akser behas se kuch hasil nahi hota... phir bhi log baaz nahi aate..:yy:

              anywayz.. thanx for your reply.. khush rahiye...:rose

              Comment

              • #22
                Re: **Behas.....!!

                har masle ka hal behes nahi hoti kabhi kabhi zeada behes bhi masle ko bigar deti he,lekin kabhi kabhi baat kar lene se masla hal ho bhi sakta he ya kam az kam baat kuch clear ho sakti he depends na

                Comment

                • #23
                  Re: **Behas.....!!

                  Originally posted by shy View Post
                  har masle ka hal behes nahi hoti kabhi kabhi zeada behes bhi masle ko bigar deti he,lekin kabhi kabhi baat kar lene se masla hal ho bhi sakta he ya kam az kam baat kuch clear ho sakti he depends na

                  yes.. it depends... waqai jo sumjhna hi na chahe usey kaun sumjhaaye... :)
                  thanx shy ji... :rose

                  Comment

                  • #24
                    Re: **Behas.....!!

                    Originally posted by ummid View Post
                    Asalamaalaikum...

                    ummid hai aap sub kharyat se honge...:rose

                    aik sawal...
                    kya waqai behas karne se maslo'n ke hal mil jaate hain???:) kya dal'lein dene se, taweelein rakhne se raahein wazaih or roshan hojati hai?? kya waqai aisa hai??? :)
                    Walekum salam !

                    Alhamdolillah ..sab ba-kheriyat haiN ..teddy

                    @ aap ka sawal ..

                    Tu Dear , Ikhtelaf-e Ra-ay .....Aik Positive action hai ..
                    if it is taken positively ...agar discussion mein mukhtalif opinions nahi hoN
                    tu ..kisi b problem ya matter mein behtari ki soorat mumkin nahi hotii...

                    Hota magar yeh hai k Hum Loag elm ko aik tarf rakh deytay hein aur behas
                    ko sirf behass k khatir kartay hein ...koi constructive baat nahi hoti ....
                    agar hoti b hai tu ki opposition kisi baat per temperament lose kar diya
                    jaata hai aur EGO ka mas`alla bana diya jaata hai ...Jo Normally Negative
                    way mein end hoti haiN

                    Hamein elm k phelanay k liyay aggressive nahi hona chahiyay na hee
                    Zaatiyaat yani personal attacks karnay cahiyay ,....na hee kisi b baat
                    ko personal leyna chahiyay .....Tabhi Positive Discussion ho sakti hai ..

                    Hikmat ka pehloo :alhamd:behass ko dilkash aur Faida mand
                    banata hai ... aur Positive progress K ways b samnay aatay hein :)

                    Baat sirf behavior kee hai na !!:)

                    Comment

                    • #25
                      Re: **Behas.....!!

                      Originally posted by Gul View Post

                      thanx gul ji... aap ka jawab bauaht pyara hai... waqai baat sari rawiyon ki hoti hai.... :)... kuch log sirf khud ke ilm ki tash'heer karne ke liye or yeh batane ke liye jo hume pata hai aap ko nahi.. ya jo humara muhseba hai woh hi sahi hai... behas mein hissa lete hain or phir baat banne ki bajaye biger ke reh jaati hai...
                      thanx once again...:rose

                      Comment

                      • #26
                        Re: **Behas.....!!

                        Originally posted by ummid View Post
                        yes.. it depends... waqai jo sumjhna hi na chahe usey kaun sumjhaaye... :)
                        thanx shy ji... :rose
                        u welcome:)

                        Comment

                        • #27
                          Re: **Behas.....!!

                          apko pata hai behas do dilon main faslain brhata hai aor 2 doston ke darmiyan tou bilkul bhi behas nahi hona chahiye kyoun ke unn dono ke darmiyan faslay barh jane ka shadeed khatra hota hai.:(
                          behas ki bajaye kissi masle ko sakoon se beth kar hal karna chahiye aor behas main nahi parna chahiye.lihaza behas kissi maslay ka hal nahi hai.:tasali:

                          Comment

                          • #28
                            Re: **Behas.....!!

                            Originally posted by ummid View Post
                            Asalamaalaikum...

                            ummid hai aap sub kharyat se honge...:rose

                            aik sawal...
                            kya waqai behas karne se maslo'n ke hal mil jaate hain???:) kya dal'lein dene se, taweelein rakhne se raahein wazaih or roshan hojati hai?? kya waqai aisa hai??? :)
                            Behas nahi........

                            mazakraat sy hal nikalty hian ...
                            [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                            See you Real Face in here 372-shed

                            Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                            Comment

                            • #29
                              Re: **Behas.....!!

                              Originally posted by ummid View Post
                              thanx gul ji... aap ka jawab bauaht pyara hai... waqai baat sari rawiyon ki hoti hai.... :)... kuch log sirf khud ke ilm ki tash'heer karne ke liye or yeh batane ke liye jo hume pata hai aap ko nahi.. ya jo humara muhseba hai woh hi sahi hai... behas mein hissa lete hain or phir baat banne ki bajaye biger ke reh jaati hai...
                              thanx once again...:rose
                              YoU r Welcome DearO ....

                              So behass kahan tak puhnchi :) :) :embarasse

                              Comment

                              • #30
                                Re: **Behas.....!!

                                Main behuss nahi karta coz mujhe apni baat manwaana nahi aati. jesey sub khush or unhi ki khushiyon main apni khushiyan dhondh leta hon.

                                shayed halaat ney sikhaa diya hai .................

                                Comment

                                Working...
                                X