Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**An alarm clock.....!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **An alarm clock.....!!

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    Hmmmmmmm mera haal bhi kuch aisa hi hai k subha 6:30 ka alarm lagata hoon jo k her 5 min k baad bajta rehta hai aur main us ko band kerta rehta hooon aur aakhir kaar mera room mate ho tu wo nahien tu saath walay room ka larka aa ker jaga deta hai k bhaee uth jaow .... ab ham bhi uth gay hain tumharay alarm se:khi:
    kitna khyaal rakhtay ho na tum apnay rom mates aor hamsaayoon ka....:kr::kr:..jeetay raho372-haha

    Comment


    • #32
      Re: **An alarm clock.....!!

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      Hmmmmmmm mera haal bhi kuch aisa hi hai k subha 6:30 ka alarm lagata hoon jo k her 5 min k baad bajta rehta hai aur main us ko band kerta rehta hooon aur aakhir kaar mera room mate ho tu wo nahien tu saath walay room ka larka aa ker jaga deta hai k bhaee uth jaow .... ab ham bhi uth gay hain tumharay alarm se:khi:
      Tu nasha kerta he kia
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: **An alarm clock.....!!

        Originally posted by Fari View Post
        tum jasa ustad aur boss per ya apply nahi hota 372-hahaRight hanay kay liya u ko insaan bana paray ga372-haha



        :blush::cv:woh tu ha


        jal kukar tum chup karo khud hogay jhootay u 372-shed
        Ustaad aur Shagird dono aik he nasal ke hotay hein, ub khud sooch lo ke tum mujay insaan samajna chahti ho ya kuch aur :khi:

        Aur Jo jhoota hota he wo GTG mein nahi aata :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: **An alarm clock.....!!

          Originally posted by sham-e-mehfil View Post
          muje alarm ki zarorat hi nahi partti
          kyun k meri ankh assy hi khul jatti hai
          Tumhari aankh apnay kharaaton ki aawaz se he khul jati ho gi :bhago:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: **An alarm clock.....!!

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tu nasha kerta he kia
            :kr::kr:..yay bhi sochnay waali baat ha amir...:kr:

            Comment


            • #36
              Re: **An alarm clock.....!!

              Originally posted by Sher Ali View Post
              :kr::kr:..yay bhi sochnay waali baat ha amir...:kr:
              yaar mujay to pehlay din se he is pe shaq he ke yeh piye huay cigrate ke filter ko aag laga ke mazeed peeta he :kr:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: **An alarm clock.....!!

                Originally posted by Sher Ali View Post
                kitna khyaal rakhtay ho na tum apnay rom mates aor hamsaayoon ka....:kr::kr:..jeetay raho372-haha
                :wk
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: **An alarm clock.....!!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ustaad aur Shagird dono aik he nasal ke hotay hein, ub khud sooch lo ke tum mujay insaan samajna chahti ho ya kuch aur :khi:

                  Aur Jo jhoota hota he wo GTG mein nahi aata :khi:

                  nahi ustaad aur shagird dono alag hosaktay ha us ki misaal mai insaan jes ka ustaad u jasa bhalo 372-haha


                  AP tu u ko khana hi hazam nahi hona GTG ka rona roy bagir372-haha372-haha372-haha

                  Comment


                  • #39
                    Re: **An alarm clock.....!!

                    Originally posted by Masood View Post
                    Wa salaam beti

                    Jaisa keh main ney kaii aik baar mention kiya hai keh mera shaoor aisa hai keh amooman alarm sey aik do minut pehley hi aankh khul jati hai, aur main alarm ko bajney sey pehley hi off kar deta hoon :dance: Mera alarm clock koi sach much alarm clock nahin magar mera mobile hai :dance2: - Us per Monday sey Friday tak ka alarm set hai, weekend per nahin hota - agar ho jaey to 372-shed- alarm band kar key soney ka to sawaal hi pedah nahin hota - kaam per meri rooh ney to nahin jana na
                    ahan... yaani aap ko alarm ki zaroorat hi nahi.. kya baat hai..:thmbup:.
                    Waise aisi life kabhi kabhi boring nahi lagti ke jis mein sub kuch time per ho or koi gar bar na ho.. ??
                    Any wayz thanx for your reply.. khush rahiye.. :rose

                    Comment


                    • #40
                      Re: **An alarm clock.....!!

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Wa Alaikum Assalam ,

                      Alarm humnay khakh set karna hay 372-shed, yahan to jessay koi room ka door kholay to patt se aankhein khol k dekhtay hain hum k kaun hay :fuming:...chahay kitni gehree neend ho .....aur agar bhoolay bhatkay kabhi alarm set kiya bhi to us k bajnay k baad dobara sona to mumkin hee nhin 372-shock....aap nay dekha nahin kaeey baar late night online hotay hain PG per ............waja ye hoty hay k aankh khul gaey aik baar to phir neend aanay ka koi sawal nahin :)
                      LOl de... aap or aap ki neend... chirya jaisi...:D...

                      Comment


                      • #41
                        Re: **An alarm clock.....!!

                        Originally posted by Sher Ali View Post
                        waalaykum salam...meri kuch arsa pehlay yay aadat thi kay jasay hi alarm bajta main foran hi band ker dayta ..aik do bar ghari ko gussay say dewaar per maar ker bhi alarm ko band kia...phir cell phone per bhi alarm laga ker sota tha aor kuch asi hi herkatain kerta tha...372-shed...phir mujay khyaal aaya kia faaida asa kernay ka alarm laga ker bhi jo main nay asi herkatain kerni hian to baychaaray alarm ko laganay ka kia faaida aakhir:D...issi liay main abb chup chaaap late ho jata hoon.....:kr::kr:

                        LOl.. haye alarm hi tor dita.. yeh kya.. .lol hi lol...:D
                        good late hona sahi hai.. avein alarm ko utha ker deewar per de marte hain.. kabhi khud ko bhi patkha kijye tu lag pata jayega...:lpop:

                        Comment


                        • #42
                          Re: **An alarm clock.....!!

                          Originally posted by Champion_Pakistani View Post
                          no alarm...alarm ki zarorat hi nahi parti
                          good... :rose

                          Comment


                          • #43
                            Re: **An alarm clock.....!!

                            Originally posted by MSA View Post
                            alaram ki kia majaal jo mujhay uthay...:P
                            halan-k mein ne DON CARLOS ki ringtone alram me rakhi hoi he....lekin phir bhi mein uss k bjne k bad bund kur k so bhi ja ta ho ...aur yad bhi nahi rehta k mein ne bund kia he.....

                            lekin jub uthna hota he zarori to phir neend hi nahi aati...jaisi paper wagera mein ...to neend hi urr jati he....to us waqt alarm ki sun leta houn :)
                            ahan... wah bei wah... aap to good boy hain.. xams mein tu atleast alarm ki sun lete hain.. good luck...:rose

                            Comment


                            • #44
                              Re: **An alarm clock.....!!

                              Originally posted by *khushi* View Post
                              Walikumsalam
                              alarm ki zaroorat nai parti....mom ki ya apii ki ak awaz he kafi hai :hehe:
                              ahan... MashAllah lucky girl... khush raho..:rose

                              Comment


                              • #45
                                Re: **An alarm clock.....!!

                                Asalam_O_Alikum,
                                kuch arsay sy hamein Alarm clock ki zarorat he nhi parti :lpop:
                                subha apnay time par khud he uth jaty hain.....:)

                                aur agr kahin jana ho tohe alarm lagaty hain...but
                                fikar ki waja say alarm bajny ki nobat he nhi ati...:D:
                                alam sy pehly he uthy hoty hain..teddy

                                Comment

                                Working...
                                X