Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

    Assalam o alaikum....

    Mein Radio Sun raha tha to yah suna...yeh aik chota sa hisa hay lekin dil ko cho lene wala he....really mere to rongthe khare ho gay thay....

    Behas-o-Mubahisa mein is lie nahi rakha kyun k is pe discusion ka faida nahi he yeh to sochne wali bat he....

    plz sunie ga zaroor....

    aur bcoz mein ne record kia he to shayd quality itni achi na ho....
    jis k lie maa'zrut

    but do listen and think on it...

    Allah Hafiz
    Attached Files


  • #2
    Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

    I love Sahir.....:phool:..He is Brilient Man:salam:.
    nice sharing.bohat acha laga.:rose
    tnx MSA:thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

      Originally posted by ASK View Post
      I love Sahir.....:phool:..He is Brilient Man:salam:.
      nice sharing.bohat acha laga.:rose
      tnx MSA:thmbup:
      thanks

      yup jub aise topic pe bat kurta he to maza ajata he

      Comment


      • #4
        Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

        Originally posted by MSA View Post
        thanks

        yup jub aise topic pe bat kurta he to maza ajata he
        kabhi kabhi tou main sochta hoon k agar wo hamara rehnuma ban jaye tou shaid hum kuch theek ho jayen phir.wo dil ka bohat kharra banda hai.thats why i :salam: him.

        Comment


        • #5
          Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

          walaikum salam

          I agree ... jaisey geo jin ko sirf ye fikr hoti hai key sab sey pehley news wo deiN baghair confirmation key jo key aik taraf tau sahafat key asooloN key khilaf hai aur doosra akser kafi nuqsaan ho jata hai.

          hamarey sath share kerney key liye shukrya
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA


            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

              Originally posted by Champion_Pakistani View Post
              :tasali:

              Comment


              • #8
                Re: Food For Thought-Role of PAKISTANI MEDIA

                Originally posted by Xenya View Post
                walaikum salam

                I agree ... jaisey geo jin ko sirf ye fikr hoti hai key sab sey pehley news wo deiN baghair confirmation key jo key aik taraf tau sahafat key asooloN key khilaf hai aur doosra akser kafi nuqsaan ho jata hai.

                hamarey sath share kerney key liye shukrya

                thanks
                lekin agur new confirm bhi ho tub bhi nahi dikhana chaie...
                mein ne note kia he...jitne bhi bahir k chanel hein wo inhi k reference se news chalte hein ...kuch site pe dekha tha k ...as shown by national tv channel GEO...blah blah....un meink hud himut nahi hoti he kisi dangerous area mein jane ki..ye hamare hi log hote hein jo khoon mein runge huwe mulk ko dunya mein budnam kurte hein warna kisi ko wo pic nazr hi na aae

                Comment

                Working...
                X