Assalamo allaikum
Aabi bhai ney kuchh thread mein aik jumla istimaal kiya hai:
MANJHI KITHEY DHANWAAN...
Is jumley per mujhey woh geet yaad aata hai jis mein yeh jumla istimaal kya geya tha... Punjabi ka yeh geet us zamaney ki akasi karta hai. Yeh geet aik budhey baap per filmaya jata hai, jiska nau'jawan beta ussey apney sar per bojh samajh ker ghar sey nikal deta hai...
Yeh Bhutto key daur ki film hai, Woh daur jahan Roshan'khiyali ki pehli lehar uthi thi aur TV per larkiyon ka dance pehli baar dikhaya geya, larki aur lakey mein tameez karna mushkil honey laga because of their getups...

Comment