Asalaamoalikum doston,
Ji to meray khiyaal say to aik achi aadat yeh hay keh aap ko Pakistan mein road par kafi loog madad karnay walay mil jatay hain, mein MASHALLAH Saudia Arab(Jeddah) bhi visit kar chuka hoon wahaan par aap ki koi madad nahi karta, sab apna kaam say kaam rakhtay hain jabkay Pakistan mein agar aap kisi say madad maangay to woh aap ki madad kar deta hay aur buri aadat yeh lagti hay keh yahaan qanoon to bohat achay bantay hain lekin in par amal daramad nahi hota, aap kay khiyaal mein achi aur buri baat kia hay?

Comment