Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik sawaal?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik sawaal?

    AOA,

    Bahz o kat aap se anjane main ya koi ghalti ho jati hai ahsa jazbati pan main b hota hai ya na chate hoye b aap uss waqt samajte ho k aap theek kar rahye hain lakin uss se kisi k dil ahzari ho jati hai jo k kisi sorat main nain hona chaye aap se sawal ye hai k agar aap ko mahsoos ho jaye k aap ghalat hain to iss ka azala kis tara kis jaye kis nadaam hone se iss ka azala momkin hai agar hai to kia?

    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

  • #2
    Re: Aik sawaal?

    Originally posted by khan

    Sohail Bhai insan khata ka puttla hey,har insan se ghalti hoti hey,kabhi jantay huye bhi aur kabhi anjanay mein bhi aisa ho jata hey........to insan ko apni ghalti ka ehsaas ho jana hi barri bat hey, phir bhi dil ki tasalli aur doosray insan ki dil azaari ko door kernay k liye moaffi mang lena aala zarfi ki baat hey. jub aik insan apni bhool ko tasleem ker raha hey to doosray freeq ko bhi chahiye k tah e dil se moaff ker day.

    Comment

    • #3

      ghalatiyan to sab say hoo jati hain ...agar ghalati hoo jaye to aglay banday kay samnay apni baat clear kar deeni chaye or sorry keh deena chaye .....zaidatar narazgian in paanch lafzoun kay keh deenay say hi khutem hoo jati hain ..:rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Aik sawaal?

        Haan baat clear ker lene chaye .sorry keh ker excuse ker lene chaye chahiye simply.Aur dobara aise galte nahe kerne chahye
        bas ..:)

        Comment

        • #5
          Re: Aik sawaal?

          apney gunha per jab insaan sharminda hota hai to yahi us ki taubah hai inshALlah...
          meyri koshish hoti hai key sab theek chalta rahey apney ird gird key logon key sath aur agar kabhi garh barh ho jaye to mey Allah sey to Maafi maang leyti hun magar .... us bandey ko mey sorry nahi keh sakti ....pata nahi kyoon .... koshish key bawajood bhi nahi...logon ko manana mujhey bilkul bhi nahi aata ....meyri taraf sey kabhi pehal nahi hoti leykin agar saamney wala sirf aik lafz bhi bol dey sulah key liye to mey bohot sey jaldi maan leyti hun ...
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Aik sawaal?

            Originally posted by Muskan
            Sohail Bhai insan khata ka puttla hey,har insan se ghalti hoti hey,kabhi jantay huye bhi aur kabhi anjanay mein bhi aisa ho jata hey........to insan ko apni ghalti ka ehsaas ho jana hi barri bat hey, phir bhi dil ki tasalli aur doosray insan ki dil azaari ko door kernay k liye moaffi mang lena aala zarfi ki baat hey. jub aik insan apni bhool ko tasleem ker raha hey to doosray freeq ko bhi chahiye k tah e dil se moaff ker day.

            AOA,

            Bohat shukria bahain aap ka bohat khush rahain :)

            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment

            • #7
              Re: Aik sawaal?

              Originally posted by Aanchal
              ghalatiyan to sab say hoo jati hain ...agar ghalati hoo jaye to aglay banday kay samnay apni baat clear kar deeni chaye or sorry keh deena chaye .....zaidatar narazgian in paanch lafzoun kay keh deenay say hi khutem hoo jati hain ..:rose

              AOA,

              Ji darost farmaya aap nain bohat khush rahain:)

              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment

              • #8
                Re: Aik sawaal?

                Originally posted by aik_lerki
                Haan baat clear ker lene chaye .sorry keh ker excuse ker lene chaye chahiye simply.Aur dobara aise galte nahe kerne chahye
                bas ..:)

                AOA,

                Ji theek kaha aap nain issi tara karna chaye:)

                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment

                • #9
                  Re: Aik sawaal?

                  Originally posted by barg.e.gul
                  apney gunha per jab insaan sharminda hota hai to yahi us ki taubah hai inshALlah...
                  meyri koshish hoti hai key sab theek chalta rahey apney ird gird key logon key sath aur agar kabhi garh barh ho jaye to mey Allah sey to Maafi maang leyti hun magar .... us bandey ko mey sorry nahi keh sakti ....pata nahi kyoon .... koshish key bawajood bhi nahi...logon ko manana mujhey bilkul bhi nahi aata ....meyri taraf sey kabhi pehal nahi hoti leykin agar saamney wala sirf aik lafz bhi bol dey sulah key liye to mey bohot sey jaldi maan leyti hun ...
                  AOA,

                  Ji bilkol theek kaha aap nain manana bohat moshkil kam hai jo muje b nain ata manane k liye kisi karothna zaroori hai aur roothne k liye kisi ka hona aap ka bohat shukria :)

                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik sawaal?

                    g bilkul ager ghalti ho jaey to mazrat kar lein

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aik sawaal?

                      Sab se itifaq kerti hoon , mazrat ker leni chahiye.......... aur koshish kerni chahiyeh ke jab aap jantey ho aap jazbati ho ker yaan gussey main kuch keh detey ho jis se kisi ki Dil azari ho........ to is se acha hai aap khamosh raho :)
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik sawaal?

                        Originally posted by shy
                        g bilkul ager ghalti ho jaey to mazrat kar lein

                        AOA,

                        Ye b theek hai lakin agar wo jawaab main b gussa kare to?:cc:

                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik sawaal?

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          Sab se itifaq kerti hoon , mazrat ker leni chahiye.......... aur koshish kerni chahiyeh ke jab aap jantey ho aap jazbati ho ker yaan gussey main kuch keh detey ho jis se kisi ki Dil azari ho........ to is se acha hai aap khamosh raho :)

                          AOA,

                          Sab se moshkil kaam aap nain bataya hai main koshish karta hoon ji bohat lakin akhir main koi na koi baat zubaan se nikal hi jati hai jaise jawaab pahle se main nain soch rakha tha aur mohke pe chah giya main koshish karoon ga phir b:)

                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik sawaal?

                            Ghaltiya Insaan se hoti hain, ghalti realize ho to excuse kar leni chahiye...

                            Waise ek JOURNALIST se ghaltiya ho jaaye to uske chahiye ke apne 'qalam' ka rukh mod de...yaani mazrat ke taraf...
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aik sawaal?

                              Originally posted by Spy009
                              Ghaltiya Insaan se hoti hain, ghalti realize ho to excuse kar leni chahiye...

                              Waise ek JOURNALIST se ghaltiya ho jaaye to uske chahiye ke apne 'qalam' ka rukh mod de...yaani mazrat ke taraf...

                              AOA,

                              Mere bahi nain kia khoob baat ki hai bahi ji journalist nain ahsa hi kia hai ji :lol bohat khush rahain.

                              Sohail Abbasi.
                              Apna haq ada karo.

                              Comment

                              Working...
                              X