Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    brother..................welcome~~~~~~~~~~~~~

    [ATTACH]57600[/ATTACH]

    Comment


    • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

      welcome wasi jee.. waiting to know u!!!!!!!

      Comment


      • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

        Thanx Khushi aap ne hamein invite kiya
        hum koshish karengay k aaj he Ans de den
        sigpic

        Comment


        • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

          Originally posted by J.KHAN View Post
          brother..................welcome~~~~~~~~~~~~~

          [ATTACH]57600[/ATTACH]
          Bahot shukriya janab:rose

          Originally posted by shummu View Post
          welcome wasi jee.. waiting to know u!!!!!!!
          Bahot bahot shukriya shummu:rose
          sigpic

          Comment


          • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

            Originally posted by *khushi* View Post
            :hehe: to iss m3i guss3 ki kia baaat hai ab s3 tum tum k3h l3na :P
            372-haha372-haha372-haha

            Comment


            • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

              Originally posted by MSA View Post
              372-haha372-haha372-haha
              m3in3 ap k3hna hai na to :p

              @j33 ap itna hsss kyun rah3 hain :hehe:

              Comment


              • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                Originally posted by *khushi* View Post
                m3in3 ap k3hna hai na to :p

                @j33 ap itna hsss kyun rah3 hain :hehe:
                nahi nahi wo to mein ne mazak kia tha....:embarasse:embarasse
                mujh se itni izzut hazzam nahi hoti372-haha372-haha

                Comment


                • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                  well come wasi bro
                  :hii:

                  Comment


                  • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                    W3lcum :welcome:"Wasi Anjum":welcome:

                    Shukriya Khushi
                    w3lcum bro...:rose
                    Shukriya siss
                    1..Apka naaam aur apk3 naaam ka matlab?
                    Khalid Anjum meaning nahi pata Anjum ki meaning hai star
                    2..apki ag3 aur apki qualification?
                    B.Sc and B.Ed
                    3..Marital status?(married/unmarried)?
                    Unmarried:(
                    4..ur city,country?
                    Mirpurkhas Sindh Pakistan
                    5..aesi koi 3 khoobiyan jo ap chaht3 hain apki wif3/husband m3i hon?:eye:
                    thori bahot poet ho mere jiasai,baikhlaq aur nek seerat honi chahiye
                    6..aesi konsi cheeze hai jo hamesha apki fridge mei milegi???teddy
                    Water , ice , bottles :khi:
                    7..breakfast mei kia khate hain?
                    @2slices and 1/2 cup tea
                    8..apni family m3i sab s3 ziadah clos3 kis k3 hain?

                    apnay father k saath tha.....ab kisi se bhi ziada nahi
                    sab family members k saath ek sa hoon
                    9..Kese songs pasand hain ghazal qwali ya phir...??
                    mein ziada tar ghazals he sunta hooN aur slow music walay songs
                    10..most m3morabl3 m3mory in ur lif3?:D:
                    Bahot saare hain jo yahan share nahi kar sakta :(
                    11..any msg 4 p3gham m3mb3rs??:eye:
                    kuch lafz rooh ki ghehraiyon mein qaid ho jate hain, rag rag mein shamil ho
                    jate hain chahe woh lafz mohabbat k hooN ya Nafrat k hooN
                    bas yahi kahoonga k bolne se pehlay sochen k kiya kehna hai aisa na ho k
                    aap k lafz kisi ko takleef deN
                    12..Apk3 fav nicks kon kon s3 hain p3gham m3i??? :thmbup:
                    Ahsaas , Ummid , khushi , lucky Aanchal ,
                    13..apn3 kia soch k3 y3 nick rakha aur agar chang3 karn3 ka kaha jay3 to kia kari3ng3????
                    kuch soch kar nahi rakha bss aisay he rakh diya
                    agar kabhi change kiya to Ehsaas-E-Anjum rakhoonga
                    14..apka kia khayal hai co-education honi chaye ke nahi?:lpop:
                    jaisa k mein ek teacher hoon mere school mein to co-education hai
                    mere khayal mein honi chahiye is se competitoin hota hai aur us se
                    education bhi barhe gi
                    15..taqdeer aur tadbeer kis par ziadah yaqeen hai?:mm:
                    Taqdeer ka mein qail to nahi lekin
                    mene barsaat mein jalte huay ghar dekhe

                    Taqdeer pe yaqeen rakhta hooN
                    16..Pur3 din m3i sab s3 acha waqt konsa lagta hai?
                    pure din mein mujhe suraj niklnay aur surj doobnay ka waqat achha lagta hai
                    Woh roz dekhta hai doobtay huay surj ko faraz
                    kaash mein bhi kisi sham ka manzar hota
                    17..P3gham ka kisn3 bataya tha apko? aur yahan ki environment kesi lagti hai??
                    kisi ne nahi bataya poetry search karte huay yahan pahonch gaya
                    bahot achha mahol hai yahan ka sab members dost lagte hain aur caring bhi hain
                    18..ur fav drink and food?
                    Dew and Biryani
                    19..Apni koi aesi baaat jo apko boht pasand ho?? aur a3si koi adat jo na-pasand ho?
                    mein sach bolta hoon ye pasand hai
                    Aur jo nahi pasand woh kion bataon kon apni buraiyan zahir karta hai :khi:
                    20..jab pheli baar kisi se milte hain to uss mei kia baaat bote karte hain??:thmbup:
                    us k baat karne ka andaaz dekhta hooN
                    21..apke khayl mei ap mei aesa kia hai jo dusron ko apki tarf attract kare??:mm:
                    Meri khobiyan to mere dost he bata sakte hai jahan tak mujhe maloom hai
                    sincerety and way of talking
                    22..kabhi Allah ki remat se mayoos howe hain?
                    Mein aksar mayoos ho jata hoon Lekin Allah Pak mujhe ziada der tak mayoos nahi rehnay deta
                    23..pegham ke aese konse 3 members hain jin se milne ki tamana hai???
                    Ahsaas , jia , Lucky
                    24..Pegham pe sab se ziadah dosti kisse hai?
                    Ahsaas , jia , lucky , shummu
                    25..Ab tak ki life mei apne kia seekha hai?:D:
                    Is zindagi ne bahot kuch sikhaya hai
                    ye bhi k kisi per hadd se ziada aitbaar nahi karna
                    26..tanhayi pasand hain ya m3hfil pasand??
                    mujhe mehflooN ka ziada shoq nahi aap hamein Tanha pasand keh sakti hain
                    27..Zindagi ka koi aesa lamha jisne apki zindagi baadal dali ho?
                    Haan zindagi mein aisa lamha aaya tha jis ne mera tarz-e-zindagi badal diya
                    lekin woh maazi tha jisay mein bhool chuka hooN
                    28..Koi aesa shaksh jiss3 mil kar boht mutasir how3 hon?teddy
                    Mere gird aisi bahot si shakhsiyat hain jin se mein mutasir hooN
                    kisi ek ka naam likhna doosrooN k saath ziadti hogi
                    29..Kia poetry karne ke mohabat karni zaroori hai? ya insaaan khud he poetry kar sakta hai?
                    Mere khiyal mein zaroori hai zaroori nahi k mohabbat kisi shakhs se ho mohabbat kisi bhi surat mein ho bass honi chahiye
                    30..Ap apni khud ki po3try kab s3 likh rah3 hain? kia po3try kart3 waqt tanhai zaroori hai?
                    mujhe likhtay 7 ya 8 saal ka arsa hua hai pehle magzines mein likhta tha jab se net per
                    aaya hooN tab se mag mein likhna chhor diya hai
                    mere khiyal mein tanha beth kar behtar likha ja sakta hai us waqat zehan
                    muntishar nahi hota zehni yaksooi hoti hai
                    31..Qudarti nazaro mei se konsa nazara sab se acha lagta hai?
                    mujhe samandar ka kinara achha lagta hai wahan akele chel qadmi karna bahot
                    achha lagta hai
                    32..agar apko 2 din ke liye desert mei bhje dia jaye to aesi koi boht khasss cheeze jo ap apn3 sath l3jana chahi3ng3??:lpop:
                    Cell phone
                    33..Khoobsurat rishta apki naz3r m3i?Apna khus ka koi ak shair sunay3??
                    sab se khoobsurat Risha MAAN ka hai

                    Hum Uddasi mein Anjum dhoond rahay thay andhere
                    ik chirag liye hum ko roshni dhoond rahi thi
                    34..p3gham k3 fav s3ctions kon s3 hain apk3??
                    nai,shora,bazam shairi,desiging poetry, aur fungama
                    35..kons3 emotions pasand hain aur kons3 na--pasand?
                    pasand k
                    :salam::(:donno::khi::):na:clap:
                    Na pasand
                    :pagal: :fuming:
                    36..p3gham m3i koi tabd33li karna chahi3ng3?
                    Pegham aisay he bahot achha hai
                    lekin jo competitons k winners hotay hain un k profile mein Award lagaye jain to bahot achha hoga
                    37..Apka koi a3sa asool jiss p3 ap compromis3 karn3 k3 liy3 tyaar na hon?
                    sach bolna
                    38..love is______
                    Ek Ehsaas
                    39...apki apni poetry book publish ho to ap usss book ka title kia rakheinge??:eye:
                    Woh naam kisi aur ne decide karna hai is liye mujhe khud nahi pata :donno:
                    40.. a3si khoobiyan jo apki nazer mei ak larki mei honi chayein??
                    ikhlaq achha hona chahiye,sab ki izzat karnay wali ho,
                    41..Kisk3 topics aur posting apko pasand ati hai????:lpop:
                    mujhe Aanchal,Ahsaas,jia,shummu,zmufti,Gul,lagan,shakeei l,yaaram,jamil123,k topics
                    aur posting achhay lagte hain
                    42..Agar koi prb ya tension ho to sab s3 ph3l3 kiss3 discuss kart3 hain???
                    Apnay frnds k saath share karta hooN har walooN se is liye nahi karta k woh preshan na ho jain
                    43..jab udaaas hot3 hain to kia kart3 hain aur jab khush hot3 hain to k3s3 r3act kart3 hain???:rose
                    jab uddas hota hoon to tanha beth kar sochta rehta hoon :(
                    Aur jab khush hota hoon to woh khushiyan sab k saath share karta hoon
                    44. Comm3nts th3 following m3mb3rs..
                    a) Ahsaas
                    b) Lucky
                    c) Nav33d iqbal
                    d) Jia


                    Ahsaas....... Meri best frnd hain un k ikhalaq bahot achha hai in se baat kar k bahot
                    achha lagta hai hamesha kuch na kuch nai baat hoti hai in ki baatoon mein
                    bahot talented hain in k sawalon k jawab k liye hamein bahot sochan parta hai
                    kabhi kabhi bahot ghehri baat kar jati hain mein sochta rehta hoon k ye Ahsaas k zehan
                    mein kaisay aaya

                    Lucky....... jab yahan pegham per mera koi dost nahi tha tab lucky ne mera saath diya
                    yahan ye meri 1st frnd hain in se baat kar k bahot achha lagta hai kabhi bhi bore nahi
                    honay deti hain

                    Naveed Iqbal...... bahot achhay insaan hain in se ziadatar fungama mein he mulaqat hoti hai
                    un k rply bahot achhay hotay hain

                    Jia......... jia k nahi hamesha mujhe ek hosla diya hai jab mein uddas hota hooN koi baat dil mein
                    hoti hai jo kisi se keh nahi sakta mein jia k saath share karta hoon jia ki baatoon se mujhe hamesha
                    sakoon mila hai khushi milli hai
                    45...kesa laga apko " A Cup Of Coffee With Khushi"?? any sugg3stion??? :lpop:


                    Bahot achha laga yahan aakay
                    suggestion ye k members ko bhi kam az kam ek sawal poochhnay ka moqa diya jai
                    Aur Nai aanay walay members ko yahan invite kia jai takay un k baare mein hum jan saken

                    sigpic

                    Comment


                    • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                      Originally posted by Roshan-ali View Post
                      well come wasi bro
                      Bahot bahot Shukriya Janab :rose
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                        ahan wasi ji... bauaht acche or tafseel se jawabat diye aap ne.. aap ke baare mein jaan ker khushi hoi... good luck... khush rahiye...:rose

                        Comment


                        • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                          AhaN, wasi achha laga aapk baray mein jaan kar
                          khush rahiey :rose
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                            Originally posted by ummid View Post
                            ahan wasi ji... bauaht acche or tafseel se jawabat diye aap ne.. aap ke baare mein jaan ker khushi hoi... good luck... khush rahiye...:rose
                            Bahot bahot Shukriya Ummid :rose

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            AhaN, wasi achha laga aapk baray mein jaan kar
                            khush rahiey :rose
                            Bahot bahot Shukriya Eshaa :rose
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                              2..apki ag3 aur apki qualification?
                              B.Sc and B.Ed
                              apn3 bi ag3 chupa li gals ki tarhan :hehe:


                              11..any msg 4 p3gham m3mb3rs??:eye:
                              kuch lafz rooh ki ghehraiyon mein qaid ho jate hain, rag rag mein shamil ho
                              jate hain chahe woh lafz mohabbat k hooN ya Nafrat k hooN
                              bas yahi kahoonga k bolne se pehlay sochen k kiya kehna hai aisa na ho k
                              aap k lafz kisi ko takleef deN
                              3xactly...v3ry tru3:thmbup::thmbup:




                              30..Ap apni khud ki po3try kab s3 likh rah3 hain? kia po3try kart3 waqt tanhai zaroori hai?
                              mujhe likhtay 7 ya 8 saal ka arsa hua hai pehle magzines mein likhta tha jab se net per



                              39...apki apni poetry book publish ho to ap usss book ka title kia rakheinge??:eye:
                              Woh naam kisi aur ne decide karna hai is liye mujhe khud nahi pata :donno:
                              ah3m ah3m ah3m :mm:



                              45...kesa laga apko " A Cup Of Coffee With Khushi"?? any sugg3stion??? :lpop:


                              Bahot achha laga yahan aakay
                              suggestion ye k members ko bhi kam az kam ek sawal poochhnay ka moqa diya jai
                              Aur Nai aanay walay members ko yahan invite kia jai takay un k baare mein hum jan saken
                              thx 4 liking:rose
                              agar m3mb3rs ko bi qu3stion karn3 ki p3rmission d3di to y3 int3rvi3w s3ction j3sa topic hojay3ga ...
                              aur apki 2nd sugg3stion p3 amal kari3ng3...

                              Comment


                              • Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

                                Originally posted by MSA View Post
                                nahi nahi wo to mein ne mazak kia tha....:embarasse:embarasse
                                mujh se itni izzut hazzam nahi hoti372-haha372-haha
                                chalo th33k hai tum k3h l3ti hon :S
                                ab hazam hoajy3ga :hehe:

                                Comment

                                Working...
                                X