Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • musaddaq
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by munda_sialkoty View Post

    SHABAASH meri jaan murgi ke anday. Ub tu sarkas mein loogon ko entertain kerne ke liye bilkul teyaar he mein DOM (Department of Marasiyaat) se guzarish karon ga ke wo tujay Marasi honay ka certificate jald az jald jaari ker dein :tasali: ta ke tu bhi Hak-Haraam ki roti kha sakay :kr:

    poora thread main mera naam kahan tha

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by musaddaq View Post

    Iss ne kuch answers ka jawab dene keh lia mujhe kaha hai iss liye, yeh zimadaari main intehai jaan-fishani se nibhaon ga:lpop:
    2.Ur age?and ur qualification?

    Umer 30 saal ho jaye gi 7th August ko, aur mein bohat perha likha loon, lekin bhool gaya hoon [/quote]
    teri age pochi hia teri uss shirt ki nahi jo tu GTG pe peha keh aaya tha,
    iss ki actual age hai :mm: yaar kitni bat thi tu ne caal pe, main bhool gaya hoon i think 45 saal ya around that

    [/quote]3.marital status?(married/unmarried)?

    Yeh kesa sawaal ker diya he, me ko chamoo aa rahi hein :embarasse[/quote]
    :slap: oye sharam se bhi kabhi pocha hia,

    [/quote]5..Apko ziadah tar gupshup mei he d3kha hai infact kisi aur s3ction m3i nai d3kha uski koi khas wajah?:D:

    Hum apna makaan choor ke loogon ke makaanon mein deera nahi daaltay [/quote]
    tu shuker kia ker keh raat ko apnne ghar main ghusne main kamyaab ho jata hia,:kr:

    [/quote]6..aesi koi 3 khoobiyan jo ap chahte hain apki wif3/husbnad m3i hoon?

    Achi ho, bohat achi ho, bohat he achi ho [/quote]
    tu ne phir wohi harkat ki na jiss se main ne mana kia tha, halankeh tera jawab banta hai keh

    Zinda ho, Saans chalti ho, or ager chal phir saka to boht hi acha hia

    [/quote]8 agar kisi function shadhi wagiarah mei jayien to kis ch33z3 ko sab s3 ziadah enjoy karte hain?:lpop:

    Obviously Khanay ko enjoy kerta hoon [/quote]

    [/quote]

    :lahoul

    [/quote]10..Ur fav dish and drink?

    Kafi sari hein, ziada ter chinese hein, aur soup mujay bohat pasand he, peenay mein coffee ziada pasand he...drink koi khaas nahi cuz, kabi mood hota he aur kabi bilkul bhi dil nahi kerta :yy:[/quote]

    kitni baar kahahai jhoot na bola ker, sorry audince iss ki fav dish hai

    Green Grass:kr:

    [/quote]14..Is there anything in ths world that's a source of comfort for u???:tasali:

    Mera Zameer, ager yeh mutmain he to mein bohat khush hoon[/quote]
    achaaaaaaaaaaaaaaaaaa to isi liye kabhi khush nahi ho saka, keh her waqt tumhara zameer tujhe juttian maarta hai jaise poora mohalla maarta hai

    [/quote]17..Ur biggest fear?:embarasse

    Kinda confidential [/quote]

    his biggest and daily farfear is

    "AAJ PHIR MAIN NE CHAWEL MAAR DI HAI AB PHIR BISTI KERWANI PARRE GI":kr:

    [/quote]18..pak ka Pm bana dia jaye to ap pak ke liye kia karna pasand karienge?:)

    Hatheeli pe sersoon nahi jamaya ja sakta, lekin waldein ko shaoor dene ke liye ke wo apnay buchoon ki tarbiyat kis tarah karein, aur loogon ko tarffic ke asool sikhanay ke liye un ki classes ka ehtmaam karon ga[/quote]

    batain suno zara, halankeh tu ne lahore main enter hote sath sab se pehle apna chalankatwaya tha wrong driving pe

    [/quote]

    27..Sach sach batayiy3 kabhi kisi larki ko p3rpose kia hai?
    [/quote]

    Yeh question hi ghlat

    hai iss se
    question must be

    "Kini baar chhiter ya bisti kerwai hai , "
    bus jab yeh quantity bata de to wohi number h ga:kr:
    [/quote]32..bachpan ki koi a3si ch33z3 jo ab tak sambhal ke rakhi ho?
    My Nintendo game (Green House) and several toys [/quote]

    kiss keh choi kiya tha, green house to mera thabaki kiss kiss keh toys the yeh

    [/quote]
    37..kia insaan dusron ke experience se seekh sakta hai???:)

    Ji insaan doosron ke experience se bohat kuch seekhta he[/quote]
    :lahoul to tu kion nahi seekhta, hamesa ulti harkatainkion kerta hia

    [/quote]

    SHABAASH meri jaan murgi ke anday. Ub tu sarkas mein loogon ko entertain kerne ke liye bilkul teyaar he mein DOM (Department of Marasiyaat) se guzarish karon ga ke wo tujay Marasi honay ka certificate jald az jald jaari ker dein :tasali: ta ke tu bhi Hak-Haraam ki roti kha sakay :kr:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Zaraa Nawazee Hazoorr kiiii ,,,warnaa kahhan Hamm aoor kahhan aapp :D
    Chal yaar teri baat maan leta hoon

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by *khushi* View Post
    Apka int3rvi3w k3 ?s mujh3 do bar post karn3 par3...ph3li bar post kia post h3 nai how3...s3cond tim3 jaldi jaldi m3i hogayi mistak3:lahoul

    MashAllah w3s3 d3khn3 m3i 30 k3 nai lagt3...

    waqi abhi y3 ag3 bi to nai shadhi ki:khi:

    a3si baat hai to kabhi kabhi gu3st bun kar h3 dosr3 s3ctions m3i chal3 jaya kij3y3...

    mujh3 yaq33n tha apka anw y3hi hoga:khi:

    21..Aesa koi member pegham pe...jo ap chahte hain ke online ho jis waqt ap majood hon yahan par?:lpop:

    ab sawal gol kar gay3...chaly3 batay3...:lpop:

    is p3 ak shair yaaad agya....
    hazaron khawahishi3n a3si k3 har khawahish p3 dum nikl3
    bht nikl3 m3r3 armaaan l3kin phir bi kam nikl3......:khi:
    Aap ki baki saari baatein to sahi hein, lekin mandarja baala shair ka itlaak yahan pe nahi hota

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Iss ne kuch answers ka jawab dene keh lia mujhe kaha hai iss liye, yeh zimadaari main intehai jaan-fishani se nibhaon ga:lpop:
    [/quote]2.Ur age?and ur qualification?

    Umer 30 saal ho jaye gi 7th August ko, aur mein bohat perha likha loon, lekin bhool gaya hoon [/quote]
    teri age pochi hia teri uss shirt ki nahi jo tu GTG pe peha keh aaya tha,
    iss ki actual age hai :mm: yaar kitni bat thi tu ne caal pe, main bhool gaya hoon i think 45 saal ya around that

    [/quote]3.marital status?(married/unmarried)?

    Yeh kesa sawaal ker diya he, me ko chamoo aa rahi hein :embarasse[/quote]
    :slap: oye sharam se bhi kabhi pocha hia,

    [/quote]5..Apko ziadah tar gupshup mei he d3kha hai infact kisi aur s3ction m3i nai d3kha uski koi khas wajah?:D:

    Hum apna makaan choor ke loogon ke makaanon mein deera nahi daaltay [/quote]
    tu shuker kia ker keh raat ko apnne ghar main ghusne main kamyaab ho jata hia,:kr:

    [/quote]6..aesi koi 3 khoobiyan jo ap chahte hain apki wif3/husbnad m3i hoon?

    Achi ho, bohat achi ho, bohat he achi ho [/quote]
    tu ne phir wohi harkat ki na jiss se main ne mana kia tha, halankeh tera jawab banta hai keh

    Zinda ho, Saans chalti ho, or ager chal phir saka to boht hi acha hia

    [/quote]8 agar kisi function shadhi wagiarah mei jayien to kis ch33z3 ko sab s3 ziadah enjoy karte hain?:lpop:

    Obviously Khanay ko enjoy kerta hoon [/quote]

    [/quote]

    :lahoul

    [/quote]10..Ur fav dish and drink?

    Kafi sari hein, ziada ter chinese hein, aur soup mujay bohat pasand he, peenay mein coffee ziada pasand he...drink koi khaas nahi cuz, kabi mood hota he aur kabi bilkul bhi dil nahi kerta :yy:[/quote]

    kitni baar kahahai jhoot na bola ker, sorry audince iss ki fav dish hai

    Green Grass:kr:

    [/quote]14..Is there anything in ths world that's a source of comfort for u???:tasali:

    Mera Zameer, ager yeh mutmain he to mein bohat khush hoon[/quote]
    achaaaaaaaaaaaaaaaaaa to isi liye kabhi khush nahi ho saka, keh her waqt tumhara zameer tujhe juttian maarta hai jaise poora mohalla maarta hai

    [/quote]17..Ur biggest fear?:embarasse

    Kinda confidential [/quote]

    his biggest and daily farfear is

    "AAJ PHIR MAIN NE CHAWEL MAAR DI HAI AB PHIR BISTI KERWANI PARRE GI":kr:

    [/quote]18..pak ka Pm bana dia jaye to ap pak ke liye kia karna pasand karienge?:)

    Hatheeli pe sersoon nahi jamaya ja sakta, lekin waldein ko shaoor dene ke liye ke wo apnay buchoon ki tarbiyat kis tarah karein, aur loogon ko tarffic ke asool sikhanay ke liye un ki classes ka ehtmaam karon ga[/quote]

    batain suno zara, halankeh tu ne lahore main enter hote sath sab se pehle apna chalankatwaya tha wrong driving pe

    [/quote]

    27..Sach sach batayiy3 kabhi kisi larki ko p3rpose kia hai?
    [/quote]

    Yeh question hi ghlat

    hai iss se
    question must be

    "Kini baar chhiter ya bisti kerwai hai , "
    bus jab yeh quantity bata de to wohi number h ga:kr:
    [/quote]32..bachpan ki koi a3si ch33z3 jo ab tak sambhal ke rakhi ho?
    My Nintendo game (Green House) and several toys [/quote]

    kiss keh choi kiya tha, green house to mera thabaki kiss kiss keh toys the yeh

    [/quote]
    37..kia insaan dusron ke experience se seekh sakta hai???:)

    Ji insaan doosron ke experience se bohat kuch seekhta he[/quote]
    :lahoul to tu kion nahi seekhta, hamesa ulti harkatainkion kerta hia

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    [quote=munda_sialkoty;762516]
    Originally posted by sarfraz_qamar View Post

    Baray daoo pesh walay comment diye hein :khi: chal tera bhi shukriya
    Zaraa Nawazee Hazoorr kiiii ,,,warnaa kahhan Hamm aoor kahhan aapp :D

    Leave a comment:

  • Capt.Abdur Rehman
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ji m3mb3rs to aj hamar3 sath Gupshup s3ction k3 sab s3 famous m3mb3r hain...:P

    gu3ss to karlia hoga ap sab n3...
    chali3n to invit3 kart3 hain...."Munda_silkoti"

    Sialkoty ke spelling to sahi se likh lene thay

    ayiy3 ji ayiy3 sawaghat hai apkaaa aur sab ? k3 ans s3rious dij3yga nai to

    1.Apka naaam? aur apke naaam ka matlab?

    Aamir Javaid Matlab Aamir Javaid :khi:

    2.Ur age?and ur qualification?

    Umer 30 saal ho jaye gi 7th August ko, aur mein bohat perha likha loon, lekin bhool gaya hoon

    3.marital status?(married/unmarried)?

    Yeh kesa sawaal ker diya he, me ko chamoo aa rahi hein :embarasse

    4..P3gham ki sab s3 achi aur sab s3 buri baaat konsi lagti hai? :thmbup:

    Eesha :kr:

    5..Apko ziadah tar gupshup mei he d3kha hai infact kisi aur s3ction m3i nai d3kha uski koi khas wajah?:D:

    Hum apna makaan choor ke loogon ke makaanon mein deera nahi daaltay

    6..aesi koi 3 khoobiyan jo ap chahte hain apki wif3/husbnad m3i hoon?

    Achi ho, bohat achi ho, bohat he achi ho

    7..Gathering pe jana kesa lagta hai?:eye:

    Infact me her tarah ki gathering mein jata hoon, chahay wo kesi he ho, bohat ziada shookeen nahi hoon, lekin phir bhi loog samajtay hein ke mere bagair gathering adhoori he

    8 agar kisi function shadhi wagiarah mei jayien to kis ch33z3 ko sab s3 ziadah enjoy karte hain?:lpop:

    Obviously Khanay ko enjoy kerta hoon

    8..Apko hamesha halla gulla karte he dekha hai...kia real life mei bi aese hain...ya quiet personality hain?

    Ji mein real life mein aisa bhi hoon aur kafi different bhi hoon, infact meri personality multidimensional he, aur Pegham pe sirf aik he dimension exposed he :wk

    9..Any msg 4 pegham memb3rs?

    Baaz aa jao, warna mein baaz nahi aaon ga :khi:

    10..Ur fav dish and drink?

    Kafi sari hein, ziada ter chinese hein, aur soup mujay bohat pasand he, peenay mein coffee ziada pasand he...drink koi khaas nahi cuz, kabi mood hota he aur kabi bilkul bhi dil nahi kerta :yy:

    11..School/college/uni/ mei kese student they? like ya dull :hathoraetc

    Alhamdullilah aisa student tha ke school college ke saaray teacher mujay ub bhi pehli nazar mein pehchaan lein, hameesha class mein lead kia

    12..Apke khayal mei ap mei aesi kia baaat hai jo dusron ko apki taraf attract karti hai?:mm:

    Loog mere friendly behaviour se bohat khush hotay hein, safar pe jaoon, game khelne jaoon, jogging pe jaoon, her jagah doost ban jatay hein :yy:

    13..P3gham mei apke fav s3ctions kon kon s3 hain? aur konsa nick attractiv3 lagta hai?

    GS section, Fav Nick Senorita, Ummid, Aanchal hein

    14..Is there anything in ths world that's a source of comfort for u???:tasali:

    Mera Zameer, ager yeh mutmain he to mein bohat khush hoon

    16..Th3 b3st gift sum1 3v3r gave u?

    Mere best friend Shahid ne mujay aik suit (shalwar kamiz) gift ki eid ke liye, us eid ke forun baad he us ka murder ho gaya, wo gift mere liye bohat ehmiyat ka hamil he

    17..Ur biggest fear?:embarasse

    Kinda confidential

    18..pak ka Pm bana dia jaye to ap pak ke liye kia karna pasand karienge?:)

    Hatheeli pe sersoon nahi jamaya ja sakta, lekin waldein ko shaoor dene ke liye ke wo apnay buchoon ki tarbiyat kis tarah karein, aur loogon ko tarffic ke asool sikhanay ke liye un ki classes ka ehtmaam karon ga

    19..Chnad ko dekh kar kia khayal ata hai?

    A planet lighter than earth and having less gravity

    20..Agar apko koi institu3 op3n karne ka kaha jaye to kiske liye karienge?

    Waldein aur Drivers ko tameez sikhaon ga

    21..Aesa koi member pegham pe...jo ap chahte hain ke online ho jis waqt ap majood hon yahan par?:lpop:

    Ummid, Eesha, Fari, Wafa, Aania

    22..P3gham ki konsi personality interesting lagti hai?

    kafi sari hein, Aabid, Masood, Eesha, Fari, Aanchal

    23..Apni tensions ya prns kisse discuss karte hain???:thmbup:

    koi serious tension ho to kisi se bhi nahi

    24..aesi koi baat jo har waqt par3shaan karti ho?:)

    Kafi sari hein

    25..Ru satisfied with ur life? agra kuch changes karne ko kaha jaye to kai changes karienge apni life mie?

    Ji mein ne Allah ke karam se apnay aap ko establish kia he, is liye Allah ka Laakh shuker ada kerta hoon aur bohat satisfied bhi hoon life se, Jo changes mein apni life mein kerna chahta hoon wo kerta bhi hoon

    26..Koi aesa insaan apki zindagi mei jiske bina ap apne apko adhoora samjhte hon?:mm:

    Bohat se hein, insaan ki life kabi kisi aik pe khatam nahi hoti

    27..Sach sach batayiy3 kabhi kisi larki ko p3rpose kia hai?:lpop:

    Hein, yeh kesa sawaal he

    28..Agar kabhi life mei apko pak se bahir settle hone ka chance mile to ap kis country mei settle hona pasand karienge?

    Bahir insaan paisa kamanay ke liye settle hota he, Alhamdullilah mein Pakistan mein bahir walon se achi earning ker raha hoon, is liye apnay pyaaray des mein he rehna chahta hoon :salam:

    29..Agar ko frd apse rooth jaye to usko kese manate hain???:lahoul

    Friend ko manana koi mushkil kaam nahi, aik second mein mana leta hon

    30..Choose one thg: love or frdship???

    Both

    31..If u want 2 make sum changes in pegham wht will u mak3?

    Will try to eliminate the favouritism

    32..bachpan ki koi a3si ch33z3 jo ab tak sambhal ke rakhi ho?
    My Nintendo game (Green House) and several toys

    33..Fav emotions kon kon se hain apke pegham pe?

    :khi::yy:

    34.Apka fav colour? aur apke khayal mei konsa colour apko suit karta hai?

    Depend kerta he, Ziada blue jeans pehni he, room mein off white, gari black etc. Mere fav. colours badaltay rehtay hein

    35..apke parents ko apki konsi adat bht pasnad hai aur koi adat na-pasand hai?
    Meri mom ko meri sabi aadatein pasand hein, meri jald baaziyaan unhein pasand nahi.

    36..Apni aesi koi adat jo bht pasand ho? aur aesi koi adat jo na-pasand ho?
    I am God fearing aur loogon ki khidmat kerne ke liye pesh pesh rehta hoon. Na pasand aadat kabi kabi jub kisi se expectation laga loon aur wo pura na utray to apnay aap ko koosta hoon ke mujay expection nahi rakhni chahiyein thein.

    37..kia insaan dusron ke experience se seekh sakta hai???:)

    Ji insaan doosron ke experience se bohat kuch seekhta he

    38..apki gtg ki pics dekhien...phele ki nisbaat apne bht weight reduce kia hai...kese kia any tip?? shayed mote klogon ko faidah hojaye apki tip se:khi:

    hahaha, daily 8KM jogging kerta hoon, jo bhi karay ga reduce karay ga, for sure

    39..aesa koi word jisko sunne ke liye apke kaan har waqt muntazir hoon ?:p

    Bank Manager ka phone, Aamir Sahib aap ki payment aa gai :kr:

    40..apna koi fav song sunaye??:D:

    Moula Mere Moula, indian song he, search ker ke sun lijiye

    41..kabhi aesa kuch kisko kaha hai jo kehne ke baad u realised ke na kaha hota to acha tha?:mm:

    Ji aisa kai baar hua, but mein situation ko baad mein bhi achi tarah handle ker sakta hoon, is liye mujay ziada masla nahi hota

    42..Love is--------(fill in the blank)

    confidential feeling :kr:

    43..Life is___________(fill in the blank)

    the name of transition / change

    44..Comments Th3 following m3mbers of p3gham only in one sentence...

    a) Bus yun he:

    Bus Avein

    b)Sarfaraz kamar:

    Isay mein GTG mein dekh lon ga

    c)Ask:

    Murgi ka anda he, neya neya he, bohat bolta he

    d) Scorpion81...

    Meri jaan murgi ka dhaancha

    45..kesa laga apko "A Cup Of Coffee With Khushi"?? Koi advice ya suggestion?

    Advise ya suggestion to nahi, haan albata aap saath beth ke cup of coffee peetein to baat kuch aur thi :khi:
    lolzzz...:D

    Leave a comment:

  • *khushi*
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Sialkoty ke spelling to sahi se likh lene thay :embarasse

    Apka int3rvi3w k3 ?s mujh3 do bar post karn3 par3...ph3li bar post kia post h3 nai how3...s3cond tim3 jaldi jaldi m3i hogayi mistak3:lahoul

    Umer 30 saal
    MashAllah w3s3 d3khn3 m3i 30 k3 nai lagt3...

    Yeh kesa sawaal ker diya he, me ko chamoo aa rahi hein :embarasse
    waqi abhi y3 ag3 bi to nai shadhi ki:khi:

    Hum apna makaan choor ke loogon ke makaanon mein deera nahi daaltay
    a3si baat hai to kabhi kabhi gu3st bun kar h3 dosr3 s3ctions m3i chal3 jaya kij3y3...

    Obviously Khanay ko enjoy kerta hoon
    mujh3 yaq33n tha apka anw y3hi hoga:khi:

    21..Aesa koi member pegham pe...jo ap chahte hain ke online ho jis waqt ap majood hon yahan par?:lpop:

    Hein, yeh kesa sawaal he
    ab sawal gol kar gay3...chaly3 batay3...:lpop:

    Advise ya suggestion to nahi, haan albata aap saath beth ke cup of coffee peetein to baat kuch aur thi :khi:
    is p3 ak shair yaaad agya....
    hazaron khawahishi3n a3si k3 har khawahish p3 dum nikl3
    bht nikl3 m3r3 armaaan l3kin phir bi kam nikl3......:khi:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    [quote=sarfraz_qamar;762216]
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    quote]
    Nice
    by the wayyyyyy,,,,,,
    u kayy jawabbatt parrahh karr lagaa haiiii kehh terrayyy
    andarr wohh sareee cheezain mojjood hain joo inssann
    koo Farishtaa bannannay sayy rokayy hoeyy hain
    Baray daoo pesh walay comment diye hein :khi: chal tera bhi shukriya

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by *Hala* View Post
    hmm...buht umdha jawabat dia hai ap ni Munda ji... be happy
    Thank you Hala Jani :blush:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

    Jhoot mat bolo ho hee 30 k
    Haan haan mein buchpan se he 30 ka hoon :lahoul
    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Ji ye to sab hee jaantay hain :blush:humein aapse aissay hee jawab ki tawaqo thi :lpop:
    Achi se ziada buri cheez pe ziada zoor diya gaya he :kr:

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    chalo shabash ab sab se buree cheez mein apna naam likh k batao k sabko k kitnay sachay ho :kr::kr:

    Ager mein sucha hoon to apna naam kyoon likhon, Eesha phuphay kutni :kr:

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Herat ki baat hay ab aap jesse makhlooq bhi makano mein rehnay lagee:kr::kr:
    Ji hum jesi mehloog makaanon mein rehti he aur aap jesi mehlooq darakhton pe ulta latki rehti he :bhago:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by MSA View Post
    :thmbup::thmbup::thmbup:

    kaaaaafi unexpected jawabat thay......

    lekin the bare zaburdust.....kuch kuch to buhat hi zaburdust...:thmbup::thmbup:

    Best Of Luck
    Mera pyaar Shalimaar, bohat shukriya :khi:

    Leave a comment:

  • sarfraz_qamar
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    [quote=munda_sialkoty;761947]quote]
    Nice
    by the wayyyyyy,,,,,,
    u kayy jawabbatt parrahh karr lagaa haiiii kehh terrayyy
    andarr wohh sareee cheezain mojjood hain joo inssann
    koo Farishtaa bannannay sayy rokayy hoeyy hain

    Leave a comment:

  • *Hala*
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    hmm...buht umdha jawabat dia hai ap ni Munda ji... be happy

    Leave a comment:

  • Eshaa Chaudhry
    replied
    Re: "A Cup Of Coffee With Khushi Only On Pegham"

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    2.Ur age?and ur qualification?

    Umer 30 saal ho jaye gi 7th August ko, aur mein bohat perha likha loon, lekin bhool gaya hoon

    Jhoot mat bolo ho hee 30 k

    Originally posted by munda_sialkoty View Post

    34..P3gham ki sab s3 achi baaat konsi lagti hai? :thmbup:
    Eesha :kr:
    Ji ye to sab hee jaantay hain :blush:humein aapse aissay hee jawab ki tawaqo thi :lpop:
    Originally posted by munda_sialkoty View Post

    P3gham ki sab s3 sab s3 buri konsi lagti hai?

Working...
X