Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Travel Guide :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Travel Guide :)

    Originally posted by musaddaq View Post
    Ya Allah travelling ka shoq hai logon ko lakin pata kuch nahi hia, koi haal nahi

    Guilin

    Shenzhen(Just overview baki mian jab travell guide lagaon ga tab dikhaon ga)

    yahan pe to jahaz hotay hein, tum bhi wahan ja ker kahin jahaz mut ban jana :kr:
    :thmbup:

    Comment

    • #47
      Re: Travel Guide :)

      Originally posted by astrofreak1234 View Post
      ASWK, Main India se hoon, Kya aap India ki kisi jagah ke baare main janna chahengi :)
      Aap hamein Mumbai ki sair kerwaein, hamein mumbai ke baray mein kuch bhi nahi pata, na he yeh pata he ke yeh teeno atraaf se samandar se gira hua he aur na he yeh pata he ke Haji Ali (RA) ka mazar bhi yahan he :lpop: aap hamein sub kuch bataiye :lpop:
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: Travel Guide :)

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        Main weekend par apne sauraal ja rahi hoon wahan se wapas aane par Mumbai ke baare main bataungi. Haji Ali(RA) ka mazaar paani main hai , saahil se ek 1.5 km jitna andar hai, wahan jaane ke liye pakka raasta banaya gaya hai. Wahan bada sukun milta hai, wahan log jumerat ko bahut jaate hai, main bhi bahut jaati thi, meri college se 15-20 mins ki doori par tha. Wahan sabhi mazhab ke log jaate hai aur usi aqidaat ke saath jaise hum musalmaan jaate hai.

        Mumbai main aur ek hasti hai unka naam hai Makhdoom Shah Mahimi, unke mazaar ke saath unki Walida Mohtarma ka bhi mazaar hai, wahan dec ke mahine main mela lagta aur duur se log aate hai. Yahan par bade bade Qawwal bhi aate hai, maine khudh kai saal pehle Sabri Brothers ko wahan dekha tha...

        Baaki aapko baad main bataungi :)
        :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

        Comment

        • #49

          Aray aap apnay susraal se ho ke kheer khariyat se aaiye, baki ki information aap se phir le loon ga...and thanx for ur information, mujay pata tha ke Haji Ali (RA) ka mazar samandar kinaray hein, yeh nahi pata tha ke samandar ke 1.5KM ander he, thanx for ur information :)
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Travel Guide :)

            Originally posted by astrofreak1234 View Post
            ASWK, Main India se hoon, Kya aap India ki kisi jagah ke baare main janna chahengi :)
            kisi bhi aisay place kay baray main batye jahan aap loog summer main zaida visit kartay houn :D:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #51
              Re: Travel Guide :)

              Originally posted by musaddaq View Post
              Ya Allah travelling ka shoq hai logon ko lakin pata kuch nahi hia, koi haal nahi

              Guilin

              to yeh kahoo na kay pakistan say bahir ka koi elaka hai :hathora ..main nay google say yeh naam daal kay search kia pher pata chala ..
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #52
                Re: Travel Guide :)

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                yahan pe to jahaz hotay hein, tum bhi wahan ja ker kahin jahaz mut ban jana :kr:

                tu sab ko ek jaisa kion samjhta hai keh jaise hi foreign gaya or teri tarah chawlain maarni shiroo ker din:khi:

                Comment

                • #53
                  Re: Travel Guide :)

                  abhi tak 3 groups banye hian ...
                  fari+ Aanchal =pakistan Northern areas
                  astrofreak1234= indian jaga ki sair karian gee
                  Musaddaq=...Gulli danda kheelnay ki jaga ki sair karian gay :kr:

                  jin jin ko yeh jaga pasand hain inhi groups main shamil hotay jaian ..ya pher alag say kisi jaga ka visit bhi kara saktay hian ,,:thmbup:
                  Last edited by .; 23 May 2008, 09:27.
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #54
                    Re: Travel Guide :)

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    to yeh kahoo na kay pakistan say bahir ka koi elaka hai :hathora ..main nay google say yeh naam daal kay search kia pher pata chala ..
                    to tum ne yeh kahan mention kia tha keh travel sirf pak mian hi kerna hia, ab jahan jiss ko jo jagah pasand hai wahan ja keh vacations manain, waise might be mian egypt ka travel plan bhi bana loon june tak:lpop:, to phir wahan ki sair bhi kerwaon ga:khi:

                    Comment

                    • #55
                      Re: Travel Guide :)

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      Musaddaq=...Gulli danda kheelnay ki jaga ki sair karian gay :kr:

                      :thmbup:
                      or shenzhen kion nahi add kia, yeh guilin or shenzhen do alag alag jaghian hian nalaik

                      waise i wil try keh egypt ka bhi plan banao, but it depends on time:wk

                      Comment

                      • #56
                        Re: Travel Guide :)

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        to tum ne yeh kahan mention kia tha keh travel sirf pak mian hi kerna hia, ab jahan jiss ko jo jagah pasand hai wahan ja keh vacations manain, waise might be mian egypt ka travel plan bhi bana loon june tak:lpop:, to phir wahan ki sair bhi kerwaon ga:khi:
                        visit kisi bhi jaga ka aap karwa saktay hian lekan banda clear to likhye na kay yeh kahan ki jaga hai ..chaloo kia yaad karoo gay maaf kia :kr:

                        Egypt main summer main koon si jaga hai visit karnay ko :mm:..mummeoon ko slaam keh deena pegham waloo ki taraf say :hehe:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #57
                          Re: Travel Guide :)

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          visit kisi bhi jaga ka aap karwa saktay hian lekan banda clear to likhye na kay yeh kahan ki jaga hai ..chaloo kia yaad karoo gay maaf kia :kr:

                          Egypt main summer main koon si jaga hai visit karnay ko :mm:..mummeoon ko slaam keh deena pegham waloo ki taraf say :hehe:
                          ya Allah,yeh kahan se aa gaya hain saare, Aanchal mian to samjhta tha keh tum inmian aqalmand ho lakin tum ne to in ko ek dam se hara dia hai, egypt mian official tour hia ek contract kerna jana hai wahan,kab se visa laga hau hai but yahan keh kaam hi khatm nahi ho raha

                          Comment

                          • #58
                            Re: Travel Guide :)

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            ya Allah,yeh kahan se aa gaya hain saare, Aanchal mian to samjhta tha keh tum inmian aqalmand ho lakin tum ne to in ko ek dam se hara dia hai, egypt mian official tour hia ek contract kerna jana hai wahan,kab se visa laga hau hai but yahan keh kaam hi khatm nahi ho raha
                            ya Allha banda Egypt ja raha hai or mammioo ka nahi deekhye ga :pg:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #59
                              Re: Travel Guide :)

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              ya Allha banda Egypt ja raha hai or mammioo ka nahi deekhye ga :pg:
                              wahan dekhne ko or itna kuchh hai,yeh mummion keh liye bhi ager time milla to dekh loon ga:lpop:, waise tum bhi wahin to nahi payi jati, ager aisa hai to mujhe bata do mian tumhian dekhne to zaroor jaon ga,waise mian ne tumhare des bhi aaana hai wapsi pe:khi:

                              Comment

                              • #60
                                Re: Travel Guide :)

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                abhi tak 3 groups banye hian ...
                                fari+ Aanchal =pakistan Northern areas
                                astrofreak1234= indian jaga ki sair karian gee
                                Musaddaq=...Gulli danda kheelnay ki jaga ki sair karian gay :kr:

                                jin jin ko yeh jaga pasand hain inhi groups main shamil hotay jaian ..ya pher alag say kisi jaga ka visit bhi kara saktay hian ,,:thmbup:
                                Mein Sukhumvit NANA 4, Bangkok jaon ga, wahan per Royal Ivory hotel mein rahon ga aur Thai massage kerwaon ga :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X