Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koi aisa kaam.. Reply Must

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Koi aisa kaam.. Reply Must

    Hi pegham kee jaaans

    aap sab sy mera yeh aik swal hay...
    lakin reply kerna must hay...

    wo hy k aaap apni Life main:insha:
    konsa aisa kaam karna chahty ho jis kee ap ho khawahish hy :SubhanAllhaa:
    wo kaam jis kee ap ko husrat hay.:alhamd:

    Main jo aik kaam karna chahta hun wo yeh hy k main
    Pakistan ko Dunia ka sab sy acha mulik dekhna chahta hun:rose

  • #2
    Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

    Originally posted by Khalil View Post

    Ye to aap nay apni khwahish bataey hay ......aap wo kaam bataiey jo apa khud kerna chahtay hain ...aap nay to is may yehee pocha hayna sab se:na:
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      Ye to aap nay apni khwahish bataey hay ......aap wo kaam bataiey jo apa khud kerna chahtay hain ...aap nay to is may yehee pocha hayna sab se:na:
      han yehi k main pakistan ka presedent banna chahta hun.....

      Comment

      • #4
        Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

        Originally posted by Khalil View Post
        han yehi k main pakistan ka presedent banna chahta hun.....
        ALLAH reham karay PAkistan per :kr::kr:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

          -Pakistan ko sub se uper....kurne k lie apna part play kurna chahta houn....
          -Pakistan mein moujoud logo mein unity lana chahta ho...buhat but gae hein
          -hur us shaks ko jis se mera taluq he...direct ya indirect us ko khush dekhna chahta ho.....aur koi aisa kam jis se wo shaksh khush rahe xindagi bhar...
          -logo ko hasana chahta ho...
          -aur amne amal achay kurna chahta ho....

          aur bhi buhat kuch chahta ho....
          phir ana huwa yaha to batao ga inshALlah

          Comment

          • #6
            Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

            Originally posted by Khalil View Post
            Hi pegham kee jaaans

            aap sab sy mera yeh aik swal hay...
            lakin reply kerna must hay...

            wo hy k aaap apni Life main:insha:
            konsa aisa kaam karna chahty ho jis kee ap ho khawahish hy :SubhanAllhaa:
            wo kaam jis kee ap ko husrat hay.:alhamd:

            Main jo aik kaam karna chahta hun wo yeh hy k main
            Pakistan ko Dunia ka sab sy acha mulik dekhna chahta hun:rose
            اور میں تیری تاؤن پے کس کے دو ترنا چاہتا ہوں بس یہ میری حسرت ہے جو ابھی تک پوری نہیں ہورہی
            :khi::khi::khi:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

              Originally posted by Khalil View Post
              Hi pegham kee jaaans

              aap sab sy mera yeh aik swal hay...
              lakin reply kerna must hay...

              wo hy k aaap apni Life main:insha:
              konsa aisa kaam karna chahty ho jis kee ap ho khawahish hy :SubhanAllhaa:
              wo kaam jis kee ap ko husrat hay.:alhamd:

              Main jo aik kaam karna chahta hun wo yeh hy k main
              Pakistan ko Dunia ka sab sy acha mulik dekhna chahta hun
              mari hasrat ha ka ma apna ami abu ko haj karayoon:rose
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                ALLAH reham karay PAkistan per :kr::kr:
                bilkul ALLAH reham kary ameen

                Comment

                • #9
                  Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                  Originally posted by MSA View Post
                  -Pakistan ko sub se uper....kurne k lie apna part play kurna chahta houn....
                  -Pakistan mein moujoud logo mein unity lana chahta ho...buhat but gae hein
                  -hur us shaks ko jis se mera taluq he...direct ya indirect us ko khush dekhna chahta ho.....aur koi aisa kam jis se wo shaksh khush rahe xindagi bhar...
                  -logo ko hasana chahta ho...
                  -aur amne amal achay kurna chahta ho....

                  aur bhi buhat kuch chahta ho....
                  phir ana huwa yaha to batao ga inshALlah
                  yaar main sadar bann gia to phre koi prb nahi rahy gi aur kuch aur socha yeh to main ny soch lia hay

                  Comment

                  • #10
                    Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    اور میں تیری تاؤن پے کس کے دو ترنا چاہتا ہوں بس یہ میری حسرت ہے جو ابھی تک پوری نہیں ہورہی
                    :khi::khi::khi:
                    bachy yeh kabi pori nahi hugi aur yeh meri b hasrat hay

                    Comment

                    • #11
                      Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      mari hasrat ha ka ma apna ami abu ko haj karayoon:rose
                      jazak >ALLAH insha>ALLAH

                      Comment

                      • #12
                        Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                        meri bas aik hi hasrat he k sari dunya k musalman kisi tarah unite ho jaen or america ko

                        Comment

                        • #13
                          Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                          meri be buht sy tawaqaat hai ka hojyee... un mein sy jo top per hai woo ...... yeah ka
                          I Wana to see in my beloved country Afghanistan peace no more blood
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                            Khalil bhai main mainkia kahoon app nay hi meray Dil ki baat kar di

                            :insha:Wo din dooor nahi Bus HUmeen Himaat nahi haarni chahiye:insha:

                            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                            Comment

                            • #15
                              Re: Koi aisa kaam.. Reply Must

                              Originally posted by hamzad View Post
                              meri bas aik hi hasrat he k sari dunya k musalman kisi tarah unite ho jaen or america ko
                              aur amreeko ko kia

                              Comment

                              Working...
                              X