Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik masla - Aanchal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: aik masla - Aanchal

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    ala chooreya
    kithy marr gia hay

    Comment


    • Re: aik masla - Aanchal

      Originally posted by hamzad View Post
      to bulaen na us ko:donno:fone hi kar den ya khat hi likh den:khi:
      is Door'e'jadeed mein khat koon likhta he aur koon perhta he :donno:
      :thmbup:

      Comment


      • Re: aik masla - Aanchal

        Originally posted by Aanchal View Post
        yaha kia hoo raha hai ? :blush:
        Aap ka intzaar
        :thmbup:

        Comment


        • Re: aik masla - Aanchal

          Originally posted by Aanchal View Post
          main nay kia raaz uglawaye logoo say
          Loogon se itnay raaz to interpol bhi nahi nikalwata jitnay tum ne nikalwaye hein, jub ke tum ne apnay baray mein hum ko kabi bhi kuch nahi bataya, chalo ub yahan pe apnay baray mein jo jo jaanti ho wo sub kuch likh do aur jo jo tum apnay baray mein nahi jaanti ho wo apni ammi se pooch ke likh do hum ko batao ke tum kia kerti ho, kyoon kerti ho, aur mazeed yeh ke kyoon ko tum kyoon kerti ho :donno: me ko gool aanday ki tarah jawaab mut dena, warna tum me ko jaanti he ho
          :thmbup:

          Comment


          • Re: aik masla - Aanchal

            Originally posted by Aanchal View Post
            main kia karti houn ?
            :hhh:
            waqat insaan ko buhat kuch seekha deta hai ..aik na aik din to ban jaye ga :khi:
            shadi kay bad theek hoo jaye ga :comfort:,,jab sar pay biwi kay danday parian gay :khi: dua karoo koi pehlwaan biwi millye takay sab pegham waloo kay badlye woh chukye munday say
            Pehalwaan bivi

            Aanchal kuch to khyaal karo munday ki reputation ka, chalo ashwariya ne ghalti ker di abishak ke saath veya kerne ki, is ka matlab yeh to nahi ke saari haseen larkiyaan me se buch jaein gi :tomato:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: aik masla - Aanchal

              o mama heeer dia pehly mera jawab dy
              kab sy waite ker raha hun

              Comment


              • Re: aik masla - Aanchal

                Originally posted by Aanchal View Post
                humesha munday ki wat lagti hai na to usay jealousy hoo rahi hai kay dosroo ki bhi lagay :tauba
                Girtay hein shehsawar he meedanon mein
                wo tifl kia giray jo gutnon ke bull chalay :na:


                Ager me sub ki watt lagata hoon to baki loogon ke bhi dil hein, un ka bhi haq he ke wo muj se mazeed watt lagwaein, ub is formulay ko samjo :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • Re: aik masla - Aanchal

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  yeh wat woh hai jo Fari or Eshaa munday ki rooz lagati hian :kr:
                  Fari aur Eesha apni billiyaan hein, jub dil chahta he un se miyaoon kerwa leta hoon :kr: aur jub dil chahta he un ki bolti band ker deta hoon :tomato:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: aik masla - Aanchal

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    aanchal na hoti to Maharani hoti :lol
                    Tum maharani nahi Rani banti

                    aur wo bhi Jhansi ki raani, jo jhansa de ke baag jati he PG ke members ko :kr::kr::kr:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: aik masla - Aanchal

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      pouchoo ...pegham pay kia nahi bataya main nay
                      Chalo tum yeh batao ke pegham pe kia bataya he tum ne :lpop:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: aik masla - Aanchal

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        yeh mery khelaaf logoo ko bharka rehye hoo
                        Loog to pehlay se he bharkay huay hein lekin unhein pata nahi he ke wo tumharay khilaaf bharkay huay hein mein to bus un ko bata raha hoon ke yeh wo aanchal he jis ke khilaaf aap sub bharkay huay ho
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: aik masla - Aanchal

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          mere raye bhi hoti hai churu ki post main na to beech main hoti hai ..kabhi ghoor say kuch parha ho to na :a stick:
                          Acha me ko batao ke tumhari lottery kub nikli, tumhein history perhnay ka kitna shook he, ager tum prime minister bano to kia karo gi, tum pc kitnay saal se use ker rhai ho, aur kese loogon ki help kerni chahiye
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: aik masla - Aanchal

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            in kay bank a/c kay number ka shayad humye ilm hoo gia hoo ga
                            me ke bank account ka pata chal bhi jaye, mere signature innay ookhay hein ke Einstein bhi nahi ker sakta :blush:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: aik masla - Aanchal

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              mujhay ghoomna pherna bhi to hota hai har waqat net say chipki rahoun kia
                              :kr::kr::kr:dekho aanchal yeh aawara gerdi kerne ki umer nahi he tumhari, ghar mein raha karo aur pegham pe bhi :kr::kr::kr:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: aik masla - Aanchal

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                main bagheer kabootar kay hi a gai :blush:
                                deekhoo larkeoo yeh munday ki mery kheelaf sazish hai un ki batoo main na ana :eye:
                                me bharka nahi raha, jo keh raha hoon such keh raha hoon, such ke ilawa jhoot keh raha hoon :kr:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X